skrill account ki fee???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    skrill account ki fee???
    dear all senior members aap sub se ye sawal pochna hai k aj kal skrill pe account ki fee kitnay dollars hai????aur is pe kitna time lag jata hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: skrill account ki fee???

    Dear friends skrill ki fees bahut hi kam haiagar dusre withdrawal procedure dekhe jaaye jis tarah netellr hai perfect money hai yah kafi sare vate Rocky procedure hai direct Bank mein aap agar deposit karna chahenge withdrawal karna chahe to bahut jyada charges leta hai lekin skrill sabse kam charges leta hai jiski vajah se maximum trader Jo bonus account use karte hain vah scale Koi prefer karte hain aur skrill sabse best hai aur mere yaar main school ki fees 1.39 percent hai total rang ki jo ki bahut hi kam hai dusron ki nisbat.
    • #3 Collapse

      Re: skrill account ki fee???

      Skrill account ko open karne ki koi fee nahin hai skrill account free open hota hai aur ye us waqt hi open ho jata hai jab is ko open kartay han aur is ki verification mein kuch waqt lagta hai aur verify karne k leye is mein deposit karna zaroori hota hai aur ap ye insta forex se withdrew karwa kar kar saktay han aur is k bad apne document upload kar k account verify kar saktay han
      • #4 Collapse

        Re: skrill account ki fee???

        Skriil account ko ko bana na ki koi bh fees nahe hoti ap is ko asnai sa bena sekty ho aor is ko apna insta account ka sath bh attach ker sekty ho bs is ko active matlib verify kerwana ka liya kch dolllara ki zaroret hoti hay bs 1 dollars sa ap ka account verify ho jay ga
        • #5 Collapse

          Re: skrill account ki fee???

          Skrill account ke fee 10 sent hota hey jb koi members apna profit hasil kerta hey phir osy skrill active kerny ke zarort hoti hey jb un ka skrill active hota hey phir wo apna profit ko withdrawal kerwa sakty hain or is khercha nekal sakty hain or is se achi kamyabi b hasil ker sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: skrill account ki fee???

            Dear forex mein skrill account ki koi fees nahin hai yeh totally free hai skrill account free open hota hai aur ye us waqt hi open ho jata hai jab is ko open kartay han aur is ki verification mein kuch waqt lagta hai aur verify karne k leye is mein deposit karna zaroori hota hai aur ap ye insta forex se withdraw ker saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: skrill account ki fee???

              skrill account ek esa best broker hai jis se hm bhut km charges mein easily amount withdraw bhi le sakty hein r dosry account mein bhi transfer kr sakty hein jb k jo dosre brokers hein jesy jaz cash vagheera to ek to un ka proceedure bhut time taking hota hai r dosra un k charges bhi bhut hoty hein jb k skrill bhut suitable amount charge krta hai jo hr trader easily pay kr saky,..
              • #8 Collapse

                Re: skrill account ki fee???

                dear forex business mein jab profits withdraw lene kilye skrill account banne ki kio fees nahi balke jab account bante han to use verify kerne mein time lagta hy skrill sab se acha or asan way hy withdraw lene ka es liye moslty member skrill ke maddad se profits withdraw lete han
                • #9 Collapse

                  Re: skrill account ki fee???

                  dear skrill account ki koi fees nahi hai ye ap bager fees k easily bana sakty hain r bad main aoko is accou t ki verification kerwana hotinhai jis k liye ager apk account main 10 cent bhi majood hon to ap essily apna slrill account withdraw kerwa sakrty hain r jab is se profit withdraw lety hainn tab bhi apko is main boht kam chasrge kiya jata hai jab k bank account ko ager ap withdraw k liye use kerty hain to ye time consuming bhiu hain r sath is main kafi time bhi lag jata hai jab k skrill se ap easily r boht jald withdraw le sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: skrill account ki fee???

                    dear brother Jab aap is market Mein deposit karna chahte hain aur aap ke pass Sasural Mein dollar maujud hote hain to aap usko Apne broker per English karte hain to use time aapko Koi fees Nahin Deni padati Magar Jab aap ismein Koi Shakal Kisi Ko send karte hain to usmein aapko thodi bahut bhi deni padati hai agar aapane ismein investment karni hai to uske liye skrill bahut hi best hai aap usmein fees ke bagair investment kar sakte hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X