Slow market per trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow market per trading
    Dear friends umeed ha ka ap sub theak ho gaya aur achi trading kar rahy ho gay friends hum ko cahyh k hum jub market bohat zada slow ho jaye aur movement na kary to us per trading na karin kau k jub market slow ho jati ha to us per trading karna nuqsan day ho sakta ha kau k us time market kesse tarif be move kar sakti ha es leyh better ha k slow market per trading na karin bulay jub market sahe move kar rahy ho tu tub he market per move karna cahyh.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Slow market per trading

    Assalamu Alaikum ji dear aapane bahut hi acchi baat ki hai main aapki is Baat se bahut sahmat hun Kyunki chalo market per trading karne se Hamen jyada fayda ho sakta hai lekin Hamen Fir Bhi trading Soch Samajh Kar Lagane chahie aur apne Har trading acche tarike Se Lagana chahie Taki Hamen Achcha acchi ho sake aur Agar naye member join hue hain to unhen bhi Soch Samajh Kar trade Lagani chahie ya Apne Kisi senior member ki experience ki ki jarurat ho sakti hai thank you
    • #3 Collapse

      Re: Slow market per trading

      slow market mein trading karna bahut jyada complicated hota hai usmein loss ke chances bahut jyada hote hain isliye aapko kabhi bhi slow market mein trading nahin karni chahie yah Meri advisor Baki aapki marji hai
      • #4 Collapse

        Re: Slow market per trading

        G baai aap nay sahee kaha asay market mah kaam karna buhut risky hotha hay kionka agar aap k khilaaf ek dafa be market gaye tho aap ko ziada loss ho saktha hay haan albatha asay halaath mah agar aap mukhtasar waqth ke tinaarath karay tho aap ko faida mil saktha hay
        • #5 Collapse

          Re: Slow market per trading

          market slow aur fast move k rrti hai so hamain is k bary main learning karni ho gi ta k earn karny k kabil ho sakty hain aur hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zrroat ko pora karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main anlayse akrna ho ga tab hi hum trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain earn karein gay
          • #6 Collapse

            Re: Slow market per trading

            Forex trading mein job market range mein Ho to hamen chahie ki use waqt trade na Karen hamen use support and resistance ke breakout Ka vate karna chahie Jab range market maie suppot and resistance ka break out ho to tab trade Karen hamesha profit mele ka aur isme Stop los s kam hota hai achcha profit mil sakta hai hamen aur koshish karen trend market ki favour mein trade Karen small lot use Karen jyada risk na Le tu baytiar hai. Money management ka horse kya rakhen take profit aur stop loss use Karen.
            • #7 Collapse

              Re: Slow market per trading

              Dear ais market mai her trader apni trading strategy k hisab se trade lagata hai ap ki trading strategy k hisab se agar trade ban rahe hai to wo laga k chaor dey ais k baad agar market slow bhi ho jaye to ap ko atna zayda masla nai hota hai kun k market slow moment bhi karti hai to aus mai moment hoti rehti hai aor ap ko profit ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Slow market per trading

                ok sahi bro par agr slow markit par tradig krain to faida b ho sakta ha or agr fast markit par trad ho to b faida ho sakta ha baz oqat aesa b hota ha k fast or slow dono par faida nai hota par humy umeed rakhni chahye or apna kam countinu rakhna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Slow market per trading

                  Trading k liye different stretegies use hoti hain r akser members slow markete main acha entry point milny per trade open ker dety hain jo markete ki achi movement per achy profit main ajati hai is main mostly long term trade ki jati hain baki ham aesy main short term trade nahi ker sakty r markete slow ho to trading main maza bhi nahi ata markete acha mobe kary to ziyada achi trading hoti hai to her step soch samjh ker len r achi trading karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Slow market per trading

                    Assalamu Alaikum aap sab kaise hain ummid Karta Sab khairiyat se Honge aapane bahut hi acchi baat kiya hai ki market ke slow unhen per Ham acchi trading Laga sakte hain Kyunki ismein Hamen main Jyada loss hone ka bhi Khatra Nahin Hota Lekin Hamen Fir Bhi Ek acche experience Se Hi striding Karni chahie Kyon Ke Kabhi slow motion mein bhi market Mein Hamen Achcha profit bhi hota hai aur accha loss bhi ho sakta hai to Soch samajhkar trading lagat Rahen thank you
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Slow market per trading

                      Slow market main hum humesha dilchspi rekhty hain our slow market main hum pori tarah mutmien ho kar trading karty hain jab market ki movements ziyada teez hoti hai tu huamin dar sa lagta hai our hum us main ziyada trade nhan le paty hain our yeah achi baat bhi hai k fast markeet ap ke lye nuqsan ka sabib bhi ban sakti hai as lye pory experience k egg sath humesha trade open karin

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X