Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.
    Forex trading mein Ham Jab apna din mein trading account open karte Hain to sabse pahle Hamen chahie ki Ham Forex trading ke economic calendar se news ko check Karen uske bad Hamen Apne analysis karne chahie Jis pair per Ham trade karna chahte hain aur Hamen usi pair ka trend bhi check Karen pair ka trend buy trend hai ya sell aur Hamen kisi spot resistance se koi acchi trade intery mile to trade Karen Agar Ham apni trading ky meyar ku Baytiar karna chahte hain to Hamen ek acchi planning ke sath kam karen to achcha profit asal kar sakenge aur jo bhi trade Karen stop plus use Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

    dear g han ap nay correct bat ko share kia hay agar ham trade o karna chaty hein to ham ko waqay main in rules o follow ker k khe agay ki traf bherna ho g agar ham is main aisa karein gye to bad main ja ker k he ham achay say kamybi k gain ker sakein gye is main ham ko last tak menat ko jaery rakhay rahna chye aor apnay kam ko best say best banay ki try kertyay rahna ho g agar ham nay kamybi ko gain karna hay to .
    • #3 Collapse

      Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

      bilkul hmain pehle news ko daikhna hai aur phir hmain trade karni chahiye kyon ke is tarah ham kaam kar ke acha kaam kar sakte hain learn kar sakte hain aur buhat i acha kaam kr sakte hain is liye hmain chaiye ke ham mehnat se acha analysis karne ki koshsih karain agar ham emotionless analysis kartain ge to ham acha anlysis kar saken ge
      • #4 Collapse

        Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

        han g dear member apnuy thk kha hy keh hamin trading achi kernuy key liy in marahil sey lazmi guzerna chahiy kue keh hmari sari mhnat trading pr deopend kerti hy keh trading sey kitna acha earn ker paty hein ihaza hamin mhnat sey apna kaam ker trading bhi achy sey rules ko follow kety huy soch smjh ker kerni chahiy..
        • #5 Collapse

          Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

          hamy daily update hony wali news ko watch karna chahey hamy market ky rules ko follow kar ky is main sahi waqt ka wait kar ky is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar market main run kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarorto nahi hoti hain
          • #6 Collapse

            Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

            G han jab bhi trade karen to ye lazmi hai k economice calender se news ko lazmi watch ker liya jay ham is base per boht acha analyse ker sakty hain new markete per biht ziyada effect kerti hain r news base per ki gai trading se ap k loss main jany k chances boht kam hoty hain to jis pair per bhi trade ker rahy haon usnka trend lazmi congirm ker liya jay r is k support r ressistance level lo bhi lazmi dekha jay jab trade kerny se pehly ham her side se is ka best anyse kerty hain to hamy success lazmi milti hai
            • #7 Collapse

              Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

              Aapane bahut hi acchi baat ki hai agar Ham successful trading karna chahte hain To Hamen sabse pahle news ko check karna chahie ki aaj Koi news To Nahin Hai Iske bad Hamen market ko acchi Tarah analyse karne ki koshish Karni chahie Kyunki jab tak Ham market ka analysis Nahin Karenge tab tak Hamare liye successful trading karna possible Nahin Ho sakega Uske bad Hamen market ka trend follow karne ke liye usko find out karne ki koshish Karni chahie Kyunki Jo members market ke trend ko follow karte hue trading karte hain unhen bahut kam nuksan Ka Saamna hota hai aur last per Hamen apni trade open karne ki koshish Karni chahie Iske bad hi Hamare liye Apne nuksan Ko kam karna aur Achcha profit Hasil karna possible Ho sakega
              • #8 Collapse

                Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

                forex aik unique busnes hain hum is mai raat mai be kam kar sakty han hum is mai din mai be kam kar sakaty hain forex aik international or kabe be band n hon wala business hain hum is mai agar gredy ban ky kamk ary gy to hamara account baned ho jy ga forex iak amm bisines ske nisbat acha bsienss hain forex aik amm busines s ke nisbat aca or unique busines sain
                • #9 Collapse

                  Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

                  hamen soch samajh ke apni trade lagani chahie economic calendar ki baat ki hai aapane aur news ki bhi baat ki hai aapane inko bhi hamesha mein rakhte hue apni trade lagani chahie jab ine baton ko samne rakhte hue Ham apni trade lagate hai to fir ummid ki ja sakti hai ki jo Ham Laga rahi hai usmein hamen profit hogi is Tarah se Sahi soch samajh ke apni trade hamen lagani chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

                    Ji bilkul theek Kaha aapane Forex trading Mein Hamen pahle accounting calender ko dekhna chahie or ap ny his pair pr trade krni ya us k achy analysis kr k trade open karni ha tabhi aap acchi trade Laga sakte hain aur Puri planning ke sath agar aap Forex trading Mein kam Karenge to aap acchi train lagakar acchi earning kar sakte hain Forex 1 online business Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada knowledge aur learning ki jarurat Hoti Hai jitni learning ke sath trading Mein kam Karenge itni acchi experience gain kar Sakenge aur acche experience ke sath Apache trade open karke acchi earning bhi kar sakte hain aur successful trader bhi ban sakte hain
                    Last edited by ; 04-04-2020, 11:53 AM.
                    • #11 Collapse

                      Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

                      Ham sab ko chahie to sabse pahle news ko watch Karen aur uske bad market ko acchi tarah se analysis Karen aur uske bad hi trade open Karen Taki Ham sab ko fayda Hota Rahe aur ham sab acchi quality ka kam kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

                        Forex trading main news ka Bada m roll hota Hai hi important news per kahin dafa market ka trend change ho jata hai to Hamen chahie ki Ham news ko trading karna sikhen trade karne se pahle Hamen news ko check karna chahie uske bad market ki moment Ko check Karen trade karne se pahle Hamen main Apne Analysis kar leni chahie aur Hamen Ager support and resistance ke breakout se acchi trade mile to trade Karen aapko achcha fayda hoga trend market ki favour mein trade karne se Ham apni trade ka vate kar sakte hain jo bhi trade use Karen take profit stop last ke sath Karen jaldbaji mein trade karna nahin chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

                          Hamen trade karne se pahle a Hamen economic calendar se news ko check karna chahie news market Mein Bada effect Jalti hai agar Ham news per training karna Sikh Jaaye To Ham Achcha earning kar sakte hain aur koshish karen ki Ham important news par trade na Karen apni trade ka vate Karen Jab market stable Hota trade karen to hamesha profit mil sakta hai aur trendmarket ki favour Mein trade Karen take proper Star loss Jarur lagaen Taki Hamara account safe Rahe.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Pahle economic calendar se news phir analysis phir trend Kiya hai phir trade.

                            Dear friend Forex 1 online business hai price Mein Hamen Jyada Se Jyada demo per practice Karke acchi knowledge Hasil Karni chahie Forex trading Mein Hamen pahle account mein calender se newswatch Karni chahie FIR trendmarket ke follow karke trade open karne chahie aur FIR Apne acche analysis ke sath trade Karke acchi earning Karni chahie Forex 1 online business hai Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat aur learning ke saath kaam karna chahie tabhi Ham acchi earning kar Sakenge aur successful trader Ban Sakenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X