market main news ki impotance ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market main news ki impotance ??
    Mera sawal yeh hai k market main news ki kia value hai or agr koi high impact news aye kisi pair ki to kiya humein us per trade karni chahye ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market main news ki impotance ??

    Dear friends forex business mn news koo bhi zaroor ahmiat dain qk zaida tar news sahe hoti han app enn par amal kar kaa kese bara losses saa bach sakta han hamsha market koo achi tarha read karna chaia arr news koo Zain mn rakh kar apni teareding saroo Kara taakaa app koo kese bara nuksan kaa samna nahn karna parha
    • #3 Collapse

      Re: market main news ki impotance ??

      Ab tou market totally depend hi news per ker rehi hai ky Jesy Jesy corona virus cases increase hoty ja rehy hain tou sath main market bhi apna behaviour change kerti ja rehi hai jo market ki fundamental move hai aur ab tou market ki maximum movement hi news ko waja sy ho rehi hai ab technical movement bahot kam hai
      • #4 Collapse

        Re: market main news ki impotance ??

        Forex me news ki waqee bht zada importance hoti Hy kyun Kay yahan AP ko forex ki news so ko market me trading e bht zada fiada deti Hy jis sy AP best perking kr skty hen mehnt hamesha continuous rakhna hoti Hy lekin AP ko neews pt Lazmi nazr rakhni Hy
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: market main news ki impotance ??

          Acchi hai per acchi trading ke liye news ko dekhna more and more jaruri hai news hi Hamen Pakistan forex market ki information share karne mein madad deti hai aur Hamen Hamen batati Hai Kon sa pair almost acha pair hy Khoob ahtyat Say Hi acha pair Pe Hi trading karein tu Hi Success asaani SY Hi Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: market main news ki impotance ??

            Ge ha forex member acha profit hasil karne ke lya hume news se update rehna bhut zarori hota he ager hum jald bazi me kam kare ge to hum zayada nuksan kare ge js kya zayada mehnet je sat kam karna chaya aur news se update be rehna chaya
            • #7 Collapse

              Re: market main news ki impotance ??

              Markit main new bhot zyad ihm hoti hai is se hamain markit ka bhot hi achi tarhan andaza ho jata hia hamain markit ko samajhne ke lye news ko read karna chahye jab ham news ko zyada se zyada read karen ge to hamain is ka bhot zyada fiada hoga our markit ko samajhne main bhot zyada madad mile gi.
              • #8 Collapse

                Re: market main news ki impotance ??

                G han dear ye bat tu hai hai kay forex market mai news pay kam karnye walaye hamesha kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap forex mai kam karain aur ap es mai jub bhi trade lagtye hain tu ap es mai news pay he trade open karain ta kay ap es mai kamyab ho jain tu ap ka kam hai kay ap forex mai apna kam mahnet aur lagan kay sath kar kay kamyab ho jain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: market main news ki impotance ??

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Haider304 پيغام ديکھيے
                  Mera sawal yeh hai k market main news ki kia value hai or agr koi high impact news aye kisi pair ki to kiya humein us per trade karni chahye ?
                  muse ki market mein bahut jyada important hai Kyunki news vah chij Hai Jo Pal Bhar Mein aapke account ki behaviour ko change Kar degi aur aap log dekhte hi dekhte Apna kaun apni aankhon Se vas Hota dekhte dekhoge Kyunki Jab Bhi news aati hai to uska koi pata nahin Hota ki vah kahan aur kab kaise Amal karegi Le hazar news se bachne bacche aur news training karne ke liye aapko chahie ke pahle se hi uska homework Karen agar aap news chatting karna Sikh Gaya iska matlab hai ki aap Kamyab Ho Gaye Jo log news ko follow Karte Hain vah Kabhi Bhi Apne account ko vas Hota Nahin dekhte Kyunki Jab news aati hai to market bahut hi thoda Waqt mein jyada munh karti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: market main news ki impotance ??

                    Forex trading business mein market ke news bhot ehmiyat rakhti hay hamain trade lagne se phly hamain news ko lazmi foolow kerna hota hy ager us time kio profitable position banti hy to zror us currency pairs par trade lagyn wrna tuky se bilkul bhe na lagyn kuin ke es se sirf loss hoga market ke news ko daily watch kerna cheye es se hamain experience bharta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: market main news ki impotance ??

                      ge han agar hum trading say pahaly agar hum news ko daikh kay or market kay baray main achay say analysis karain gay to hum is main hum achay sa trading kar kay acha munfa kama lain gay agar hum is main achi trading karain agar hum market ko fallow karain gay to hum trading main kabi loss nai karian gay
                      • #12 Collapse

                        Re: market main news ki impotance ??

                        Market mein job news ka effect hota hai to market ki moment bahut hi Tej Ho Jaati Hai news time ko dekh lena chahie Apne trade open karne se pahle Agar market mein news ka effect hona hai to trading na Kijiye market ki situation bahut difficult Ho Jaati Hai Jyada loss ho sakta hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: market main news ki impotance ??

                          market main kaam karne wale har member ko es bat ka ilam hoga k market main daily sahyd koi na koi news hoti hai har currency k hwaley se kuch news ka impact bohat acha hota hai jo k pir ko bohat uncha ly jata hai or kafi news ka impact market per bura parta hai jo k kisi khas pair ko nechey tak ly ata hai some news aisi hoti hain jo normal impact ki hoti hain un se kuch ziada acha asar nahi parta hai es ly market main trade lety waqat news ko bhi mind main rakhna hota hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X