Stop loss is useful of not?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    g bhai Stop loss kafi usefull cheez hai or isay trading mai zroor use krna chahiye. Q k isay use krtay huway ap trading mai mazeed loss say btch sktay hai.or apnay account ko wash honay say b btchaya ja skta hai.isi liye trading mai stop loss ko zroor use krna chahiye.bina stop loss k trading risky ho skti hai.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      stop loss ak bohat hi achi chez ha is ma ap ko apna loss sa bachna ka moka mill jata ha so to har kisi ko is ko use karna chya lakin mara kahyal ma is k sath take profit ko b use karna chahya jo k bohat hi achi chez ha
      • #108 Collapse

        Stop loss use karna zarori he forex trading business min because hum jab bhi trading start karte hin to hum aik risk bhi leite hin aur risk min se hum loss aur profit dono hi le sakte hin. Risk ko nazar andaz kar k hum kafi bara profit le hi nahi sakte hin because har trade profit min end karna na mumkin he.
        • #109 Collapse

          stoploss is very useful for us. stoploss can help to limit the loss. all trader should use stoploss to minimize the risk of forex trading. this business is very risky and most dangerous. but stoploss can avoid to losing much money quickly. stoploss is very important for your trade
           
          • #110 Collapse

            In my point of view, stop loss bohat useful hai stop loss humen ziada loss hone se bacha leta hai humen stop loss ka use lazmi karna chaye kun k stop loss humare account ko wash hone se bacha leta hai so humen stop loss ka istemal ko bholna nhi chaye stop loss ek bohat useful thing hai
            • #111 Collapse

              G han stop loss aik bht hi acha tool ha ye aik asa tool ha jis k istmal se hm is business me kafi bary loss se bach sakty hain or is k istmal se hm achi trading bhi kar sakty hain ye ak asa tool ha jis ko har koi istmal kartaa haa loss ko bachany k liye
              • #112 Collapse

                han dear stoploss or take profit 2 nu e bht zarori hain hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho sty hain or forex bht e risky kaam hai dar e lagta esy krny mein or agar stop loss na lagaya ho tu fr tu bht e risky kaam hai teh dear
                • #113 Collapse

                  bht say log jab trading kartay hai too market un ka unfavour ma hoti hai oor unko koi or kam bi aa jatay hai jis ki wja say woo trading ko time nai soend kar saktay too us time stopp loss ka tool hamray liya bht ziada benefical ho jata ha is ki wja sa hm apna loss ka risk ko kam kar saktay ha .,SO my dear yah 1 acha tool ha
                  • #114 Collapse

                    Jo sawal Aapne pucha hai wo bohat zaruri hai yaha Kay members kay liye kiyn kay is say boaht faida hota hia logon ko aur mere khayal main " Forex trading main Trade lagate waqt stop loss ka dehan zarur rakhain or koshish karain kay lot size kam ho or resistance ya support par hi stop loss lagain
                    • #115 Collapse

                      Dear ge me to aap ko yahe mashwara don ga ke agar aap ke pass back up bohat bara hai to aap stop loss na lagaye q ke koi bhe market jis muqam se chalte hai to wo wapis apne jagha per aa jate hai lakin us me time lagta hai .lihaza aap stop loss na lagaye to acha hoga.
                      • #116 Collapse

                        Yes Dear Forex Ki Duniya Main Stop Loss Bht Ahm Kirdar Ada karta Hy, Agr Hm Trading Main Zada loss Main ja Rahe ho, To hame Stop Loss use Karna Chaye, ta'k Hame loss Kam Ho...
                        • #117 Collapse

                          Stop loss ko buhat hi useful samjha jata he aur meira apna khiyal he k hum es business min sirf us sorat min hi earning bhi kar sakte hin jab hum ye advance options bhi use karin aur hum earning bhi kar lein humin kafi bari earning ki tawaqa hoti he aur hum chahte hin kafi bari earning karin to jald bazi na karin aur sabar se trade karin.
                          • #118 Collapse

                            I use stop loss.

                            Yes i am also using stop loss and take profit. Stop loss is very good tool to control our money from big losses. Take profit is also a good option when i am outside i use take profit option.
                            • #119 Collapse

                              dear my brother stop loss is very useful in this trade it is very use full for all of us please use the stop loss option in this trade and take profit some time in this trade people forget stop loss option
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Stop loss trading mein bahut important hai. Yeh zaroor use karna chahiye. yeh aap ko kisi bhi trade par ziada loss se bachata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X