Trading me jald bazi na karain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me jald bazi na karain...
    Forex trading me trade laganay se pehle analysis karna aur pher us k mutabiq planning karna bahut zaruri hota ha. Kabhi bhi over confident nahi hona chaheye aur jald bazi me trade nahi lagana chaheye. Jaldi me lagai gai trade aksar loss de jati ha. Hamesha pur sukoon ho kar trading karni chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me jald bazi na karain...

    dear g han a nay sahe bat kahe hay ham ko chye k ham easy ho ker k trae ko karnay ki try kertay raha karein is main ham ko kabhi bhi mind main hurry up ko set ker k trade o nahi karna chyee agar ham is main hurry up ker k he trade ko karein gye to is main ham ko nafah nahi hasil ho g is main ham ko double main loss gain ho sakta hay .
    • #3 Collapse

      Re: Trading me jald bazi na karain...

      Treading mn jald bazi nh krni chahiye hum ko sabr ky sath tread krni chahiye otherwise hum ko loss Hoga aur hamara account bhi Wash ho sakta hy hum ko realx ho kr Apna kam krana cahiey forex trading mn jald bazi hum ko bahut bara loss dy sakta hy tu relax ho kr km kren chil Karen aur tension free ho Jain
      • #4 Collapse

        Re: Trading me jald bazi na karain...

        trading mein hmain bilkul bhi emotional nahi hona hai agar ham ne kaam karna hai to hi ham kaam kar sakte hain agar ham ne kaam karna hai learn karna hai to hi ham mehnat se kaam kar sakte hain is liye mehnat se kaam kaaai learn karain aur acha kaam karain agar ham ne acha kaam kiya hai to hmain chahiye ke ham emotionless kaam karain
        • #5 Collapse

          Re: Trading me jald bazi na karain...

          ji bilkul apki bat to thk keh hamin trading mein juldbazi sy kam nhi lena chahiy belkeh rules ko and trend ko follow kery huy trading kerni chahiy jis mein loss nhi belkeh ham acha profit hasil kernuy mein kamiyabi hasil krein formality ki bjaiy hamin goosd experince base per earninig kerni chahiy...
          • #6 Collapse

            Re: Trading me jald bazi na karain...

            Sahi kaha hai aapane Hamen apni trading mein kabhi bhi jald Bazi nahin Karni chahie Jo members jaldi karne ki koshish karte hain UN members ko per nuksan bhi hota hai aur vah Kahate Hain Ki Hamen nuksan Kyon hua hai aisa nahin karna chahie Hamen Agar nuksan ka Samna nahin karna to Fir Hamen Soch Samajh Kar kam karne ki koshish Karni chahie Kyunki Jab Bhi Ham soche samjhe bagair decision Lenge jaldi Karenge To Hamen nuksan ke liye Khud Ko taiyar Rakhna Hoga lekin Agar Ham a proper plan Banakar kam Karenge aur uske according apni trading ko follow Karenge To Ham bahut kam nuksan aur bahut accha profit Hasil karne mein Kamyab Ho Jaenge
            • #7 Collapse

              Re: Trading me jald bazi na karain...

              g haan ap ne sahi kaha hy hamen easy ho ker trade ko kerne ki jhushish kerne chayemjuon k jitna bhee ham saber keren ge otni he ham achi entry le ker acha say acha profit hasil ker sakty hain.jald bazi say hamara account bhee wash ho ho sakta hy es e lie acha and relax ho ker kam kerne tab he achi earning ho sake ge.
              • #8 Collapse

                Re: Trading me jald bazi na karain...

                hamy jald baze ko katem ka rky kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ak time tbale bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time tbae bana kar km kari skaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me jald bazi na karain...

                  hamy trading main jald bazi nahi karni chahey hamy jald bazi ko avoid kar ky is main soch samaj kar trading karni chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham iss main apni marzi sy part time bbe be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik international business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me jald bazi na karain...

                    Dear friend g han trading main jald bazi bilkul na karin forex trading main kamiyab ho na hain or achi earning karni hain to suber ky sath kam karin or soch samjhe ky trading karin market ki movemant ko samjhe ky ta ky ap acha profit earn kar saky jald bazi sy nuqsan ho ta hain is liye jald bazi bilkul nhi karni chahey suber ky sath kam karin
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me jald bazi na karain...

                      bilkul sahi kaha hai aapane Kate trading mein hamen jaldbazi Nahin Karni chahie jab Ham jaldbazi karte hai tu is Tarah se hamen nuksan hota hai relax hokar apna Kam Karen soch samajh ke apna Kam Karne se pahle Apne kam ke bare mein ek planning banane acchi si planning banaa Le FIR uske bad planning ke hisab se hamen apna Kam karna chahie ISI mein hamara fayda hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me jald bazi na karain...

                        Tarak mein jaj baat hi nahin karni chahie hamen apne emotions ko kabu mein rakhna chahie Forex trading mein Kamyab hona hai to hamen chahie ki hamen acchi learning karni chahie tabhi Ham es mein Kamyab ho sakte hainjaldbaji se hamara account bhi wash ho sakta hai to hamen soch samajh Kar kam karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me jald bazi na karain...

                          Je Han Friends hum ko treading karney main jaldbazi nhi karni chahiay balke hum ko treading main bohat soch samajkar Kar treading Karni chahiay q k is main hamari ik misstake hamarey account ko wash Kar sakti ha or hum k treading karney m laiy treading k barey main mukammal experience or knowledge ka hona bohat zaroori ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me jald bazi na karain...

                            Ham sab ko kabhi b trading main jaldbaji nahin karni chahie trading hamesha Sabra ke sath karni chahie kyunki agar aap Sabar ke sath reading karenge tab hi aap acchi tarah se training kar payenge aur aapko bahut jyada fayda bhi hoga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X