hamen mahine ke shuru ke dinon mein Hi mehnat karni chahie aakhiri dinon mein mehnat karne ka koi fayda nahin hota hai kyunki jab Ham shuru mein mehnat nahin karte Hain to hamara monthly e Jo target hota hai Ham uski limit ko pura nahin kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham shuru mein Hi mehnat Karen shuru mein mehnat karne se Ham apne kaam ko aasani ke sath pura kar lete hain aur agar Ham shuru mein mehnat nahin karte Hain to fir bad mein Ham kamyab nahin Ho paate Hain isliye hamen chahie ki Ham shuru mein Hi mehnat kar liya Karen tha ki Ham masani ke sath kamyab Ho jaen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим