Trading men risk lena chahie ya nahin..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading men risk lena chahie ya nahin..
    Kia trading men risk lina chahie ya nahin kia trading men risk leny sy he earning mumken hai ya without risk bhi earning mumkin hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading men risk lena chahie ya nahin..

    Forex trading me jab b trade lagaingay to us me risk involve zarur hoga kionkay jo b trade lagay gi us me loss ka chance to zarur hoga. Esi leye forex trading me koi b trade without risk nahi lag sakta.
    • #3 Collapse

      Re: Trading men risk lena chahie ya nahin..

      Ge ha forex member treading karte waqt risk lena chaya bager risk ke earning namumken hota he is lya analysis be bhut zwrori he aur shure ho ge treading karna chaya aur jald bazi nahi karna chaya
      • #4 Collapse

        Re: Trading men risk lena chahie ya nahin..

        Dear ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai risk apny account k hisab se lena chaye agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai planing kar leni chaye aor sirf achi trade par ap ko risk lena chaye tab hi ap ko ais market mai kamyabi ho jati hai ais mai ap atna zayda risk mat ley.
        • #5 Collapse

          Re: Trading men risk lena chahie ya nahin..

          bhai jan forex ke trading ek bht zida risky online business hai es main jab ap log ajte hain tu ap logo ka risk start ho jata hai laken agar ap logo ke pas experience acha hai or ap logo ke investment bhe achi hai tu phir ap log es business main risk le sakte hain laken agar ap logo ke pas knowledge or experience acha nh hai or na he investment achi hai or phir ap log risk lete hain tu phir ap ko lose ke bina kuch nh mile ga
          • #6 Collapse

            Re: Trading men risk lena chahie ya nahin..

            Brother trading se earning kerna hai to risk to lena hoga lakin risk bhi eik limit tak liya jata hainis se ziyada risk.lena apk liye loss ka bais ban jata hai jis ki nazer apka account tak wash ho sakta hai to risk itna len jitna apka account handle ker saken apny account balance ko dekhty huy hi trade main risk lena money management kehlata hai r jo log is l according trade open kerty hain wo apna account forex main long time k loye safe rakh ker is business main run kerty hain r yahan se achi earning bhi kerty hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading men risk lena chahie ya nahin..

              Nahi apko kabhi bhi apko trading nain risk nahi lena chahye apko hamwsha perfect trade he karni chahye kyo k trading pehle he risky karobar hai market ko judge kar k apni trade lain or munafa kamaen
              • #8 Collapse

                Re: Trading men risk lena chahie ya nahin..

                Forex trading mein agar Hamen thoda thoda karke earning karen to hamare liye fayda hoga is hamar account save rahata hai aur Hamen jyada nuksan nahin hota aur hamari profit bhi increase hota hai agar Ham risky trade lenge khuda na khasta Agar hamare trade hamare against chali Gai tu hmhen loss ho sakta hai to isase behtar hai ki Ham thoda thoda karke earning Karen jyada lalach na Karen money management Ka khyal rakhen itna hmere pass balance Ho Apne balance ke Matbik bhi Lot use Karen.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading men risk lena chahie ya nahin..

                  tradin already ek risk wala karobar hai es ly es main mazeed risk ki koi gujaesh nahi hoti jab ap ko confirm ho k apki trade apko profit main ly kar jaegi tab he apko trade ko open karna chahye ta k ap risk ki waja se nuqsaan main na jaen jab ap tuka lga kar trade karen gy to apko loss ho sakta hai jo k apke ly theek nahi hai apko best entery point milne tak wait karna chahye phr apni trade ko open karen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X