kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/
    dear members mny akser note kiya hy kuch members iss mein enlish mein threads kerty hein mery khiyal sey to iss mein english meinpost and threads kernuy ki permission nhi hy urdu mein hamin threds and post kernuy chahiy aour rules ko follow kert huy threads krein jo her koi asani sey smjh saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

    humain es main kam ko karny kay ley humain es main boht mahnat say humain es main kam kartna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain hum es main sada urdu main kam karty hain humain es main engilsh main kam karny ke primeshn nahin hain forex main umain es main forex kay rurz ko follow kar kay humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain
    • #3 Collapse

      Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
      dear members mny akser note kiya hy kuch members iss mein enlish mein threads kerty hein mery khiyal sey to iss mein english meinpost and threads kernuy ki permission nhi hy urdu mein hamin threds and post kernuy chahiy aour rules ko follow kert huy threads krein jo her koi asani sey smjh saky.
      some people English mein bhi thirds ko create kar rahe hain lekin hamen Urdu language mein posting karni chahie Urdu language mein posting karna hamare liye important hai kyunki yah Pakistan forex forum hai aur yahan per hamen Urdu mein posting karna important ho sakta hai aur beneficial ho sakta hai isliye hamen Urdu language ka use karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

        forex aik best business hain hum is mai urdu mai kam kar sakty hain forex maai hum aik din mai 4 thread bana sakty hain forum mt5 mai hum englis mai positng or thread bana sakty hain forex aik online business hain hum is mai raat mai be kam kar skty hain hum is mai din mai be kam kar sakty ain forex aik wasee busienss hain hum is mai apny biss he hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

          han g allow to hota hy english mein thread ker sakty hein isliuyy hamin chaiy keh hum englkish mein threads na krein ye forex k rules ko broker kertas hy brokenb rules ko baat accpeted nahee ki jaati to hamin rules ko vfollow kerty hwy hamesa roman urdue use krein threads mein bhi or posts mein bhi
          • #6 Collapse

            Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

            Ni dear Pakistan forex forum ko join kiya hoa ha agr to English mi threads blkol ni krni chye k ya plateform urdu k li ha English mi agr hana ha to is ko chorna pry ga English valy mi to hafty baad hi bonus. A jata ha jb k is urdu valy mi ik maah guzarny k baad bonus ata ha so hami achi trah soch smj k urdu mi hi posts r threads krni chahye ta k acha bonus hasil ho
            • #7 Collapse

              Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

              Pak forex forum par hum rule ko follow kar k kaam karain gey tu hi hum kuch hasil kar saktay han aur Jo log English mein post ya thread kartay han wo month k last mein ziada kehtay han k bonus kam mila hai hum ko pak forex forum mein us traha kaam karna cahaiye js traha rule ho rule mein hai k hum ko is forum par English mein post aur thread nahin karna tu phr pata nahin log English mein post aur thread kio kartay han is ka faida bhi kuch hasil nahin hota hum ko kaam wo karna cahaiye js ka faida ho
              • #8 Collapse

                Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

                Mere bhai nay achha sawaal kiya hay kay english main post karna theek hay ya nahi to mere khiyaal main ess forum pe aap serf urdu main hi post kar sakty hain kun kay ye ik urdu guftgu ka forum hay ess liay serf urdu hi ess main theek hay
                • #9 Collapse

                  Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

                  Mere Khyal se Ham Yahan english Mein Kam Nahin kar sakte Kyunki yah Pakistan Forex form hai yahan Ham Urdu mein baat karte hain log apni posting Urdu mein karte hain isliye Hamen koshish Karni chahie kahan Nahin Urdu mein apni posting Karen tar ke sab Logon Ko ke yahan Ham Apna experience share kar sakte hain dusre members ke sath
                  • #10 Collapse

                    Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

                    account to ap ka block nahi ho ga lekin ap ko allow nahi hai is liye kosihs karain ke jo allow hai ap ohi karain ta ke ap ko koi masla na banain agar ap mehnat se kaam kar rahe hain to ap ko roman mein hi kaam karne se onus mil jaye ga is lye bilkul bhi ap ne aesa kaam nahi karna hai jis se ham apna account hi kho dain aur ham loss karain is liye hmain mehnat karni hai
                    • #11 Collapse

                      Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

                      aslam o alikom dosto mara khal ma english ma trading krna thk ni balk hama urdu ma posting krne chya ta k logo ko read krna na asane hone caheya or english ma typing krna mara khal ma rouls k kalaf ha asa ni krna chaya rouls ko follo krna chaheya ta k jb ak mahena bad acha bonus a
                      • #12 Collapse

                        Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

                        ye Pak forex forum hai r URDU hmari national language hai r ye pakistani logu k leye plateform hai to is mein hmein urdue mein hi posts r threads krnyy chaheye jo k hmary leye bhi easy hai r dosre jo hmary threads pr post krty hein un k leye bhi easy ho jata hai is leye pooori kooshish krein k urdu mein hi threads create krien,..
                        • #13 Collapse

                          Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

                          Pyare doston agar aap English mein Threads karte hue ya English mein posting karte hain to aapko Urdu mein posting Karni chahie Kyunki yah Ek Pakistani business hai aap is trading ke bare mein leni chahie agar aap acchi Si trade open Karenge aur Apna knowledge ka istemal Karenge to aap vakai ismein kafi acche munafa bakhsh Kadar Ban jaenge
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

                            Allow to hai leKin HumEn EnGLish Main ThReads yaaa PoSts KaRnay se PaRhEz Hi KaRni Chaahiye oR Q k Jab Hum Sab LOg Urdu Main thReads or poSts KaR SakTay Hain to HumEn Urdu Main Hi PoSts KaRni Chaahiyen Taakay aaaasani Se PoSts KaRen Or Baaaki mEmBers Bhi aaasani Se Humaaari ThReads or PoSts Ko Samajh Bhi SakEn Or Unkaaa RePLY Bhi KaR SakEn...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kiya english mein threads kerna allow hy ?????????????/

                              jee sahi kaha aap nay, bohat say members forex forum k rules na pata honay ki waja say english main posts ya threads create kar laitay hain jo k forum k rules k khilaf hay, es liay wo post delete ho jati hay, aur hamain pata nai hota k hamari post kyun delete ho gai hay, Pakistan forex forum main posts Roman Urdu main hi likh saktay hain, english main likhna allow nai hay, es liay koshish karain k mehnat karain aur urdu main posts likhain ta k sab ko samaj aay aur sabka knowlege increase ho, English main ki gai post sab ko samaj nai aati.
                              If you work hard no body can stop you from success

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X