Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay
    Assalam O Alaikum dear friends.
    Hope you are fine.
    Dear friends, Stop Loss and Take Profit bahut achy options hain, jin ki badolat hum aik target profit earn kar sakty hain, laikin is kay liye online rehna bahut zaroori hay, ager hum offline ho jaty hain, or trend again change ho jata hay to aisi surat main Stop Loss or Take Profit lagany kay bawajood hamari trade close nai hoti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

    Walaikum assalam g bhai apne bilkul sahi kaha hy or me agree krta hun apki bat se kun k take profit or stop k chor dena asal me bewaaoofi hy kun agr ap online ho k nhe dekhty to phr ye dono bhe aoko loss dy sakty han k agr apki trade profit me gai hy or take profit se few pipes pehle hi opposite side move kr gai or stop loss ko touch kr gai to phr loss hi hoga online rehne se ye faida hoga k agr profit acha hy to banda khud bhe trade close kr sakta hy
    • #3 Collapse

      Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

      Dear jab hum take profit and stop loss laga lete haon to ye zorori nhi hota k hum online rahen ham ager online an bjee rajen to koe masla nhi nanta hy kuon k ager lozs mein gye to auto close ho jaye ge and profit mein jaye to bhee auto close ho jayw ge.
      • #4 Collapse

        Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

        Agar Ham net rate open karke stop loss aur take profit Laga Diya Hai To ab Ham market watch na Karen Kyunki Agar Ham marketwatch Karenge To Ham emotions ko control nahin kar Sakenge aur ham Apna decision Wapas Le sakte hain stop loss Hata sakte hain ya take profit increase kar sakte hain Mr Ham Apne decision ko change kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

          Aisi Baat Nahin Hai Jab Humne apni trade Mein stop loss take profit ka istemal Kiya Hai To Hamara online Rahana Koi maksad Nahin Banta balki Hamen chahie ki Ham koshish karen ki apni trade open karne ke bad market ko close kar de Jab Ham maximum online Rahenge To Hamara apni trade per focus Hoga Jiski vajah se Ham emotional ho sakte hain aur Jitna Ham is business Mein emotional Honge utna hi Hamen nuksan ka Samna karna hoga isliye Hamen apni trade stop loss take profit ke sath open karne ke bad market ko close kar dena chahie ISI Mein Hamari kamyabi hai
          • #6 Collapse

            Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

            dear friend thi kaha hai aapane Hamen trade open karne ke bad market ko analyse Karte Rahana chahie Jab Ham market to analyse karte rahenge To Ham samajh Sakenge ki Hamari trade Hamen profit degi ya lost degi Is Tarah Ham time per apni trade close Karke Achcha fayda Hasil karne mein Kamyab Ho Jaenge Agar Ham Aisa Nahin Karte To hamara account varsh hone ke chances bhi hote hain isliye Hamen Aisa Nahin Lena chahie
            • #7 Collapse

              Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

              Dear friend Forex 1 online business app Forex mein agar aap take profit aur stop loss use Karke trade karte hain to aapko online Rahana bahut Jaruri Nahin aap offline bhi ho Jaenge to agar aap ki trade profit Mein Jayegi to Aapka take profit hit Karke aapki trade profit Mein close ho jayegi aur aapki trade ke negative Agar market chale Jaaye to aapke SL ko hit Karke aapke aapko loss Mein trade close ho jayegi Forex 1 online business Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat aur knowledge ki jarurat Hoti Hai Hamen chahie ki Ham acchi aur profitable trade lagakar kam Karen tabhi Ham Forex trading Mein Kamyab Ho Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

                stop loss aur take profit ko use karna ho ga aur agar ham ne mehant nahi ki to hmainis ko use nahi karna aye ga aur ham loss karain ge is liye hmain pehle mehnat se kaam karna hai learn karna hai aur jab profit ke liye ap take profit aur stop loss laga dete hain to phitr market ko choar dain ap ko market ko nahi daikhna chhaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

                  aapane kaha hai ki stop loss aur takes profit ke bad online rahana bhi zaroori hai ji jab Ham stop loss aur take profit Laga Lete Hain to fir uske bad hamen online rahana chahie aur apni rate per hamen najar rakhni chahie apni trade per jab Ham nazar aaenge to tabhi hamen vah trade fayda de sakti hai is vajah se online Nahin aur apni trade ko dekhte rahen jab fayda ho to close kar den
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

                    aisi koi baat nahin hai agar aapane apni train mein stop loss Ho take profit ka use kar diya hai to fir aap ko dobara online rahane ki jarurat nahin hai aap beshak offline ho jaaye aap apne kam mein masroof rahe apni life ko time de apni family ko time de
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

                      Aapki observation apni jaga lekin aisa nahi ha. Jab ham SL aur TP lagatay hain to chahay ham online ho ya offline, hamari trade us jaga pe close ho jaigi agar market us level ko touch karay gi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

                        yes boht achi bat ki stop loss r take profit lagany k bad be fiker na ho jaen balky markete ki movement kjo dekhty rahen r bar barapni trade ko check kerty rehna chahye koiun k akser stop loss apki trade k loye loss ka bais bhi ban jata hai r ager trade profit main aker beshak set kiye gay tp ko hit na karen r trend chan ge ho jay to apko loss ho sakta hai r ager trend confirm ho k markete is point o lazmi meet kary gi to us soorat main tp set ker k be fiker ho jaen ohir apki trade lazmi profit main hi close hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

                          w.salam ji nahi ap ki baat sey main agree nahi karta ho agar ham stop loss or take profit ka use kar lety hain apni traide main sl or tp ki value put ho jati hai to tab agar ham off line bhe ho jayai to is sey koi fargh nahi parta hai sl or tp hoty hi to islia hai k agar banada off line ho to phir bhe traide par os ka control rhyy
                          information for Beginners
                          Complete Forex Knowledge
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

                            respected members job market mein koi order place karte hain aur stop loss ho take profit ka use kar dete Hain fir bhi shak market ko close kar de agar dekhna chahte Hain to yah jyada behtar hai Maruti eeco watch kar lena chahie kabhi kabhi market profit ke close hokar wapas chali jaati hai FIR take profit thoda kam kar liya jaaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop Loss ya Take Profit kay bad online rehna bhi zaroori hay

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
                              Assalam O Alaikum dear friends.
                              Hope you are fine.
                              Dear friends, Stop Loss and Take Profit bahut achy options hain, jin ki badolat hum aik target profit earn kar sakty hain, laikin is kay liye online rehna bahut zaroori hay, ager hum offline ho jaty hain, or trend again change ho jata hay to aisi surat main Stop Loss or Take Profit lagany kay bawajood hamari trade close nai hoti
                              Trading karte hue Jawan stop loss aur take profit use karte hain to aap bahut jyada befikar ho Jaate Hain lekin Fir Bhi aapko yah to dekhna hi hota hai ki aap profit hua hai ya loss Jiske Liye aapko apni trade ko check karna Hota Hai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X