trading pakistan main kis time start kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading pakistan main kis time start kren

    Dosto umeed krta hn k ap sb khariet sy hn gy g wasy to ap ksi wqt bhe trading kr akty hain lkn Jo best time hta hai trading ka wo duphair ka hta hai us wqt market m ups and down aty hain us time m. Market ka analysis kr k ap trade lagain to bht profit able sabit hti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading pakistan main kis time start kren

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Haider304 پيغام ديکھيے
      Best timetrading k ly pakistan main konsa ho sakta hai jabke sessions ki bat karen to subha 11 se session start honey lagty hain or rat 10 bje tak rehty hain on to humarey ly best time trade ka kia ho sakta hai
      bhai jaan agar aap Pakistan mein trading start karna chahte hain to Mere trading Subah ko hi istemal Karen Kyunki agar aap Pakistan mein trading Subah ko Karenge aur posting bhi Subah ko Karenge to aapke pass koi bhi nahin aaega agar aap raat ko ya din ko Karoge To raat ko aapke ghar chor bhi a sakta hai aur aapka mobile chhin sakta hai aur aap bahut hi bas Ho jaenge
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #18 Collapse

        Re: trading pakistan main kis time start kren

        Hmen pakistan mentreading subah kay waqt karny chaheay kun kay us waqt sub kay zahin fresh hotay hain as lia hamen bahut mahnat ur lagan kay sath treading karna chaheay takeh as men koi kamen nah rah jay ur hamara account wash nah ho jay as lia hamen treading kay waqt bahut zeyada mahnat ki zarorat hoti hay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: trading pakistan main kis time start kren

          forex main kaam karne ka best time woh hai jab ap kaam karna chahen k jab apka kaam karne ka dil hoga to kaam hoga eske ilawa market main ziada tar achy movenet apko shaam 5 se rat 8 bjey tak milty hain pakistan time k mutabiq es time per ap news ko daikh kar apni trade karen yeh kafi acha time hai trading karne ka or munafa kamney ka

          اب آن لائن

          Working...
          X