Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?@#@

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?@#@
    Friends forex ma big expectations ni rakhni chahe, yaha sy bus tori bhot financial help he melti hai, garh ma free bethny sy acha hai kuch kam kar leya jae, ik he trade sy rich hony ki expectation rakhyn gy to ap ko jb loss ho ga to wo hazam karna bhot muskil ho jae ga, plz comment???@##
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

    G han thek kaha apny k forex maim big expectations nahi rakhni chaye q k jab loss hojae to pareshanj hoti hai isliye hamesha koshisb Karen k is main normal expectations rakhen taa k apko loss hone par ziada pareshnai na ho or aap is main acha profit ho or aap is main achi earning kar saken.
    • #3 Collapse

      Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

      Main aapki baat se Ittefaq nahin karta Kyunki Jab Ham Logon ke pass Forex knowledge or experience hoga tab ham log forex business mein Main Ek big profit expectation kar sakte hain isliye jaruri hai ki Jab aap log Forex join karen to Uske bahut isko learning karne mein main Apna best time lagaen Taki aap Logon Ko Jyada Se Jyada experience Ho Jaaye tab aap log iska Bole Ho Jaenge ki aap log forex business Se Jyada profit Hasil karne ke liye expect kar sakte hain Iske alava Jab aap Logon ke pass knowledge aur experience Nahin Hota To aap Logon Ko definitely loss hota hai jisse aap log Kafi Jyada hurt Hote Ho agar aap log forex business Mein Apne a loss is ko minimise karna chahte hain kya loss Se Bachana Chahte Hain To aap log sabse pahle Apne knowledge or experience ko increase Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

        Agar aapke pass knowledge experience Hai To fir aapko expectation bilkul rakhni chahie Kyunki Ham Sab Achcha kam karte hain Agar Hamen expectation hoti hai agar aapko kisi Kaam se Koi expect hi nahin kar sakte to fir to aap usmein kam hi nahin kar sakte isliye aap ke paas sabse pahle itna knowledge Hona chahie ki aap market Mein Ek Achcha profitable kam kar Sako agar aap aisa kar sakte ho to fir aapke liye aasani hogi ki aap market Mein prophet kar sakoge
        • #5 Collapse

          Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

          Asal mein traders is liye bar bar loss krty hein kionkeh woh pehli trade mein hony waly profit ko dekh k ye umeed krty hein k hr trade mein unko aisy hi profit hoga ye soch unko loss ki taraf ly jati hai aur successful nhi hony deti hamein normally behave krna hoga tab hum agy barh sakty hein.
          • #6 Collapse

            Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

            G han dear ap ki baat bilkul such kaha hy ka haminn forex sy bahit ziyada expectation nahin rakhni chaye q k is min loos bhi hota hy aur profit bhi hotabhy jab hamin loos hota hy to hamin bahut ziyada pershaani hoti hy iis lia hamin forex min ziyada sy kaam.nahin kaeni chaye jis sy hum achi kamyabi ko hasil kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

              Dear members aap ne Sahi kaha hai lekin is main aik mistake yeh hai keh members ko forum per zyada expect Kar ke kaam karna chaye is se Hota yeh hai keh members k kaam karne ke liye jazba develop hota hai Kyun keh jab kaam ke liye hardwork Karenge to isi Tarah Se un ko profit Bhi Ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

                my dear friends aapko hamesha positive thinking rakhni chahie aur agar loss Ho jaaye to tension nahin leni chahie kyunki last business ka hissa hota hai isliye aapko last ko bhi acchi tarah se face karna Hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

                  hamain is k bary main planing karni ho gi tak earn karein gay aur hamain chahye is k bary main planing karni ho gi aur koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai aur hamain is foruum main knowldge hasil kar k hi hum achy say trade kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain kuch pany k liye learnng karni ho gi ta k earn karny main bi koi prblm na ho skay gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

                    ge han dear agr hum forex main big expectations lagani hain to hamain chahya kay hum is kay sath mahnat bhe karain agar hum siraf expectations say he kam lain gay or mahnat nai karian gay to hum ismain loss ke sorat main forex say hum dil har dain gay or phr humis main kam nia karain gay lahza is main mahanat or lagan say kam karain gay to hum zaror apni expectations pora utrain gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

                      App ki baat thek hy forex sy big expectations nhi rkhni chahy kionk jab loss hota hy to bhut tension hoti hy iss liay koshish krni chahy k trade men hony waly profit ko dekh k apny emotions ko control men rkhna chahy or sabr sy kam lena chahy tb hum kamyab trader bn skty hn.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

                        yes dear, hmain forex ma soch samajh kar trading karni chaiay, proper planing k sath kam karain ta k hm situations k mutabik decisions lain aur kisi pareshani ka samna na karna paray, forex sa high expectations tb hi karain jb is ka acha knowledge ho, warna loss ki surat ma hmain pareshani ka samna karna paray ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

                          Main apki bat se agree kerti hun yahan per boht se log forex se big expections rakh lety hain r bad main jab ye expections pori na hon to boht dishurt hoty hain to lazmi hai k oehly yahan mehnat karen r forex ko samjhen is business main beshak boht pesa hai lakin ye pesa apko bager trading experience k kabhi bhi nahi mil sakta yahan loss bhi hota hai lazmi nahi k her bar yahan apko eik achi ammount main profit hi mily to dear loss ko bhi isi business la oart samjhty huy berdasht kerny ki adat dalen jab hi ap forex main achi earning ker saken gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

                            Forex trading risky business Hai Is per mukmmal depended Nahin Hona chahie market kabhi bhi loss Mein Ja sakti hai plane se ismein trading Karni chahie market Agar loss Mein Jaati Hai Thoda law sorry cover Karke Apna capital save Rakha Jaaye Jyada is Mein earning Ki Koshish Na ki Jaaye problem hi banti
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex sy big expectation ni rakhni chahe, kiu k loss phr bhot pareshani deta hai?

                              kuch log bonas zada dekh kr apne mind main koi big planing kr lete hein dear is main hume lose be hota ha ur profit be hum lose se tab hi bach sakte hein jab hum is main samjdari se kam krein gey agr hum is main lalach se kam krte hein tu hamra kameyab hona muskil ho jata ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X