Signal ka Nuqsaan.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Signal ka Nuqsaan.

    Signals k nuqsan?
    a) is service se admi ka learning process end ho jata ha, banda koi nai things seekh ni pata ha
    b) traders dosray pe depend karna shuru kar detay hain,
    c) khud market ko analyse karnay ki power khatam ho jati ha
    d) apnay ap pe trading ka trust khtam ho jata ha
    e) loss honay ki surat ma koi zimadar ni banta ha
    f) ziadah tar services scam hoti ha is lye sirf earning kartay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Signal ka Nuqsaan.

      Basically signals ka istemaal acha bhi hai r bura bhi signals bhi.kisi expert ki dia hua ek observation hita hai haam yeah ni keh sakty k wo 100% theik hai tu is main chances loss k kaam tu hojaty hain nagar apka profit kaam hijata hai r yeah ni keh sakty k loss ni hoga tu iska nuqsaan bhi hai kahein tu acha bhi ai yeah
      • #18 Collapse

        Re: Signal ka Nuqsaan.

        forex trading main humain signal say trend ka pata chal sakta hay forex main trading karny k leye signal aik eham kardaar hay signal ka signal huamain market trend move batata hay signal ki madd say profit bhi kar sakty hain aur loss bhi kar sakty hain signal ka nuksaan ye hay keh es main auto trading ki option bhi hoti hay jiss say hum loss kar sakty hain es leye humain signal auto trading nahi karni chahye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Signal ka Nuqsaan.

          Signals ka sab sy bar anuksan yeh hai k insan sekh nahi sakta . agar hum dusro k signal ka wait karty rahian or khud kuch na karain to yeh na sirf trading mai nuksan ka bais hai balky life mai agy barhna bhi band ho jata hai. kio k sahary ki talash karna hameesha nuksan ka bais hota hai . sahara ek had tak thik hai par jab insan khud sy sekh jaye to nahi thik . mai sirf itna kahu ga k signal deny waly banain na k lainy waly

          اب آن لائن

          Working...
          X