Currencies ko kaisa parha jata hai important question

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currencies ko kaisa parha jata hai important question
    Asslam.o.alaikum
    Dear member
    Bahot serry log esy hoty Hain Jin ko carrncey ko prhana nahi atta hai gbp/USD main gbp Kiya hai or USD Kiya hai aj main ap ko batao ga in main Jo GBP hai wo base hai or USD ko kkot khy geyai .
    Traide karty waqt Ham ko base currency ko bounyaad bana hota hai ya to Ham base currency I mean GBP ko sale karty Hain ya GBP ki buy karty Hain .I think ap sumjhy gayai Hun gayai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currencies ko kaisa parha jata hai important question

    Bahut hi informative or useful post office generate ki hai ki Hamen base currency according trading Karni chahie soap base currency Ham Kaise charge karte hain Jo currency pahle Aati Hai for example Jaise US dollar versus Canadian Dollar Hai To jo pahle aaega ismein USD pahle a raha hai to ismein bhej currency hai ki news ke according Aur Chal Rahi Hai aur jo chal raha hai uske hoga
    • #3 Collapse

      Re: Currencies ko kaisa parha jata hai important question

      Forex trading currencies ko red karne ke liye jaruri hai ki aap Logon ke technical analysis strong hone chahie Jab aap Logon ke pass acche technical analysis Honge to aap log aasani ke sath Forex trading currencies ke bare mein main apne analysis complete kar sakte hain aur apne analysis complete karne ke bad aap log acche se trading kar sakte hain ki unke jab tak aap Logon ke pass best analysis Nahin Hote aap log trading Mein acche results Aasan Nahin kar sakte isliye sabse pahle koshish Karenge Forex trading market ko acche se Dekhen aur currency is code deeply study Karen aur uske bad apni trading interest ke bare mein koi decision le.
      • #4 Collapse

        Re: Currencies ko kaisa parha jata hai important question

        dear brother aapane is market Mein Dekha Hoga Ki currencies Ke Do Do pair Milkar Ek Joda banate hain jismein Ham Agar account mein trade Lagana Chahte Hain To sabse pahle wale currency pair Ko dekar Lagate Hain vah hamare pass USD ka pyar hai aur use per Humne trailer Ghani Hai To Ham Uske best currency per trade Karte Hain isase Humko yah fayda hota hai ki Ham usko BSL karte hain aur use per Ham to munafa Hota Hai.
        • #5 Collapse

          Re: Currencies ko kaisa parha jata hai important question

          currency ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum sucss hon gay aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum trade karny k kabil hos akty hain aur markt main bi trader banany say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum trade karni ho gi aur hamain market main bi informatino achi ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain ta k earn ho
          • #6 Collapse

            Re: Currencies ko kaisa parha jata hai important question

            Ham currencies ki bahut acchi tarah se learning kar sakte hain vah bahut acchi tarah se kamyabi hasil kar sakte hain isliye hamen acchi tarah se learning karni chahie aur acchi tarah se practis bhi karni chahie aur acchi tarah se hardworking bhi karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Currencies ko kaisa parha jata hai important question

              Karan teeth ko red karne ke liye Hamen technical knowledge ki jarurat hoti hai aur technical knowledge Hamen Forex pay kam karke hi Hasil Hota Hai Jab tak aap acche the analyst karna Nahin sikhenge aapko aapko currency karne mein bahut Mushkil Hogi agar aap acche analysis kar sakte hain aur technical knowledge aap ke pass hai to aap bahut currencies to read kar Sakenge aur isase aap apne profit ke chances ko bada Sakenge isliye aap analysis karna sikhen Uske bad currency ki moment ko Dekhen
              • #8 Collapse

                Re: Currencies ko kaisa parha jata hai important question

                G han aksar traders ye nhi janty k currency pairs ko kis tarah read kia jata hai currency pairs mein hoti hai jis k pehly 3 word base currency ko zahir krty hein jisko sell aur buy kia jata hai us k bad 3 word ki aur currency hoti hai jisko quote kehty hein dono mein price ka difference hota hai jisko spread bhi kehty hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Currencies ko kaisa parha jata hai important question

                  dear ap ne bahut acha sawal pocha hai keh currency ko kesy parha jata hai. dear currency ko symbles ki madad se recongnize kiya jata hai aur phir oski up/down candles se unko read kia jata hai keh wo buy krni chaiyen ya phir sell krni chahiyen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Currencies ko kaisa parha jata hai important question

                    hamy apny experience ky hesab sy currency chose karne chahey or pher is main kam karna chahey forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hu gar bath kar is main international level par kam karty hain or dollars main bonus earn karty hai hum dollar ko apnt mulik ke currency main change karwaty hain or apne needs ko pora karty hai hum is main live chat karty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Currencies ko kaisa parha jata hai important question

                      Forex trading business Mein Hamen fundamental analysis karne hote hain Agar Ham currency pair per kam kar rahe hain To Hamen dekhna Hoga Ki Kis Tarah currency pair more kar rahe hain Jab Ham Kisi Mulk ki economy ko read Karte Hain Uske Halat ko Dekhte Hain To Ham acchi Tarah Anari says Karke profitable trading kar sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X