Thread kab karni chaheye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread kab karni chaheye?
    Dear friends, forex forum per ham threads us waqt create kartay hain jab hamara pas thread karne k leye koi khaas topic aur koi khaas mawaad ho. Thread me experience sharing, tips aur knowledge share karna chaheye. agar thread k leye koi khaas topic nahi ho to zaruri nahi k thread he kia jai. Us waqt sirf posting karain aur agar koi aisa idea ya koi faida mand cheez ha jis ko share kar k faida ho to zarur thread karain. lekin aisay threads jis se na apna faida ho aur na he doosro ka to aisay threads karne se guraiz karna chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread kab karni chaheye?

    forex mai hum aik din maai 4 thred bana sakty hain hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama sakky gy forex aik amm business ke nisbat acha busness hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai parat time be kam kkar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik legal bsines hain
    • #3 Collapse

      Re: Thread kab karni chaheye?

      bhai hamein thread os vaqt create krna chahye jub kisi topuc pe hamein koi maloomaat darkaar ho to hum oai topic ka thread kr k seniors ki sugesstion hasil kr sktay hai.iskay ulawa jub hamary pas koi information ho aur osay share krna hon doosray members k sath to hameun thread krna chahye
      • #4 Collapse

        Re: Thread kab karni chaheye?

        Wesy tu humain hamesha information wali thread post karni chahye haa jab ap ke pass knowladadge ho tu us waqt ap lazmi thread karin taa ke aub members ko kuch na kuch inf hasil ho saky our forex per humaray thread ki ahmet bhi us waqt hoti hai jis thread se log faida utha saky as lye koshish kya karin knowladadge ke hawaly se thread diya karin
        • #5 Collapse

          Re: Thread kab karni chaheye?

          threads hmy tb lagani chahiy jb hmary pas ek new type ki up date ho hm vo share karny chahty ho jis sy baki members m enjoyed ho k hamare thread py post share kary r vo b apni nolig share kary ya jb hmy kkmoi problem ata ha usy discussion karny k liy hm apni thread laga sakty hy
          • #6 Collapse

            Re: Thread kab karni chaheye?

            Salam dear friends
            Humain thread us waqt krna chahy jb humary pass koi main topic ho ya koi important issue ho
            Koshish krni chahye ki thread main achi knowledge ho agr humary pass koi khas topic nhe Hy to thread bikul nhe krna chahye agr apk k pass forex k related koi knowledge ho ya koi important news ho tb thread krna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Thread kab karni chaheye?

              forex main huamin es main boht mahnat say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab hoi skty hain our hum main kam akrka y hum es main sucess ho skty hain our hum es main experience ka hona boht zrure hain forex main humain es main kam ko karny aky ley humain es main kam kar kay hum boht sa fiyda hasl kar skty hain forex 1 aasan business hain
              • #8 Collapse

                Re: Thread kab karni chaheye?

                dear forex member Main to aapko yah suggest karunga ki thread waqt create Karen jab zyada member active hota ke agar koi sawal aapke mind mein aata hai to aap uski trade create karke unse uska answer Le sakte hain lekin agar aap kuchh dusre members ko kuchh share karna chahte hain to bhi aap use waqt taiyar Karen jab zyada log active hun Taki aap ki experience aur knowledge se zyada log fayda utha sake
                • #9 Collapse

                  Re: Thread kab karni chaheye?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                  Dear friends, forex forum per ham threads us waqt create kartay hain jab hamara pas thread karne k leye koi khaas topic aur koi khaas mawaad ho. Thread me experience sharing, tips aur knowledge share karna chaheye. agar thread k leye koi khaas topic nahi ho to zaruri nahi k thread he kia jai. Us waqt sirf posting karain aur agar koi aisa idea ya koi faida mand cheez ha jis ko share kar k faida ho to zarur thread karain. lekin aisay threads jis se na apna faida ho aur na he doosro ka to aisay threads karne se guraiz karna chaheye.
                  Jab Ham Yaad Karte Hain To Hamen Tere Dam hai apne Hamen Apne acche aur experience Ka istemal Karna chahie Agar Ham Apne knowledge or experience ka istemal Karenge to main ismein bahut hi jyada munafa Hoga Agar Ham ismein munafa Karenge To Hamen Hamara Dil Bhi bahut hi jyada Khush Hoga aur ham ismein bahut hi acchi Tarah Se Kam bhi Karenge
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread kab karni chaheye?

                    pahle apni post ko complete karna chahie FIR Uske bad Hamen thread Lagani chahie Amreli ki photo laga sakte hain Hamen acchi quality ki post ke liye karne chahie Taki se hamen bhi fayda ho aur dusron ke knowledge mein bhi esa Ho Hamen Ek dusre ki help Karni chahie Agar Hamen Koi Mushkil pesh Aa Rahi Ho To Hamen senior member se help leni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread kab karni chaheye?

                      ham ko jab bhi post karni ho thread karna wo wo us waqat karyn jab log ziada se ziada online hun tak kisi bhi topic k bary main achy se knowledge share ho saky aur ham ko achi se achi information forex k lihaz se mil saky. Aur thread share karny k liy yeah bhi zarori hay k thread aisa share karyn jo informative ho aur ap ka knowledge ko gain kar saky kaam main help kar saky........
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread kab karni chaheye?

                        aap jab chahe tab trading kar sakte hain jab chahe tab se create kar sakte hain yah aap hi bataen hota hai FIR aap kis time acchi tarah se working kar sakte hain SO aap kisi bhi time bahut acchi tarah se working kar sakte hain bahut achcha result hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread kab karni chaheye?

                          Thread krny acha wakt suba ka wakt hai kui k es time sary members online hoty hen es lye apko boht achy reply milty hen apko suba pehly apni posts ko complete krna chahye usky bd apko thread krny chahye kui k agr ap posts Sy pehly thread karen gy tu apki limit show ho jati hai es lye apko limit sy bachny k lye pehly posts ko karni chahye usky bad ap thread kr sakty hen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Thread kab karni chaheye?

                            aapke pass 24 hours hote hain ab kabhi bhi kar sakte hain aur iske dauran aapane bus se quality ko focus karna hai aapane Forex se related conversation karni hai aur koi bhi irrelevant Kam aapane Nahin Karna jab aap aisa kam karte Hain To Uske bad aapke liye bahut acchi opportunities hoti hai aur aap bahut acche se kaam kar sakte hain isliye mehnat karna bahut important hai ab bahut Achcha kam karne ke liye hi market Mein aate Hain isliye time investment bahut important hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thread kab karni chaheye?

                              Dear ek baat mind Mein rakhen thread Ham Jab Bhi Karen uska issue Nahin Hai Lekin Agar hamara thread informative Nahin Hoga To Hamen iska Achcha result Hasil hoga isliye Hamen chahie ki Apne threads ko informative banane ki koshish karen kyunki jab tak acche Nahin Honge tab tak hamare liye acche replies aur acche thanks Hasil karna possible Nahin ho sakega aur is form per jitne acche thanks Honge utna hi Achcha bonus Hasil ho sakega isliye Hamen Apne kam ko informative banana chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X