Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain
    Her aik Member Ki Yehi koshish hoti hay keh us ko trading ke liye Kahin na kahin se koi best signals mil jaaye aor woh us ko use Kar ke aur profit earn kar lay lekin in signals ko Hasil karnay ke liye bhi hardwork karna hoti hai aor yeh mehnat members ko Khud Say Hi karna hoti hay signals ko verify kar lena best Hota Hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

    Dear member Jyoti Apne share Ki Hai Sabse best learning ke liye Hamen Apne analysis per self signal generate karne chahie Jaane Kuchh Vicks ke liye Hamen pahle demo account per reply karna chahie Agar Hamen maximum profit yah learning experience earning Ke Sath Ho Raha Hai To fir Vahi signal Ham real account per reply Karke apne liye bhi add nahin kar sakte hain aur vah signal share Karke Apne se junior members ko bhi de sakte hain learning ka sabse best option hai ki self knowledge ko demo account per reply kijiye aur uske bad real account per usse profit game kijiye
    • #3 Collapse

      Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

      Ge ha firrx member tresdi g ke lya signels ya market ka analysis khud karna bhit zarori hota he ager hum dusre member ke kehne ke mutabik treading ksre ge to nulsan be ho sakta he is khud zayada mehnet karna chaya
      • #4 Collapse

        Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

        g han humay trading kay liyay signals khud he improve kurnay hotay hain q keh jub tuk hum khud market ki analysis nhi kurtay hain or khud is kay baray may nhi jan laytay hain tub tuk hum achi trah say trading nhi kur saktay hain or na he is may kamyab ho saktay hain or agur hum dosron kay signals ka wait kurtay hain to is ay humara time waste hota hy or kuch nhi to humay trade kurnay kay liyay dosron kay signals ka wait nhi kurna chahiyay bulkay khud he apna kam kurna ho ga or market ki analysis ko chek kurna ho ga or is kay mutabiq he trade kurna ho ga dosron kay sahray pur mut geo apni help khud kro
        • #5 Collapse

          Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

          Forex mein signal par ap trading kar saktay han lakin hum ko signal par depend nahin karna cahaiye kiok agr hum khud mehnat aur hardwork karain aur forex ka knewledge aur experience hasil karain aur experience se trading karain tu trading mein hum kaamyab ho saktay han aur long time k leye trading mein kaamyab ho saktay han
          • #6 Collapse

            Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

            hamy trned ko follow kar ky kam kaarna ho ga pher he hum pasia kma skay gy forex aik wasee business hain hum is mai singls ko folllow kar ky kam karu gy to hamy kamaybe hasial h jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account band ho jy ga forex ak amm buisness ke nisbat aca or unique busness hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

              Ek cheez bahut simple ha k agar koi khud se analysis kar sakta ha to usko signals ki zarurat nahi hoti aur wo khud he resistance aur support level ko determine kar letay hain. Jahan tak signals ka talluq ha to signals ki application play store per hain, wahan se download kar k us ko use kar saktay hain jis b pair ki chahyeye ho.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

                g han dear bilkul trading live kerni hoti hy jis kilye internet signals ke need hoti hy jo ke ham ne khud arrange kerne hote han es liye hamain trading kerne kilye strong signal ka use kerne se acha profits zror kama sakty han kuin ke signal thek na hone se bhe hamain loss ho sakta hy
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

                  Phaly phal jb ham kam karty hn tou hamen trading karna nai ati hy tou phaly hamen chiy k ham kesi aur sy signal laty rahen aur sath sath demo ko bhi use karty rahen demo py kam karna hamary liy bahut ziyada faida mand hota hy ham aghar forex mn acha kam karn gy tou phar ham thory sy time ky baad ham acji trading karna bhi seakh jaen gy aur ham posting karna bhi achi seakh jaen gy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

                    G han pak forex trading business Mn Trad Lagany kalye Signal Khud arrange Karna hote hain pak forex trading business mn Dil Say Hi Kaam karein acha sa advantage Say Good profit asaani sy hi acha trah Say gain hoga pak forex trading business acha strong signal Mil jay Tu Good Trad laga ka Good profit gain asaani say hi hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

                      Trading k ly signals per kaam karne wale new members ko chahye k khud k signals bnaen jo k apko trade karne main profit bhi hoga or ap acha or kisi k signal per trust karna mushkil hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

                        trading ke liye agar ap ke pas price action jaisa behtareen system hai to ap ko kisi bhi signal ki zaroorat nahi ho gi ap khud hi kaam kar saken ge aur mehnat se learn kar ke kaam kar saken ge is liye mehnat se kaam karain acha earn karain ge agar ap ne trend ko follow iya aur is ka best way price action hi hai is pe hi ham kaam kar sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k liye signals khud hi arrange kerna hotay hain

                          Best trading karna chahte hain to pahle Dekhenge indicator kya signal de raha hai market kis Taraf next Jayegi FIR Uske bad Apne analysis kiya jaaye indicator Ke mutabik Hain signal Se Mil Rahe Hain To fir market Mein Apna order place kar diya Jaaye aur exit time par Le Lena chahie aur entryway time per Lagani chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X