Forex koi asan business nhi ha is main mehnat ki zaroorat ha .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex koi asan business nhi ha is main mehnat ki zaroorat ha .

    Assalam u alaikum. Umeed krta hn ap sb thk hngay.ap may sai kaha h k forex koi asan b
    Business nh h. Is ma mehnat kj zrort h. Aghr hm isay
    serious lekr kam kraingay to kamyab hngay. Werna apna time waste kraingay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex koi asan business nhi ha is main mehnat ki zaroorat ha .

      Dunya ka koi bhi kam impossible nh hy hum mhnat ky balboty py har impossible ko possible bana sakty hain mhnat hy tu kamiyabi hy otherwise na mahnat na kamyabi hum ko Forex treading mn mahnat krni chahiye apna Kam interested ho kr aur ek responsibility samjh kr krna chahiye kamiyabi hsail hoti nh hy khud krni parti hy
      • #18 Collapse

        Re: Forex koi asan business nhi ha is main mehnat ki zaroorat ha .

        As-salamu alaykum main ummid karta Hun ki aap sab log thik thak hongeaapane bahut acchi baat kiya kya Forex Koi sandesh nahin hai ismein mehnat ki jarurat hai agar Ham mehnat karenge to kamyab honge aur agar mehnat nahin karenge to phir Ham apna hi time zaya karengebusiness jis field ka bhi ho mehnat mangta hai aise business nahin ho sakta agar mehnat Na Ho to
        • #19 Collapse

          Re: Forex koi asan business nhi ha is main mehnat ki zaroorat ha .

          Forex bahut hi difficult business hai jo vishesh tot mein join kiya jata hai to bilkul samajh mein nahin aati iski bahut hi difficult hai ismein time gujarne se hi iske bare mein samajh aati hai Forex mein earning acchi hai lekin nikaalne ke liye pahle coffee learning karni padati hai pahle badi struggle karni padati hai FIR fox say earning hansi hoti hai
          • #20 Collapse

            Re: Forex koi asan business nhi ha is main mehnat ki zaroorat ha .

            forex trading main kaaam karne k liye bhot hard work karna must hain agar koi hard work karta hain tu forex trading main kamyabi pata haiin tradign karne k liye bhot ziyda mehant karna must hain forex trading bhot he risk wala busniess hain jo hard work kar k kaam karte hain vo forex tradinig main kamyab hote hain vo bhot mehnat kar k kaaamyab hote trading karne k liye mehnat karna faraz hain or mehnat hoti hain tu kamyabi b us kaaam main mil jati hain
            • #21 Collapse

              Re: Forex koi asan business nhi ha is main mehnat ki zaroorat ha .

              Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain forex koi asan business nhi hain is main jatni mahnat ky sath kam karin gy untni kamiyabi hasel kar sakty hain forex main kamiyab ho na hain or achi earning karni hain to ziyda sy ziyda mahnat karin or daliy time invest karin ta ky ap kamiyab trader ban saky
              • #22 Collapse

                Re: Forex koi asan business nhi ha is main mehnat ki zaroorat ha .

                Forex trading ho ya koi bhi aur business Ho Hamen Kisi bhi kam ko Aasan Nahin samajhna chahie Ban Ke Hamen Har Kaam ko apne liye Aasan banane ki koshish Karni chahie Jab ham har kam ko Aasan samajhna Shuru kar denge To Ham Kabhi Bhi Apne kaam mein kamyabi ki taraf Nahin Ja Sakenge isliye Hamen Apna samajhne ki Bajaye Aasan banana chahie Taki Ham apni kamyabi ko aasani se Hasil kar Saken aur is kamyabi ko future Tak Lekar Ja sake jab tak Ham mehnat Nahin Karenge Hamare liye Apne kaam mein kamyabi Hasil karna uska main abhi ko Aage future Park Lekar Jana Hamare liye mushkil hi nahin Namumkin bhi ho jaega
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Forex koi asan business nhi ha is main mehnat ki zaroorat ha .

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Mubeen پيغام ديکھيے
                  Je Han friends forex koi asan business nhi ha k jis main hum bohat hi asani say achi earning Kar saktey Hain balke is main Kamyab honey k laiy hum ko bohat ziyada mehnat k sat sat forum par har wakt active hona pharta ha or har wakt Market ki movement ki Check karna hota ha tab hi is main hum kamyab ho saktey hain is kaiy hum ko hard working karni chahiay
                  ye baat to bilkul theek hai ke forex trading koi asan business nehi hai balke ye eik risky business hai or isko kabhi bhi easy nehi laena chahey or is mein kamyyabi hasil karni hai to is mein ziada se ziada mehnat karni chahey or forex trading ki pori learning karni chahey kunke forex trading ke business main kamyyab hone keley mehnat ki bohat ziada zarorat hoti hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X