What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the importance of risk reward ratio in Forex trading
    Assalam walekum doston Forex trading mein risk reward ratio is chij ko kahate Hain aur kis Tarah kam karti hai sabse pahle aapko chahie ki aap apna capital itna increase Karen Kay a aap apna risk reward ratio set kar sake aur acche tarike se set kar saken misal ke taur per agar aapke pass $100 ka account hai aur aapko chahie aap use per currency pair per 0.10 ki lot size rakhe aur aapka take profit 100 pip ka Hona chahie aur aapka stop loss 30 pip Ka Hona chahie is Tarah aapki agar trade khuda na khasta opposite side picture jaati hai to aap ko 3 dollar loss hoga aur agar aapki trade aapke a analysis ke mutabik jaati hai to aapko $10 profit hoga aur yah risk reward ratio bahut acchi hai is Tarah aap apni risk reward ratio set kar sakte hain.
    Clifford Trading journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

    jab hum trading kerty hein to trade risky hoti hy or hum jab lot size lGTY HEin to trade py jab hum lagty hein tro risk mazeed bher jata hy to hamin chaiy keh hum apony risk ko tyhora kum use krein or ratoi ko mazedd kum ker dein istrah hamin chaiy keh hum risk ki importance ko maloom krein phir usko achi trah sey use krein or care full hoker trading krein ....
    • #3 Collapse

      Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

      trading mein agar ham ne kaam karna hai acha kaam karna hai acha learn karna ho ga agar ham ne acha learn karna hai to hmain mehant se kaam kana ho ga is liye mehnat se kaam kaain acha kaam karain acha kaam karain ge to hi ham mehant se kaam kar sakte han is liye mehnat karain learn karain
      • #4 Collapse

        Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

        forex aik risky business han ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy acha experience or knowledge hasil kar ky is main daiy base par kam karna chahey pher hi ham apn target pora kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky ani family ko support kar skaty hain yai usa or china or new youkr main aik unique or famuns business ban cuka hain
        • #5 Collapse

          Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

          Ap forex market mai jab bhe trade open krtey ho tou es mai risk tou hota hai. likan es key sath jab ap proper analysis krtey ho tou market mai risk reward ki ratio zada hoti hai. Ap ka profit margin bhe zada hota hai. Ap market mai ak he trade par best profit ko target kr sakty ho. Jis sey ap ki balance increase ho gy.
          • #6 Collapse

            Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

            forex 1 acha business hain hum es main boht mahnat say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain our hum es main bgir pison kay account bna kar him es main kamjab ho skty hain agar hum es main ache trading karty hain to he hum es main kamjab ho skty hain forex pakistan ka boht bra business hain hum es main sucessfull ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

              Risk ratio account balance k hisab se set ki jati hai r 100$ k balance oer ham easily 0.10 ki lot se achi trading ker sakty hain r ager trend confirm ho to tp r stop loss na hi set kiya jay to ziyada behter hai kiun k ager tp hit nhe hota to loss bhi ho sakta hai and trend bilkul condirm hony k bad hi tp set karen r to r sl lagany k bad bhi apno trade se befiker na ho jaen apni trade ko bar bar check kerty rehna chahye aker ham to set ker dety hain r markete is point se bhi agy move ker jati hai r apni trade main risk ratio account k hisab se hi len k jab ap gold per trade karen ya oil per to lot 0.01 ki honi chahye
              • #8 Collapse

                Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Clifford پيغام ديکھيے
                Assalam walekum doston Forex trading mein risk reward ratio is chij ko kahate Hain aur kis Tarah kam karti hai sabse pahle aapko chahie ki aap apna capital itna increase Karen Kay a aap apna risk reward ratio set kar sake aur acche tarike se set kar saken misal ke taur per agar aapke pass $100 ka account hai aur aapko chahie aap use per currency pair per 0.10 ki lot size rakhe aur aapka take profit 100 pip ka Hona chahie aur aapka stop loss 30 pip Ka Hona chahie is Tarah aapki agar trade khuda na khasta opposite side picture jaati hai to aap ko 3 dollar loss hoga aur agar aapki trade aapke a analysis ke mutabik jaati hai to aapko $10 profit hoga aur yah risk reward ratio bahut acchi hai is Tarah aap apni risk reward ratio set kar sakte hain.
                risk reward ratio is very very important in forex trading without risk management no possible for success in this business is business mein success hasil karne ke liye risk management karna bahut jaruri hai without risk management ke koi bhi trader successful nahin ho sakta hai isliye risk-management karna hamare liye bahut jaruri hota hai or risk management karne se hi hamen success mil sakti hai without risk management ke Ham kabhi bhi successful trading nahin kar sakte hain isliye hamen risky management karna bahut jaruri hai
                • #9 Collapse

                  Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

                  Pak forex business bahut achcha business hai yahan Risk rewards kabhi Nhi Ho ga pak Forex trading business men kaam karte hue ager Risk liye bgair Trade lagayen gay tu Almost acha sa fayda asaani say hi to aapko hasil hoga Khoob mehnat Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

                    Hum apne account mein risk ko manage kar kay trading karain gey tu hi hum ko faida hota hai aur hum ko apne balance Kay hisaab se apne risk ko set karna cahaiye hum agr risk ko manage kar k trading kartay han tu is ka hum ko faida hota hai aur risk ko manage karna zaroori hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

                      FoRex Main riSk ReWard Ratio Kaaa To KuCh Khaaas Andaaaza Nahi Lagaaya Jaaaa SakTaaa Lekin HumEn Chaahiye K MeHnat se Kaaam KaRen Or Zyaada Se Zyaada SafeLy Kaaam KaRnaaa Chaahiye Q k Jitni Safe tRrading kaRen Gy utni Hi Aaasani Se Hum Kaaamyaabi Bhi HaaasiL KaR SakEn Gy Or Kaaafi Achi amoUnt Main ProFit Bbi Kamaaa SakEn Gy To HumEn is Main MeHnat Jaaari RaKhni Chaahite Or ZyaadaSe Zyaada MaRket ko TimE Denaaa Chaahiye Taakay Aaasani Se Safe Trading KaR SakEn Or Loss Se KhuD Ko BaChaaa SakEn....
                      • #12 Collapse

                        Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

                        Aapane Sahi kaha hai Sabse pahle Hamen Apna capital increase karna chahie Jab Hamara capital Achcha Hoga To Ham risk to reward ratio ke mutabik trading kar Sakenge Agar Hamara balance Achcha Hoga To Ham acchi lot money management ke mutabik Laga Sakenge aur accha profit Hasil karne ki koshish kar Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

                          G brother hami risk reward ko set krna chaye agr ham is ko follow kry gy to ziada loss sa bach jain gy misal k taor par agr hamra account balance 100dollar ka to hami os pa ziada sa ziada lot size 0.10 ka use krna chaye is sa ziada blkol na ho to hami 100 pip ka rkhna chye r sl hami 30 pip ka rkhna chye agr loss a bi jay to kam ay ziada loss na ay hami
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: What is the importance of risk reward ratio in Forex trading

                            risk hamen bahut hi soch samajh kar dena chahie baz members aksar risk lete rahte hain isliye hamen nahin karna chahie jiska mein Lena chahie per kabhi kbar hamen risk Le Lena chahie roz roz hamay risk Nahin Lena chahie aur risk se hamen bachana chahie se agar Ham per chahte Hain to tab hi hamen ismein fayda hota hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X