thread ko start krne k kuch rules
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thread ko start krne k kuch rules
    Main ap sab members ko ek bar phr se btana chahta hun k apki thread kesi honi chhye jis per apko loss na ho apka bouns cut na ho
    1: jab bhi thread start karne lagy to ek bar search kar k daikh lain k jo thread start karna hai woh pehle se fourm per mojood hai ya nahi
    2: agar apki thread es section se related nahi to es section main thread na karen
    3:yahan per har trah ki TRADING ki bat cheat ki ja sakti hai
    4: aise thread post na kren
    Forex se ghareeb bhi earn kar sakta hai
    Forex ek bohat bra krobar hai
    Forex main kmybi ka raaz
    Forex hamari sab zarooriyat ko pura kar sakta hai
    Mera account attach nahi ho rha
    Mujh se kaam nahi ho rha
    Forex main mehnaat se kamyabi
    es traha ki post na karen yeh sab post per apko koi bouns nahi milta

    Shukriya ek kosis hai sab log achi threads start karen post achi lagy to THanks kuch pochna chahen to inbox
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thread ko start krne k kuch rules

    ji han dost apne bhot achi information share ki hai agar koi bhi member in maloomat par amal kar leta hai to usi threads se kafi fawaid hasil ho sakte hain hamain threads create karte howe kafi socho bichar se kaam lena chahye ta ke result ache hasil hun.
    • #3 Collapse

      Re: thread ko start krne k kuch rules

      Kia baat kahi apny k hamain kisi bhi cheez k bary main puchna ya information keni hi tu hamain usko usk section main report karna cahiye q k thread saab he isi section mqin arahi hoti hain tu hamain jahaan p kam karna information leni deni ho tu hamain us section main post krna hongi
      • #4 Collapse

        Re: thread ko start krne k kuch rules

        Bilkul Bhai forex forum me Kam me Kam krny Kay elay hamesha Acha Kam krna Hy best Kam krny aly lwah ap ko is me best Kam krty rehny me faida Hy Kyun Kay koi bhi is wakt Tak kamayb nahi hoga Jab Tak wo is me rules ki follow nahi krty kyu Kay, rules lazmi hen follow krna
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: thread ko start krne k kuch rules

          Thread ko start krny k kafi sary rules hen.. Magr is bat ka khas khyal rakha jaye k jo bhe threads ap create kren wo pak forex forum sy related hi hon.. Fazol threads create na kia kren..
          Threads ko repeat bhe na kia kren.. Agar ap threads ko repeat ya copy paste kren gy to apk wo threads delete ho jaien gy r us per jo bhe members mehnat k sath postin kren gy unki posting bhe delete ho jaye gi..
          • #6 Collapse

            Re: thread ko start krne k kuch rules

            Fazool threads kerny ki zarurat hi nehi hoti lekin agar hamain koi query ho tou hamain same query ka Thread bana ker forum main zarur discuss ker ky apni query ko solve kerny chahiay ky ham apny knowledge increase ker sakain isky elawa hamain apni her euccessful stretigy ko forum main share kerna chahiay
            • #7 Collapse

              Re: thread ko start krne k kuch rules

              Han g ap theek kah rahy hain k p hlay hamain dekhna chahay k jo thread hum create or rahy hain won p hlay at mojod to nahi hy agr if to hamain is thread ko nahi Ken chahay
              • #8 Collapse

                Re: thread ko start krne k kuch rules

                Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k thread ppost krney key ya create krney key rulres hai. jab members en rules ko follow krtey hai tou wo forum mai quality wala thread post kr sakty hai. Aur wo forum sey best bonuses earn kr sakty hai. Es forum mai rules ko follow kr key best thread post ho sakty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: thread ko start krne k kuch rules

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aameerhamza پيغام ديکھيے
                  Han g ap theek kah rahy hain k p hlay hamain dekhna chahay k jo thread hum create or rahy hain won p hlay at mojod to nahi hy agr if to hamain is thread ko nahi Ken chahay
                  Trade ko start karne ke kuchh rules hote Hain Ham trade ko start karne se pahle uske bare mein acche se Sikh Le yah to hamen trade karne mein koi bhi dushwari nahin hogi kyunki Koi kam bhi hai usmein agar Ham roj ke mutabik kam karenge to hamen kisi bhi mushkilat ka samna nahin karna padega Jay sake Ham trading mein main kaam karte waqt acchi aur Allah quality ki post share karenge to hamen achcha prabhas hoga agar hamare post ki quality log hogi to hamen market mein se achcha bonus nahin milega ISI tarah agar Ham knowledge ke sath trading karenge to hamen main kabhi jyada loss nahin hoga aur ham achcha prapt Humsafar sakenge.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: thread ko start krne k kuch rules

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: junaidhaider پيغام ديکھيے
                    Main ap sab members ko ek bar phr se btana chahta hun k apki thread kesi honi chhye jis per apko loss na ho apka bouns cut na ho
                    1: jab bhi thread start karne lagy to ek bar search kar k daikh lain k jo thread start karna hai woh pehle se fourm per mojood hai ya nahi
                    2: agar apki thread es section se related nahi to es section main thread na karen
                    3:yahan per har trah ki TRADING ki bat cheat ki ja sakti hai
                    4: aise thread post na kren
                    Forex se ghareeb bhi earn kar sakta hai
                    Forex ek bohat bra krobar hai
                    Forex main kmybi ka raaz
                    Forex hamari sab zarooriyat ko pura kar sakta hai
                    Mera account attach nahi ho rha
                    Mujh se kaam nahi ho rha
                    Forex main mehnaat se kamyabi
                    es traha ki post na karen yeh sab post per apko koi bouns nahi milta

                    Shukriya ek kosis hai sab log achi threads start karen post achi lagy to THanks kuch pochna chahen to inbox
                    Main bilkul acche se aapki baat ko samajh sakta hun Jab Ham Yahan per posting karte hain to hamare Yahan Main Yahi hota hai ki Ham Nahin Yahan per trading ke hisab se baat Karen is hisab se Hamen trading general ke liye section Mein kam karna chahie Kyunki vahan per Ham top silane baat kar sakte hain sirf trading ke bare mein Yahan Par Aise membership bahut Sare Hain Jo sirf aur sirf Apne aapko Dekh Rahe Hain Ki Ham Garib hain ya dusre Gali Mein to vah bhi Yad nahin kar sakte hain unke yah foreign key rules ke khilaf hai yahan per koi bhi aise Kam Nahin kar sakta
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X