Time frame ka istemaal......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time frame ka istemaal......
    Dear friends Forex me jab aap trading karte hain to aapko ismein timeframe ka istemal karna padta hai. Aap ismein apni Marji ke mutabik time frame istemal kar sakte hain Ham ismein Agar long term trading karni hai To Hamen Uske mutabik timeframe Lagana Hoga aur trading karni hai to usmein bhi apni Marzi ke mutabik timeframe Lagana Hoga Kyunki timeframe bahut jyada Jaruri hote hain Kisi bhi trading ke liye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Time frame ka istemaal......

    Market ky achy analysis kerny ky liay ham different time frames use kerty hain ky agar ham h1 time frame main market ko read kerty hain tou trade open kerny sy pehly hamain market ko baty time frame sy read ker ky market ka current trend zarur find ker lena chahiay taky hamain trade open kerny main masla na ho
    • #3 Collapse

      Re: Time frame ka istemaal......

      اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
      Dear friends Forex me jab aap trading karte hain to aapko ismein timeframe ka istemal karna padta hai. Aap ismein apni Marji ke mutabik time frame istemal kar sakte hain Ham ismein Agar long term trading karni hai To Hamen Uske mutabik timeframe Lagana Hoga aur trading karni hai to usmein bhi apni Marzi ke mutabik timeframe Lagana Hoga Kyunki timeframe bahut jyada Jaruri hote hain Kisi bhi trading ke liye.
      Hamen time frame apni trading abilities se aur apne trading ke experience ke hisab se use karna chahie Jab Ham big timeframe use Karke kam Karte Hain To Hamen nuksan ho sakta hai Kyunki Ham mein se maximum log Aise Hain Jinka trading ka experience kuchh khas Nahin Hota
      • #4 Collapse

        Re: Time frame ka istemaal......

        forex main hum es main time frames bna kar hum es main kam akr skty hain our hum es ain kam ko karny kay ley es main mahnat karne ho ge to he hum es main kamjab ho skty hain ouyr hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain ouyr hum es main kam akra ky boht sa bons hasl karty hain our apne zruton ko pora karty hain
        • #5 Collapse

          Re: Time frame ka istemaal......

          time frame ka istemal bahut acchi baat hoti hai aur timeframe ka sahi tarah se istemal karke aap bahut acchi trading kar sakte hain aur aap bahut acchi earning bhi kar sakte hain isliye aapko chahie ki aap timetable ka sahi tarah se use kiya karo
          • #6 Collapse

            Re: Time frame ka istemaal......

            forex aik best busienss hain hum is mai time frames k use kar ky kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum jis mai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik best busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Time frame ka istemaal......

              time frmae ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum planing karni ho gi tab hi hum trade karein gay aur hamain is k bary main practice karni ho gi aur time ki mange k ar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade karny say pahly is k bary main expeirence ho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay uar hamain is forum main bi ksi bi waqt trade karty hain
              • #8 Collapse

                Re: Time frame ka istemaal......

                Forex trading mein time frame ka istamal boht zayda zarori hota hey jo member is business ko zayda se zayda time deity hain wo member is business mein achi learning hasil ker sakty hain or is se achi kamyabi b hasil ker sakty hain jis se hmean bout zayda faida hota hey or is se achi kamyabi b hasil hoti hey or is se expert trader ban sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Time frame ka istemaal......

                  dear brother aapane Agar is market mein kam karna hai usmein aapka last use karne ke liye time frame baat karna Hota kya aap is market Mein Jab Ek timeframe select karte hain aur use per aap trade karte hain to aapko usmein Apne A trading style ke hisab se trade mil Jaati Hai Kyunki ismein aap Jab Lanka per kam karte hain usmein aapko Bada timeframe use karna hota hai aapko Kafi jyada fayda ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Time frame ka istemaal......

                    yes brother ham is main aoni marzi se koi bhi time frame set ker k trade ker sakty hain r ye time frame ham apny trading experiecne ko dekhty huy r apni abilities ko dekhty huy apni marzi se nsetn ker sakty hain long term trade kerna chahen to isi time frame ko choose kerna hota hai r ager short term trade kerna chahen to bhi ham ker saty hain mean k jo tradijg skills apk ander majood hain to usi ko dekhty huy a acha time frame choose karen r acha profit gain karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Time frame ka istemaal......

                      Time frame bhot important hai khas karke bonus account mein agr ap quick profit chatay han h1 or h4 py trading karni chahie Jo k aapko quick profit day sakta ha lekin trading k lay day 1 and weekly time frame use karty Han m apko suggest karti hun k apko short term trading use karni cheay Jo k bhot important ha forex trading account mein or money management program proper planning and regulation k saath run Karan.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Time frame ka istemaal......

                        time frame ko ap log ziada tar apni trade ki hissab se choose kartey hain k jitne time ki ap trade karen gy itna he timeframe ap select karen gy jabke time frame apko use karna hota market k trend ko maloom karne k ly ap mukhtalif time frame main mukhtalif tarikey se market ko daikh kar trend ko jan saktey hain uske bad ap apna time frame select karen jis main ap trade karna chahty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X