Trading me kin baton ka khial rakhna chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me kin baton ka khial rakhna chaiye
    Trading me kin baton ka khial rakh k chalna chahiye or trading start karne k liye kitne kitne time ka waqfa chahiye ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading start karne se pehle demo account practice bohat zaroori hai aur is kay elawa hamesha achy technical knowledge se hi trading karni chahiye ta keh profitable hon aur is market main maximum pips uta sakien aur successful hon.
    • #3 Collapse

      trading mein bahot si bato ka khyal kro aur mein forex ko love krta hay kiyon kay forex aik aisa business hay jis say ham bahot ziyada money earn kar saktay hay aur apni zaroriyat bhi pori karnay mein kamiyab ho saktay hay isi liye ap ko bhi chayie hoga kay forex ko learn karay kisi teacher say or khud demo trading kar kay bhi ap forex ko seekh saktay hay .
      • #4 Collapse

        my dear hume trading karte howe emotions ko control me rakhna chahiye aur koshish karni chahiye k greed se door rahain plus market ki moment ko samjh kar trade open karni chahiye tab hi hum kamyab ho sakte hain.
        :o love FOREX without any condition :o
        • #5 Collapse

          gee bhai hmein apne trading mein sb baton ka khyal krna he jo keh hmein apne trading mein zarort hote hein aur hmein apne trading mein acha time dena he aur apne trading mein learning krne he aur mhnt kr ke successful hona he
           
          • #6 Collapse

            forex trading mien apko is baat ak khayal rakhna chahiye ke ap is mein proper money management ke sath trading karen is mien apko chahiye ke ap is mien apne risks ko bhi manage karen.
            • #7 Collapse

              gee bhai hm ko apne forex trading mein apne learning ka khyal krna hota he aur apne trading mein sahih experience hasil kr ke apne trading krne hote he aur is tareeqe se hm apne trading mein boht acha profit hasil kr skte hien aur hm ko boht fiada hota he
                 
              • #8 Collapse

                Trading krney sey pehlay planning kr leni chaheye aur market ki update leni chaheye. Aik goal set krain aur phir us ko achieve krney ka wait krain. Jab aap ko aik reasonable profit ho jaye to us ko enjoy karain aur wait krain keh next time kab market main enter hona chaheye aur phir achi tarah planning kr key market mailn enter hon.
                • #9 Collapse

                  gee bhai hmein apne forex trading mein experience se kam krna hota he aur hm apne trading mein learning ache krein aur apne trading mein ziada risk ka istemal na krein aur apne trading mein planing se kam krein phr hmein apne trading se ache earning hote he
                   
                  • #10 Collapse

                    Forex trading mein trading karty hwy in baton ka khayal rakhna cahaiye k jab bhi koi trade open ki jaye analysis kar k forex trading ki market ko dekh kar open ki jaye aur forex trading mein lalach nhi karna cahaiye aur emotional ho kar trading nhi karna cahaiye aur har trade mein stop loss aur take profit ka use karna cahaiye tab forex trading mein profit earn kiya ja sakta hy
                    • #11 Collapse

                      Trading start kernay k leay ap ko ye pata ho k us main risk ketna hai app ka bonus kitna hai or us k oper app kitnay volume ki trade lagain k ap ka account secure rahy our profit bhe ap ko acha mily
                      • #12 Collapse

                        trading karty time es bat ka khayal rakna zarori hay k app ka mind fresh ho or trading me app ko jald bazi or greed bilkul b nahi karni chaye esi waja se loss b ho sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Trading karty howy sab saynphlay ap ko market may rate ka khayal rakhana chiye kis rate oar ap nay buy and sell lagana ha jab market us rste par aa jati ha tab apnis may asani k sath apna kaam serinjam day skty han or is ko samjh saktybhan k ye kya ha
                          • #14 Collapse

                            Trading main sub say zyda ap apny balance ka khal raky aur apny balance ka hasb say trade karny agher ap ka pass balance km hy aur ap nay trade zyda volume ki open kar di hy to ap ka account boht jauld wash ho jay ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trading start karnay se pehlay is baat ko yaqeeni banain kay ap trading kay liye ready hain, ap ko stressed ya pareshan ho kar trading nahi karni chahiye and trading se pehlay market ka jaiza lay kay jis pair par trading karnay ja rahay hain, us ki analysis zarur kar lein and proper plan bana kar trade open karain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X