News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Nazami پيغام ديکھيے
    Forex trading business Mein Jab Ham trade open Karte Hain To Hamen stop-loss istemal karna chahie Agar market slow hoti hai to be stop-loss istemal Karen lekin Jab market Mein Koi news Aati Hai To Hamen stop loss Jarur Jarur Jarur istemal karna chahie Agar Ham stop loss Nahin istemal Karenge To Hamara account wash ho sakta hai isliye Hamen koshish karne chahie Ham small lot size stop loss ke sath news trading Karen
    Trading ham just I'm back Karen Hamen stop Bus use Karke kam karna chahie news ka time ho ya na ho trading Hamesha stop loss use Karke Kiya Karen Jab stop loss use Karke trading Karenge To Ham Apne account ko big losses se saaf Rakh sakte hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

      G han thek kaha apny k forex main kaam karte hue apko new aane m waqt stop loss lagana chaye q k stop loss sy apko is main loss hone k khatra nahi hoskta q k news k waqt movement unexpected hoti hai or apko is maik loss ka samna karna par sakta haj isliye jab bhi trade lagana soch smajb k lagaen.
      • #18 Collapse

        Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

        G haan jis time news hote hain es time market ki movement bahut teaz hone wali hote hao.es mein bahut movement hoti hy.es time ager hum koe bhee trade open kerte hain to hame stop loss zoror lagana chaye tab he ziada loss say bach sakty hain.
        • #19 Collapse

          Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

          Apny theij kahq hai aaj kal ek tu market stable ni hai uper sy news k waqat aap trade na he karain tu kafi acha hqi q news k waqat kafi economically cheezain effect hoti hqi tu behter ha trade he na karain q k kafi changes suddenly impact karti hain tu behter wohi hai k aap thira daukh k r waqat ki munasbaaat sy trade karain
          • #20 Collapse

            Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

            Dear friends forex app jab forex factory kee tarf saa koi news hoo too stop less kaa estmal karna zaroore nhn agar app kaa pass chota account hoo to app apna account koo lock kar sakta han arr market kee moment dobara uss positions mn ana kaa intazar karan taakaa app kaa account bonus kam yaah zaia forex MN jald bazi app nuksan daa sakte haa hamsha fresh mind kaa sath kam karta rahen teared mn TP kaa options zaroor estmal karan taakaa app faida hassal kar sakan sl kaa options kam estmal karan
            • #21 Collapse

              Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

              Ji han news ke waqt stop loss lagana chahie hamara account es se wash nahin hoga aur hamen profit Hasal hogaagar hamen market mein kaam karna hai to hamen mehnat se aur lagan ke saath kaam karna chahie tabhi Ham Kamyab honge
              • #22 Collapse

                Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

                Forex trading Mein Hamen news ke waqt trade Nahin Karni chahie aur Agar Hamari koi trade news ke Waqt open Hai To Hamen chahie ki Ham Stop losd lagaen Taki Hamen Jyada nuksan Na Ho Agar Hamari trade ky against news aati Hai aur koshish karen news ky wawt trading na Karen Kyunki use market ki movement Jyada fast hoti hai aur jab market stable ho support and resistance a trade Karen. Aur Hamen chahie ki Ham news per trading karna sikhen.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: News ke waqat stop loss zaror lagaya kare

                  news ka impact kafi parta hai market per es ly ap jab bhi koi trade kartey hain to apko stop loss ko use karna chahye jab bhi trade karen stop loss ko apni adat bna lain use karen news main some time pair ki news achi nahi ati toi market bohat tezi se nechey ki traf ati hai jahan per agr stop loss na ho to account wash ho janey ka khatra rehta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X