kya hm sb ko loss sy bi kuch sikhny ko milta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya hm sb ko loss sy bi kuch sikhny ko milta hai
    han gg bilkl hme ek bar loss hony sy agli dfa ky liye bht sabaq mil jata hai ur wo loss hme sari zindagi ky liye kam ko behtr sy behtr bnany mn madad dta hai ur hm bht kuch naya seekhty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee han hame loss se bohat kuch seekhne ko milta hai kun ke loss ki waja se ap ko apni mistake ke bare main pta chalta hai jis se ap achi learning kar ke apni earning ko increase kar sakte hain
    • #3 Collapse

      bilkul yahn par profit ha wahn loss b zarori ha.but hum loss se bht kuch sekh sakty hai.is se hum ko pta chalta ha k kya hum real me trading sekh gaye ha ya phr abi koi kami rahti ha.is liye hum loss se pachne k liye forex ko ziada se ziada sekhty hai jis se hum ko profit hota ha.
      • #4 Collapse

        g ha bhai bilkul ya to zahara ha kya ap agra kamyb honya ha to loss to karnh ho gy q k buzrug ka kahna ha nakamye kamyabye kye phlee sedre ha or ap agra loss hota ha to ap hamita nya hru q k loss sha bye ap kuch nya kuch cehktya ho
        • #5 Collapse

          Gi bhai ap ney bilkul sahi kaha agar hamain trading main loss hojaey to trading ko band nahi karna chahiey balkey us galti ko samajh kar sahi karna chahiey or dobara us galti se bachna chahiey.
          • #6 Collapse

            g han wo kehte hen k ghalti sy hi insan sikhta hai to jab hamen loss hota hai to zaror kisi na kisi waja sy hota hai jab ak bar kisi ghalti sy hamen loss hota hai to hum us ko dubara kbhi nahi duhrate or wo hmare demagh me ak loss waja k tor par reh jata hai jo k feature me loss sy bchata hai
            • #7 Collapse

              aap jo bhi ghaltian krtay hain in future wo aap ka experience ban jata hai aur jo experienced hotay hain wo kam se kam ghaltian krtay hain ar un ki kaamyabi ka ratio ziada hota hai
              • #8 Collapse

                haa bhai ap theek khai rahy hai k hum ko loss honay say b kafi kuch skeehnay ko milta hai lazim nae k forex mai profit hi hota hai har kam mai loss and profit dono sath sath hi hai thanks..
                • #9 Collapse

                  sir g ma tu ye he kaho ga k ye tu correct baat hai k hum ko loss sy b sekhna ko milta hai lakin es k liya hum ko thori hard working karna ki zarorat hoti hai tab he success milti
                  • #10 Collapse

                    Yes hame loss se bahut kuchh sikhneko milta he.Hame hamara gakti ka pata chalta he.Or ham us galti ko kabhi dubara nehni karte.
                    • #11 Collapse

                      han hum sab ko loss sy bhi seekhna chayie aur full time trader is good kiyon kay forex aik nice business hay ap forex say bahot achi money earn kar saktay hay ap ko chayie kay forex ko learn karay takay ap forex say acha profit make kar sako gayn log forex ko bahot hi ziyada pasand kartay hay ab isi liye mein forex ko learn karta hon kay aik acha trader bano.
                      • #12 Collapse

                        yes surely sometimes loss may become the first step of your loss so never afraid from loss and consider it as nothing because i have seen so many people who have converted their big losses in the big profits by learning from their mistakes
                        • #13 Collapse

                          G han dear, jab apko loss hota hota hai tu ap ki kisi mistake ki waja se hota hai, or jo achy trader hoty hein wo apni in mistakes se hasil hony waly lesson ko yaad rakhty hein or future men in mistakes se avoid kerty hein
                          • #14 Collapse

                            g bilkul g kiun ni mn ap ki bat sya gre karta hun kiun ky hm ko pta hai ky hm ko is kam ky lia hm ko loss bi hota hai is lia hm ko is ky lioa tiar rhna chayia jo ky hmary lia bhtar ho ga...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han loss se bhi bhot kuch sehhkne ko milta hai jab hum ko loss hota hai tu hum then sochty hain k hum ne kia galti ki thy jise ki waja se loss howa or next tym hum us se avoid karty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X