mahnat kar kay hum agy brh skty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mahnat kar kay hum agy brh skty hain
    forex main humain es main boiht mahnat karne ho ge to he hum es main kamjab ho skty hain our hum es main boht sa pisa kam skty hain humain es main kam ko karny kay ley es main experience ka our humain es main knowledge ko hasl kar ksy humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain forex pakistan ka boht bra business hain hum es main live trading krty hain our hum es main kamjabe hasl karty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mahnat kar kay hum agy brh skty hain

    mhnt karni ho gi tab hi hum sucess ho saky ga aur hamain market main bi planing karni ho ig ta kearn akrein gay uar mhnt hi insan ko kamyab bnati hai so hamain chahye is k bayr main palning karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum market main kam karny k abil ho sakty hain aur expeirence hog a tab hi hum loss say bach sakty ahin ta k earn ho
    • #3 Collapse

      Re: mahnat kar kay hum agy brh skty hain

      hamy is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham aik kamyab tradr ban sakty hain ham is main apni marzi sy time tbale bana kar is main din main kam kar sakty hain or ham is mamin apni marzi sy raat main be kam kar sakty hain agr ham kisi be office main kam karty hain yai students hain to ham forex ko pat time join kar sakty hain yai aik intwrnational business hain
      • #4 Collapse

        Re: mahnat kar kay hum agy brh skty hain

        G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kamyab hona hai ya agy bharna hai to hum ko ais market mai mehnat karni ho gi aus se hum ais market mai kamyab ho skaty hai ap agar susti kary gay to ais market mai ap jo sakta hai apna loss kar ley ais liay hum ko ais market mai time lagana chaye.
        • #5 Collapse

          Re: mahnat kar kay hum agy brh skty hain

          Salaam Alaikum aapane bahut hi Jabardast baat ki hai main aapke is Baat per bhi Mustafa Kaun Kyunki Agar Ham apni e Baap forest account per posting karte rahenge To isase Hamen Ek accha profit bhi ho sakta hai aur Agar Ham mehnat kar Nahin Karenge To Ham Apna aap ko Aage Kaise Le Jaenge to isliye Hamen chahie ki Ham mehnat karke hi apne aap ko ek acche profit ki taraf Le jaen thankyou
          • #6 Collapse

            Re: mahnat kar kay hum agy brh skty hain

            jab hum mahnet kary gy to he hum agy bar skay gy forex aik waseee bsuiness hain hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kari sakty hain forex paksitan mai legal ban cuka hain forex aik internaitonal bsiness hain hum is mai apne marze sy tiem tbale bnna kar kam kar skaty hain yai aik amm bsienss ke nisbat aca or unique business hin
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: mahnat kar kay hum agy brh skty hain

              gee han agar hum chahty hain kay hum agay bharain or kamyab insan ban jain to hamain chahya kay hum mahanta karty rahain or dil laga kar forex forum main kam karty rahain agar hum is main dil say kam karian gay to hum kamyab ho jain gay forex forum aik bohat acha online business ha is main jitna ziada time dai utna is business ko samajh lain gay or experience hasil kar lain gay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: mahnat kar kay hum agy brh skty hain

                Aapki baat sahee ha k ham forex se bahut faida utha saktay hain lekin es k leye mehnat bahut zaruri ha. hamain chaheye k ham mehnat kar k es market se faida uthain aur es se ziada se ziada earning karian.

                اب آن لائن

                Working...
                X