Profit making target is good or bad?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit making target is good or bad?
    Hello friends,

    I have heard from some of my friends that profit making in forex market is harmful and sometime it may cause to blow the trading account,

    i am confused about this, please help me in this regard.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    profit ka target rakhna kafi best hai or ap profit ka target set kar k ap ko aek map mil jata hai jis se ap ko trading karne main help milti hai or is tra ap ki trading ke bare main bhi pta chalta hai
    • #3 Collapse

      my dear koi b business aisa nahi jis mein 100% sure hote hai k yeh ap ko naffa hi dey ga but ap loss se bach sakte jb ap loss ko b zehn mein rakh k trading kro q k jb ap profit ka sochte ho to ap loss ko nazar andaaz krte ho is liye loss b krte ho
      • #4 Collapse

        bhai ye to bohat hi achi baat hai ek ap profits ko target karke tradign karte hian,apko ye hi chahiye ke ap is business mein apne targets bana kar chalen aur is mein achi earning karen.
        • #5 Collapse

          Forex aik aisa plate form ha jahan pr hum daily k lakho rupee ern kr skte hyn or is k lye hum ko knowledge k sath hamare pass experience bhi hona lazmi ha tb hi hum profit le skte hyn. or isi strategies bnana chahye jis se profit le sken. or profit targe bhi aik aisi strategy ha jis ki madad se hum acha profit le skte hyn. or is trha ki ore bhi kafi starategies hyn.
          اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
          • #6 Collapse

            Profit making target hamaray leye bahot hi acha hai keyon kay is say hum forex kay baray men kafi knowledge hasil karen gay aur hum apna profit gain karnay keleye zeyada mehnat karen gay so this is good for us
             
            • #7 Collapse

              Bhi jan mara khail ma to forex treading busniss ma targite k sath he profit ko achive krna chaia q jab ham targate lagata ha per ham as targate k mutabik work krty ha our jab ham apna targate k lia as k mutbak hardwork kra ga to hama apna taragate zuar milaga ya ni k 100% he hama targate per mila q k busniss ma loss our profit to sath sath ha jab ham hardwork kra ga to hama profit lazmi ho ga
              • #8 Collapse

                dear ham foecx main apna trading main target ko set ker k is main apna profit kama saktayh hain is amain ager hamain saahi kerha se apnai mioney managemet a jati hai ru haim is main sahit kerta kam kerin gay
                • #9 Collapse

                  Well I couldn't get how it can be harmful for you and as far as blowing of account is concerned then I must say that your account account cannot be blown away automatically if you yourself won't blow it and if used money management skills successfully you will get profit but not loss.
                  • #10 Collapse

                    Aik tarha say acha bhe hy our mery opinion main acha nahe bhe ho ga koin k ager target ho achieve ho close every thing our ager nahe ho ga greed aey ge zeada ki try ho ge khuch nahe mily ga
                    • #11 Collapse

                      dear agr koi daily profit earn krta hai aur regualr profit earn kr rah hai to phir us ko bahut senior aap keh sakty hain aur wo is business mein bahut ziyada tarqi kr sakta hai ye aik real karobaar hai is liye is ko bahut mehnat say kia jata hai aur is pr hr time nzr rakhi jata ihai k ab market kesi ja rahi hai phir kuch milta hai
                      • #12 Collapse

                        mera khiytal ha keh profit hamare liay ach hota hay lekin hamen aikm limit ki had tak profit earn karna chahaiy or greed nahi karna chahiay greed karenge to hamen thora profit bhi naseeb nahi hoga.
                        • #13 Collapse

                          kesi bhe work ko target se karna bhot acha hota hai aur forex pe bhe koi bhe work target se karna bhot zarori hota hai Forex pe agar humny trading karni hai to humy target rakhna chaye k hum rozana kitni posting kar sakhty han
                          • #14 Collapse

                            Bro profit ka target rakhna forex main bohat acha hai agar ap profit ka target rakhtay hoo to ap kam waqt main apny nafy ko look kar sakty hoo or is ky sath sath ap ko lose ka target bi rakhna chiye agar ap asa nahi karoo gy to ho sakta hai ky ap nafay ky chakar main apna kud ka balance bi kam karwa betoo or ap ko kafi lose uthana paray.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              profit target is a good making or bad bilkul nahien he kiun ke agar app is ko theek sey bseekh kar or theek sey appne emotion par control kar ke karte hien to app ko is ka bohat ziyada fieda ho ga or greed bikul na karen greed sey bach kar hi app good profit making ban sakte hien

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X