common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri
    forex trading mein sub sy eham mistake jo sub trader karte hain wo hai bai subri na chahte howe be bohat sy log zeyda profit ki khatar apna he nuqsan karwalaite hain lagta aasa hota hai k ab hum acha profit hasil karlain ge per aasa nahi hoga sub k sath dhokha hojata hai zeyda ter log ko loss hota hai sub k sub ya common mistake karte hain bai subri k waja sy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

    G han main common mistake hi trading me sabar na karna hi hay, hamy jesy hi bonus milta hay ya per ham jesy hi Forex business me investment kar lety hey to trading ki jaldi hamy bahot zeyada hoti hay, ye es ley common mistake samja jata hay key traders se ye mistake 1 ya 2 times me nahi hoti ye mistake bar bar hi trading me hoti hay es waja se es mistake ko control karny key ley hamy apny andar sabar ka jazba peda karna ho ga aur koi be ghir zarori esa trade open nahi karna ho ga jo hamy loss de saky.
    • #3 Collapse

      Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

      hamain apni mistakes koa void kar k hi hum sucses hon gay aur hamain cahhye is k bary main learning karna ho ga ta k earn karny k kabil hon gay aur hamain market main bi emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain expeirence ho ga tba hi hum trade kar k hi hum achi earning karny k kabil ho sakty ahin
      • #4 Collapse

        Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

        G haan is may ziqda thar log sirf ise waja say loss karthay hay k oska kaam jaldh baazi ka hotha hay our jo log is may sabar k saath kaam karthay hay oskay account safe rehthay hay our oska profit be acha rehtha hay our aksar hqmay profit ho jaaye tho ham may sabar nahee hotha jaldh say jaldh apna bonus saaf karnay k peechay khudh he lagay hothay hay.
        • #5 Collapse

          Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

          ji han besabri bahut hi jyada trader karte hain kya unko profit ho raha tha hai tab vah jaldi close kar dete hain aur unko loss hota hai to fir Ho vate karte rahte Hain ki abhi market upar jayegi ya unke hak main market abhi jayegi lekin aisa nahin hota aur vah bahut bade raat mein a jaate Hain hamesha sabar ke sath kam Karen
          • #6 Collapse

            Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

            Je han, forex ma sabar sy aksar loss profit ma badal jaty hai, but ye ik he sorat ma mumkin hai agr ham small lot set karyn, kiu k big lot sy sabar kam ni ata, market foran he acct wash kar deti hai, jis ka bad ma bhot pachtawa hota hai but tb hath ma kuch ni ata,
            • #7 Collapse

              Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

              mostly new member se mistake karte hain market Mein earning ki limit Nahin Hai koshish Karte Hain Ki Ghata prapt nikal liya Jaaye lekin market se profit Jyada nikalna Aasan Nahi Hai Jyada profit Ke Chakkar Mein loss Ho Jata Hai Thoda Thoda market se plan Banakar profit nikalenge iji nikal Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

                hamy ani choti choti mistake ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota hain
                • #9 Collapse

                  Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

                  Gee haan forex mein hum sub traders ki taqreeban aik jaise hi mistakes hain aur agar hum sabar sae kaam lain aur soch ker kaam kerain tou unn per qaboo paya ja sakta hai learning karna ho ga ta k earn karny k kabil hon gay aur hamain market main bi emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain expeirence ho ga tba hi hum trade kar k hi hum achi earning karny k kabil ho saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

                    g ha ap nay bilkul thk kha hy hamary ander ek mistak hay vo hay by sabery hame is may saber kay sath kam karna chahey is sy hame is may kamiaab ho gy aur hame is may mahnt sy kam karna chahey is sy hame hi fiada hasil ho ga so hame is may saber kay sath kam karna chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

                      Ji han dear aapane bilkul sahi baat ki hai Paksh mein bahut Sare log bahut sari mistakes Karte Hain Sab Ki mum common mistakes chahie hoti hai ki vah bhi Sabhi Karte Hain Magar Ham Park mein Sabak se kam len aur thoda Sabar Karen To Hamen se bahut fayda ho sakta hai Kyunki market ki movement ko time lagta hai market time Leti Hai vah Lene Mein To Hamen trade lagakar Uske response Ka vate Karna chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

                        Apny sahi kahah hai yeah kaam zada tar junior ya mediacor log karty hain jo acha trader hota hai wo yeah kabhi ni krta hai q k us ny us main kaam jia hita hai r apna waqat lagaya hua hota hai isliye hamain cahiye k ham apna time waist na karain r achy sy apna kaam sabar k sath krty rahin q k sabar ka phaaal meetha hota hai agar tu.apko meetha phaal cahiye tu apko sabar rakhana hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sharef پيغام ديکھيے
                          hamain apni mistakes koa void kar k hi hum sucses hon gay aur hamain cahhye is k bary main learning karna ho ga ta k earn karny k kabil hon gay aur hamain market main bi emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain expeirence ho ga tba hi hum trade kar k hi hum achi earning karny k kabil ho sakty ahin
                          ji haan main aapki baat se ittefaq karta Hun Ki yah ek aisi Galti Hai Jo Har Banda karta Hai Kyunki Jab Hamen nuksan a Raha Hota Hai To Ham Apne nuksan ke upar kafi der tak khade Hote Hain magar Jab Hamen a raha ho to Ham usko jaldi jaldi close kar dete Hain Jo ki Hamare liye bahut nuksan hota hai aur bad Mein vahi Hamari training Mein ja rahi Hoti Hai Ham sabar Nahin Karte Jab Ke Hamen nuksan ke time sabar karna pad jata hai yahi Hamari sabse bade nuksan ki vajah hai Hamen nuksan ke time sabar kar Karte Hain To Hamen na take a time bhi sabar karna chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: common mistake jo sub trader karte hain wo bai subri

                            Dear ais market mai sab se bari ghalti hai stop loss ka use na karna ap ne ais market mai agar dekha ho to hum jab trade lagaty hai to yehi soch rahy hoty hai ye trade humri side par hi aye gi hum ais mai agar acha kaam karty hai to hum ko ais mai faida ho jata hai magar jab wo trade loss mai jati hai to stop loss na ho to aus par hum ko zayda nuqsan ho jata hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X