thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren
    dear friends posting krnay mn jald bazi ki waja sa aksr log posting mn bahot ziada mistakes krtay hn jis sa posting ki quality achhi naen rehti to sb doston ko chayay k jb bhi koe thread ya post kren to submit krnay sa pehlay read kr k mistakes ko doorkr k submit kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے

    yes brother you are right before the submit any third or post we must read our post jab Ham apni Post courier karke submit karte hain then he hamari post good hoti hai aur agar Ham apni post ko readread nahin karte hain aur submit kar dete Hain to hamari post ki value acchi nahin hoti hai isliye hamen chahie ki ham always hi apni post ko read Karen then submit Karen Taki Ham good posting kar saken
    • #3 Collapse

      Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
      dear friends posting krnay mn jald bazi ki waja sa aksr log posting mn bahot ziada mistakes krtay hn jis sa posting ki quality achhi naen rehti to sb doston ko chayay k jb bhi koe thread ya post kren to submit krnay sa pehlay read kr k mistakes ko doorkr k submit kren
      Agar Ham chahte Hain ki Ham apni e-post hun main galti Hoon ko kam Karen aur acchi tarah se posting Karen to hamen chahie ki Ham apni post ko aadami ek bar padh liya Karen jab Ham apni post ko padh lenge to tab hamari post acchi hogi aur hamen iska achcha bonus milega agar hamari post acchi nahin hogi to fir hamen iska achcha bonus kabhi nahin Mil sakta hai
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

        G hy bilkul hm post ya tread krty hy to hm us ko submit krna sa phly zaror Red krnq chya aysa krna sa hm pta chl jata hy ky hm kea gelti hoi hy or kea Nhi is sa hm hmri mistk ka pta chlta hy jis hm thk krty hy jitna acha kam kra ga utna kamyb Ho ga or acha bouns mily ga is lia hm chya KY mhynt kra achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga
        • #5 Collapse

          Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

          G han posting ya threads submit kerna sa phla ap is ko read lazmi ker la phla q ka ya ap ka liya lazmi hota hay ager ap ki kisi jaga sa mistake ho gai hay to ap asani sa apni mistake ko thek ker sekty ho ap ko chaye kh ap aik lazmi reads ker liya kerain ager mistake ho bh gai to post delete ho jay gi
          • #6 Collapse

            Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

            G han brother ap ki bat thek hay posting k doran har member ki yah koshish hoti hay kah woh jaldi say posting puri kar ly aur es waja say woh jaldi jaldi posts write karta hay jis ki waja say posting main bahut sari mistakes aa jati hain but agar woh write karnay k bad ek bar parh lay to apni mistakes ko thek kar sakta hay aur es tarah submit honay wali post main koi mistake nai hogi.
            • #7 Collapse

              Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

              Thread yaa post create karte waqt hame pehley thread ko read zurroor Kar Lena chahiey q keh agar koi spelling mistakes hai to darust Kar le aor baad me post Kare.
              PRACTICE MAKES MAN PERFECT
              • #8 Collapse

                Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

                assalamu Alaikum dear friend aapki baat bilkul durust Hai thread Ho ya post usko submit karne se pahle Ek Bar Jarur red karne chahie iska yah fayda Hoga Ki Jo mistakes ki Hogi vah cover Ho jaayengi thank you friend
                • #9 Collapse

                  Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

                  G Han AP ki baat saheh Hy AP ko posts r threads ko ek dafa read kr lain r wording asaani k sath samjhny wali honi chahay. AP ko chahy k Dil sy Kam krainvr ek Kamyab trade kr k ek accha trade krny k qabil BN sakain
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #10 Collapse

                    Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

                    ji han bilklul dear frind main ap ki baat say agree karta hn ap nay bilkul theka kaha hai agar ap nay is main kamyab huana hia toap ko chayya is min souch samj kra kaam kia karin agar ap post ya koi thread kar rahy hian us ko aik baar red kar lia karin thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

                      ji han ap ney bilkul thek kaha hai ham ko chahi hai k jab ham thread post ya replay post likh ley to os ko farward karny sey phily zarori hai k ham ik barr os ko read kar ley or agar os main koi spling mistake ya koi or mistake hai to os ko thek kar ley or os k bad hi fori jawab par click kary .
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • #12 Collapse

                        Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

                        g han hmain read karna chahiye kyon ke agar ham read nah karain ge to hmain pata nahi chale ga ke ham kaise kaam kar rahe hain agar ham ne yahan pe kaam karna hai to hmain chahiye ke ham mehnat se kaam karain learn karain aur acha kaam karain jitni quality ka kaam ho ga to hmain bonus mil jaye ga
                        • #13 Collapse

                          Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

                          Forum pay members ko apni post ya thread ko upload kernay say pehlay aik baar parhnay say bohat faida hotay hain kiyu kay iss Tarah posts aur threads mai mojud spelling mistakes ko khatam kia jaa sakta hai. Spelling mistakes say posts ya threads kay meanings he badal jatey hain aur members ko samajh nahi aatay jiss say members kay bonus pay bhi kaafi faraq Parr Jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

                            Thread yah post job type kar rahe hote hain to lost per dekh lena chahie agar koi mistake hai correction ki ya FIR aur koi to use theek kar lena chahie Jab mukmmal post ki correction theek Hogi wording acchi Hogi tab hi post ki quality bhi Behtar Hogi jitni Jyada post Karenge jitni acchi quality Mein Karenge utna hi Achcha bonus milega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: thread ya post submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kia kren

                              Dear aap ki bath sahi hay jab bi aap kam kaar rahay ho to iss kay liya lazmi hay ka agar aap nay posting ki hay to us ko aik bar par lo kay us kay koi galti na ho to aap us ko phir hi post kar lo laykin agar aysa howa hay kay aap nay us ko parha nahi hay or samjha bi nahi hay kay aap nay likha kiya hay to phir us may deleting ka kahtara aap ko laga rahay gaa iss liya aap ki sagetion sahi hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X