Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....
    Salam to all dear members dear main yah Kahana Chahta Hun Ki Forex Mein Hamen Jab Las Hota Hai To Hamen apni Himmat Nahin Harni chahie Hamen ismein mat ke sath kam karna chahie aur is ko time Dena chahie Jab Ham mehnat Karenge aur isko time Denge To Hamen ismein bahut fayda Hoga Kyunki Forex Ek Aisa business hai jismein aap jitni Jyada mehnat Karenge Jitna Jyada Hai Isko time Lenge aapko ismein itna hi jyada fayda hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

    dear loss and profit ye donu to business ka hisa he hain is leye kabhi bhi loss se ghabrana nahi chahye.agar kabhi trade krray howay loss ajaye to phir bhi mehnat jaari rakhni chahye aur dil bardashta ho kr kaam nahi chorna chahye.balkeh ziada mehnat ki jaye to kamtabi hasil hogi.ye aik aisa forum ai jis ne mehnat ki vo kamyab hogua
    • #3 Collapse

      Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

      Ye baat to thek Hy dear agar ap ko forex me loss bhi hota Hy to ap ko Chey Kay ap is me apna Kam jaro rakhn Kyun Kay ap ka Acha Kam krna me hi faida Hy Aur best Kam krny Kay leay ap ko is me hamesha confident ho kar Kam krna Hy kabhi bhi loss us emotional nahi hona Chey
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

        market main planing karni ho gi aur hamain mhnt karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain chahye is k rules ko mind main rakhna ho ga aur hamain is k rule sko mind main rakhna ho ga ta k earn karein gay aur knowldge ho ga tab hi hum trade karny k kabil ho sakty hain aur loss say bachny kl iye mhnt karna ho ga tba hi hum achy say trade kar skaty hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

          agr hamy loss be ho jaye to hamy apni mehant ko jari rakhna chahey pher hi ham apny loss ko cover kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurba tko kathem kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa busoness hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham aapny gar beth kar is main kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

            yes bilkul hamin esa hi kerna chaiy keh loss hony per bhi hamin mehnat jari rakhni chaiy ager loss ho jaiy to usko recover kerny k liuy phur double mehnat krein pehly sey zeeda forex ko time dein takhe ap bhut jald apny loss ko recvber ker sakin ap jitna jaldfi recover krein gy apko utna hi bhter fyda mily gaa or accoubnt bhi increase ho jaiy gaa
            • #7 Collapse

              Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

              yes dear, forex trading ma agr loss ho to pareshan honay ki bjay us sa sabak seekhain aur un mistakes ko clear karain jo loss ka sabab bni hain, unhain repeat na honay dain, mehnat jari rakhain aur loss ko recover karnay ki planing bnaen ta k hmain difficulties na hon
              • #8 Collapse

                Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

                humain es main boht sbr say humain es main kam karna ho ga agar humain es main boht sa loss be hota hain to humain es main phir say humain es main ahnat say humain es main kam akrna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain our hum es main kam akr kay hum es main ache earning hasl akr skty hain forex 1 aasan business hain hum es main live kam karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

                  G han thek kaha apny k ager apko forex main loss hota hai to apko pareshan nahi hona chaye balkay is main loss ko cover karne ki koshish karni chaye or har haal main mehnat or hard work karna chaye tabui aap is main successful hoskte hain or achi earning or profit donk kama sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

                    G han traders ko loss jota hai lekin survive kuch traders kr paty hein loss ko bardasht krna prta hai aur loss se hi aap log seekh sakty hein apni mistakes ko find kr k experience increase krein kionkeh jb aik dafa kisi mistake se loss hota hai tu traders ko chahiye mehnat krty rehen aik din success zaror milti hai bus hosly aur sabr se kaam lein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

                      Kisi bhi karobar main loss or profit dono he bnyadi awamil hain jab ap forex main kam kartey hain to yahan bhi apko in dono awamil ko mind main rakh kar kaam karna chahye agar apko loss ho bhi jata hai to ap preshan hoon profit ko hasil karne k ly akills ko improve karen or trade seekhne bad he trade karen orunafa kamaen
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

                        han g apki bat to thk hy keh ager loss ho bhi jaiy to bhi hamin mhnat jari rakhni chahiy hamin loss sey ghbrana nhi chahiy belkeh loss sey learninig hasil kerni chahiy ager hamri learninig achi hoga aour hmara experince strong hoga tub hi ham iss mein loss ko recover kernuy key bad achi earninig ker sakin gy...
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

                          Ha bhai yehi baat hai losses se drne lgen tou aap ka career tou yaheen pe end ee smjho fir aap kbhi bra kuch ni kr skty aap ko aapka darr aapko kbi succesfull ni honay de ga aur na aap is jga agr kaam krna chahty hn aur kamaya hona chahty hain tou aap aese losses se drna ni blkeh gain krna chahiye aur gain kro tou agay brho gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

                            G bilkol forex main jab hume loss ho tu hume chae k hum apni himat na haren r apna kam jari rakhn kiun forex ak business hai r hr business main jahan hume profit hota hai wahi hume loss bhi hota so hume apni mehnat jari rakhni chae r un mistakes ko control krna chae jen ki wajha sy hume loss hota hai es trha hum forex main loss sy bach skte hen r acha profit earn kr skte hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hota bhe hy too mehnat jari rakhin.....

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                              Salam to all dear members dear main yah Kahana Chahta Hun Ki Forex Mein Hamen Jab Las Hota Hai To Hamen apni Himmat Nahin Harni chahie Hamen ismein mat ke sath kam karna chahie aur is ko time Dena chahie Jab Ham mehnat Karenge aur isko time Denge To Hamen ismein bahut fayda Hoga Kyunki Forex Ek Aisa business hai jismein aap jitni Jyada mehnat Karenge Jitna Jyada Hai Isko time Lenge aapko ismein itna hi jyada fayda hoga.
                              Forex main loss say hum seekh saktay hain, es liay jab kabhi loss ho jay to preshan honay aur himmat harny k bajay loss ki reason talash karain, aur us ghalti ko door karain ta k us ghalti ki waja say dobara loss na ho. aur phir aur ziyada mehnat kar k mazeed achi tarha analysis kar k achy entry points talash karain aur achi trade lagain aur loss ko recover karain us k liay agar ap nay mehnat ki hoe hay aur sabar say kam liya hay tab ap aesa kar saktay hain, sabar say kam laina bohat zaruri hay, nai to hum forex main kamyaab nai ho saktay
                              If you work hard no body can stop you from success

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X