Pak forum pay Ham kam karte Hain to hamen monthly bonus milta hai aur jab mahina khatm ho jata hai to agale mahine ke 10 dinon mein hamara bonus samay milta hai agar hamen apna bonus weekly Milana shuru ho jaaye to yah hamare liye bahut hi achcha ho sakta hai ki unke yahan magar ek after mehnat karenge to hamen apna bonus mil jaega to hamara kam bahut achcha chal jaega hamen koshish karni chahie ki Ham achcha kam Karen aur hamen administrator se appeal karni chahie ki hamen monthly ki vajah weekly bonus Diya Karen iske liye sab log apna apna reply den
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим