account kin chezon se band ho jata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account kin chezon se band ho jata hai
    Aslam O Alakum dear forex members hamain forex main bhot c chezon ka khayal rakhna parta hai jin ki wajha se hamara account band ho sakta hai our woh ye hai ke kabhi bhi kisi ki posts copy na karen ap ka chand hi dino main band kar dia jai ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account kin chezon se band ho jata hai

    W.salam account bann hone ki wajah cheating hai or un cheating ki list yeah hai
    Copy paste
    Group banakar ek dusre ko thanks dena.
    Fake refrrel banana.
    Rules ke khilaf Janna.
    In mistake ki Bina per aapka account ba n ho sakta hai .
    • #3 Collapse

      Re: account kin chezon se band ho jata hai

      Dear member both CSE mistake Hain jinki based account band kar diya jata hai agar aap form ke rules ko ignore Karenge ya and follow Karenge to bhi aapka account Band Ho Jaega Iske alava agar aap apna IP address change karte hain to bhi aapka account band kar diya Jaega aap kafi pest ke options Ko Agar use Karoge To bhi aapka account band kar diya jaega so baithe hai ki account ko band hone se save kijiye
       
      • #4 Collapse

        Re: account kin chezon se band ho jata hai

        dear iss mein unlogo ka acount band ho jata hy jo rules key againt work kerty hein dear mmber iss mein copy paste ka use kernuy sey bhi account banned ho jata hy iss key ilawa short post bar bar kernuy sey aour fazool post kernuy per aour same words use kerty huy threads ya post kerna aour repeated post sey hmara account bannd ho jata hy..
        • #5 Collapse

          Re: account kin chezon se band ho jata hai

          Account bane ik hi ip sa do do account chlany ki vja sa hta ha agr hami ya kam n kry to account kbi hi bne ni ho ga dosra y k agr ham ik jsi psots bar bar repeat krty rhy tb bi account bane ho skta ya phr ham forex k rules ko khilafwardi kry tb bi acount bane ho skta ha so hami in tamam chezo sa bch k forx pa kaam krna ho ga ta k ham apna account save kr sky
          • #6 Collapse

            Re: account kin chezon se band ho jata hai

            Account ban hony ki boht sari wajohat ho sakti hen es me sb sy bari wja ye hoti hai jb hum ek hi I'd pe do account bnaty hen tb hmara account ban ho jata hai aur jb hum copy past work krty hen tb bhi hmara account ban ho sakta hai es lye hamy en sb chezo sy bachny chahye aur apni posting quality ko achy sy acha krna chahye tb hum account ban hony sy bch sakty hen.
            • #7 Collapse

              Re: account kin chezon se band ho jata hai

              Account ap ki vja sa hi band hota hay ager ap account main role ko follow kero ga to phr ap ka account banned nahe ho ga account tab hi banned hota hay jab ap forex ka role ka against chelty ho aor ap ka isi vja sa account banned ho jata hay ap ko chaye kh ap copy paste na kerian aor kisi or IP address ko use na kerian aik hi device par kam kerian
              • #8 Collapse

                Re: account kin chezon se band ho jata hai

                G belkul aap ne sahee kaha k forex me kabhi b do numberi nahi karni chaheye. kabhi b kisi aur ki thread ya post ko copy nahi karna chaheye aur forex forum ke rules ko sakhti se follow karna chaheye. agar ham aisa nahi karaingay to hamara account block ho sakta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: account kin chezon se band ho jata hai

                  forex main humain es main kam ko karny kay ley es main boht mahnat karne ho ge to he hum es main kamjab ho skty hain agar humain es main kam ko copy kar kay hum es main kam karain gain to humain es main boht sa nuqsan be ho skta hain our humain es main boht sa loss be ho skta hain hum es main lalche bn kar kam karain gain to humain es main los ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: account kin chezon se band ho jata hai

                    forex mai agar hum copy pasts kar ky kam kary gy to hamara account baned hojy ga forex aik best business hain hum is mai raat mai be km kar skaty hain humk is mai din mai be kam kr sakty hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar skaty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned oj y ga forex aik internaitonal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: account kin chezon se band ho jata hai

                      Aise member Jo forum per Sahi Se Kaam Nahin kar paate hain aur voh rules ko bhi follow Nahin karte hain aur apne Kaam ke liye voh shortcuts use karte hain Aise logon ka account Aksar hi bann ho jata hai is liye members ko safe reh kar work karna learn kar lena Ho ga Is ke alava un ke pass aur koi option nahin hai agar aisa Nahin ho ga to account bann hone wala masla Sahi nahin ho sakta hay
                      • #12 Collapse

                        Re: account kin chezon se band ho jata hai

                        Apka account fourm k rules ko follow na karne per banned kar dia jata hai un main se kuch rules bta deta hun
                        1:- copy paste karne se chahe woh kaheen se bhi kren
                        2:- fourm pee abusive language k use per
                        3:- forex per 2 account k use per
                        4:- grouping kar k thanks leney deney pr
                        5:- members ko thanks deney k ly kehne pee
                        6:- broker k kisi dusrey programe main same account ko use krne per
                        yeh cheezain karne se account band ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: account kin chezon se band ho jata hai

                          Forex mein account bann honay ki bahut zayada wajuhaat hoti hain agar aap forum per postings mein copy paste kertay hain tou aap ka account bann ho jata hai ya phir aap forex trading mein insta kay rules ko follow nahin kertay hain aur cheating kertay hain tou aap ka account cheating ki wajah sae bhi bann ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: account kin chezon se band ho jata hai

                            dosto account hmari apni galtion ki waja sy band hota ha jasy k copy paste krna ja rules k khilaf jana ja fake refer bnana group bna kr ak dosry ko thanks dana en sub galtion ki waja sy account band hi jata ha tu dosto en baton ka dihan rakh kr hi account ma kam krny.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: account kin chezon se band ho jata hai

                              jb hm forex k rules ko follow ni karty hy to hamara acount band ho jata ha jb hm posting my copy paste karty hy treading my mistakes karty hy to hamara acount wash b ho jata h band b ho jata ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X