Trading mein tajurba ke sath sabar bhi zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mein tajurba ke sath sabar bhi zaroori hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
    Trading ke liye hamen Jahan per acche tajurba ki jarurat hoti hai vahan per hamen achcha sabar bhi chahie hota hai isliye hamen sabar jarur karna chahie sabar karne se a hamara kam bahut achcha ho jata hai hamen chahie ki ham acchi tarah se Kam Karen aur agar Ham trading kah Rahe Hain to hamesha bar ke sath trading karni chahie tab hamari trading kamyab ho sakti hai aur agar Ham trading ke liye sabar nahin karte Hain to hamari trading kamyab nahin ho sakti hai isliye sabar karna hamare liye bahut jaruri hai aur tab hi hamen kamyabi mil sakti hai
    yes sir ji aghar tumam members forex market mein acchi trading karna chahte hain to unko chahey ke woh sabar ke sath hi trading karen kunke forex trading mein sabar ko bohat ehmeyat hasil hai or jo log jaldbazi se trading karte hain unko nuksan hi hota hai or apni trade open karne mein jaldbazi karne wala kabhi bhi kamyyab nehi hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mein tajurba ke sath sabar bhi zaroori hai

      Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain forex trading main suber zarori hain forex trading main suber ky sath kam karin gy to ap kamiyab trader ban sakty hain is liye soch samjhe ky suber ky sath kam karin jald bazi sy nhi jald bazi sy sirf nuqsan ho ta hain jald bazi sy trading karin gy to ap ka acount wash ho sakta hain is liye jald bazi bilkul nhi karni chahey saber ky sath kam karin ta ky ap achi earning kar saky or kamiyab trader ban saky
      • #18 Collapse

        Re: Trading mein tajurba ke sath sabar bhi zaroori hai

        G Han dear friend ap ny sahi kaha treading mn experience ky sath sabar bhi zarori hy Kiun ky treading krty howy hum ko loss aur porfi dono hoty hain Kiun ky forex trading ek risky aur online business hy jis mn kuch bhi ho sakta hy tu hum ko mhnat ky sath Kam krana cahiey demo account py practice krni chahiye otherwise hamara account bhi Wash ho sakta hy hum ko Forex treading mn mahnat sy Kam krana cahiey lalach nh krni chahiye
        • #19 Collapse

          Re: Trading mein tajurba ke sath sabar bhi zaroori hai

          gee han trading main hamain tajurbay kay sath sath trading main hamain sabar say kam lan gay agar hum sabar say kam karain gay to hum is main achay say profit hasil karian gay or agar hum bgair analysis kay trading karain gay to hum loss kar lain gay forex main acha time dain or sabar sa kam lain or mahant karty rhain or khud ke mahant par bharosa rakhain
          • #20 Collapse

            Re: Trading mein tajurba ke sath sabar bhi zaroori hai

            yes dear ap ke bat profect hy ager ham trading kerna ka experience rakhty han to us ke sath sabar kerna bhe zrori hota hy trading kerte hove lots size ka use small kerna cheye analysis or market ke news ko foolow kerna cheye jitna market mein profitable position bane to utna hi trade lgyn ge to acha profits kama saky ge
            • #21 Collapse

              Re: Trading mein tajurba ke sath sabar bhi zaroori hai

              trading Karne k liye bhot he hard work karna hoga bhot he ziyda practice kar a boga knowledge or experience hota hain tu kamyabi milti hain saber karna b must hain trade laga kar yaaar trader apni trade ka wait karta hain ziyda mehnat karta hain trading krone k liye practice or knowledge b must hain or profit hail karne k liye traders apni trade laga k liye bhot ziyda wait karte hain entry point k liye stop loss hit hone ka and take profit hone k liye
              • #22 Collapse

                Re: Trading mein tajurba ke sath sabar bhi zaroori hai

                Ji bilkul theek Kaha aapane Forex trading Mein Hamen to tjarby ke sath Sabar karna bahut Jaruri hota hai agar Ham Forex trading Mein sabar ke sath aur apne emotion ko control Karke trade Karenge To Hamen loss kam Hoga aur profit Achcha hoga Forex 1 online business app Forex Mein Hamen lalaj Ke Nahin Karni chahie Sabar ke sath kam karna chahie acchi knowledge increase Karke kam karna chahie tabhi Ham Forex trading Mein acchi trade lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain aur successful trader Ban sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Trading mein tajurba ke sath sabar bhi zaroori hai

                  Sahi kaha hai aapane trading mein tajurbe ke sath Sabar bhi jaruri hai Sabar se hamen kam Lena chahie Sabar jab Ham karte Hain to fir hamen uska pal bhi meetha milta hai is vajah se soch samajh ke hamen apna Kam karna chahie mehnat se apna Kam karna chahie aur jaldbaji hamen Nahin Karni chahie jaldbaji se bhi hamen avoid karna chahie ISI mein hamara fayda hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading mein tajurba ke sath sabar bhi zaroori hai

                    Dear friend forex market Mein Vahi Kamyab rahata hai jo proper Apne risk ko manage Karke Sabra ke sath market Mein trading Karta Hai capital ko sev Rakhna hi Jaruri hota hai capital tab hi save Rakh Denge Jab Sab Bhar Ke Sath proper plane se trading Karenge market se thoda profit nikal liya Jaaye lekin lost se bachen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X