Ye sochna he khatarnak ha k ham ab alim fazil ho chuky ha or knowledge ki zarurat ni?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye sochna he khatarnak ha k ham ab alim fazil ho chuky ha or knowledge ki zarurat ni?
    Friends hamy har waqat knowledge k lae tyar rehna chahe, jo b achi mahlomat melyn unki lazmi hasil karna chahe, asa sochna b khatray sy khali ni hai k hamary pass ab bhot sari knowledge jama ho gae hai, han alim or fazil ban gae hai or hamy mazeed knowledge ki katan zarurat ni hai, plz comment???@#@@
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye sochna he khatarnak ha k ham ab alim fazil ho chuky ha or knowledge ki zarurat

    Overconfidence ki vajah se apni learning ke process ko stop kar dena aur knowledge se Inkar kar dena Sabse Badi Ham market hai Kyunki jab tak Ham learning kar rahe Hote Hain Jab tak Ham market Mein confidence ke sath trade kar rahe hote hain aur yah sochkar kar rahe Hote Hain Ki Humne abhi Kuchh aur learn Karna Hai To Ham learning bhi kar rahe hote hain aur Nahin dikha Rahe hote hain lekin Jab Ham overconfidence Ho Jaate Hain Aur samajhte Hain Ki Ham expert Ho Gaye To Ham Los karna Shuru kar dete
    • #3 Collapse

      Re: Ye sochna he khatarnak ha k ham ab alim fazil ho chuky ha or knowledge ki zarurat

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
      Friends hamy har waqat knowledge k lae tyar rehna chahe, jo b achi mahlomat melyn unki lazmi hasil karna chahe, asa sochna b khatray sy khali ni hai k hamary pass ab bhot sari knowledge jama ho gae hai, han alim or fazil ban gae hai or hamy mazeed knowledge ki katan zarurat ni hai, plz comment???@#@@
      ilm ek aisi chij Hai vah Jo Kabhi pura Nahin ho sakta Jo koi yah samajhta Hai Ki main ab bahut Kuchh Sikh chuka hun aur aap mujhe masjid sikhane ki jarurat Nahin Hai To vah Galti karta hai aap Hasil Karte rahen Jitna ho sake Agar aapko ilm Hasil kar ke liye chinh bhi Jana pade to aap jaen yah Hamare Islam mein bhi hai Iske alava main bahut se log dekhe Hain Jo naya naya Paris Mein aate Hain aur kuchh din demo account bhi nahin chalate Puri Tarah Se aur vah yah samajhte Hain Ki Humne bahut Kuchh Sikh liya hai ab Hamen masjid sikhane ki jarurat nahin hai aur unki yahi vajah hoti hai na kam hone ki aap sikhi Jitna ho sake
      • #4 Collapse

        Re: Ye sochna he khatarnak ha k ham ab alim fazil ho chuky ha or knowledge ki zarurat

        Hum is liye tu fail ho jaty hein aur aksar loss ya account wash krty rehty hein kionkeh hum thora sa profit hasil krny k bad over confident ho jaty hein aur koi na koi mistake kr dety hein jis se hum loss kr dety hein hamein aisi soch se bachna hoga kionkeh bar bar loss krna theek nhi hota is liye kuch changing krni hogi tah k next time loss se bacha jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Ye sochna he khatarnak ha k ham ab alim fazil ho chuky ha or knowledge ki zarurat

          Ji han yah Jo log overconfidence Hote Hain vah Kabhi Bhi Kamyab Nahin Hote vah Hamesha Apna Kam Rehte Hain Forex trading Mein Kam Karne Wale Hamesha Sabar aur Akal se kam Lete Hain aur jo log aur confident Hote Hain vah unmen se nahin Hote Forex make Achcha trader Hamesha sikhate rahata hai aur tikta rahata hai aur Khud Ko vah Hamesha han na Mukammal hi Samajhta Hai aur Bundeli kuch Nabi sikhane Ki Koshish karta hai isliye Hamen main yah Nahin samajhna chahie ki ham Sab Kuchh Hasil kar chuke hain ya Sikh chuke hain
          • #6 Collapse

            Re: Ye sochna he khatarnak ha k ham ab alim fazil ho chuky ha or knowledge ki zarurat

            exactlty ye bilkul sahi nahi hoga agr ham khud ko boht qualified samjhny lag jaen is se ham mazeed loss ki traf chaly jaen gy kiun k forex ka knowledge boht broad hai jisy ap itni jaldi learn nahi ker sakty r learning to continous process hai jo life time sath chalta hai forex ki learnung bhi sath sath jari rakhi jay r ham jitna time hyahan spend kren gy utna hmara is k bary main knowledge berhta jay ga ham jiyna bhi seekh len phir bhi mazeed seekhny ki zarort lazmi pesh ati hai r forex ka knowledge jitna acvha hoga itna hm yahan se acha earn ker saken gy
            • #7 Collapse

              Re: Ye sochna he khatarnak ha k ham ab alim fazil ho chuky ha or knowledge ki zarurat

              garoor ka sar nicha hota hai Ham sab ko kabhi bhi guroor nahin karna chahie balki hamesha shabd ke sath kam karte rahana chahie aur acchi quality ka kam karna chahie aur hamesha apne kam per focus rakhna chahie aur daily basis per learning karte rahana chahie
              • #8 Collapse

                Re: Ye sochna he khatarnak ha k ham ab alim fazil ho chuky ha or knowledge ki zarurat

                Members ko forum per kaam karne ke liye Hamesha Se Hi knowledge ki zarurat hoti hai aur yeh knowledge zyada online reh kar hi work karne ke sath sath members ko Hasil Hota Jata Hai Is ke alava yeh Nahin sochna chahie Ki Kisi bhi member ko Puri Tarah Se Kuch learn ho geya hai jitna zyada ho sake utna hi zyada learn Karte Rehna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Ye sochna he khatarnak ha k ham ab alim fazil ho chuky ha or knowledge ki zarurat

                  dear friend bilkul theek kaha hai yahi Soch honi chahie ke Forex ko join kiya Hua Hai Iske alava Kuchh Nahin Hai ismein working Karke Kamyab hona hai Jab Kisi kaun se time Dete Hain interest Lete Hain To usmein bahut Kuchh sikhane samajhne Ko Milta Hai Fox Mein interest Le knowledge banae Kamyab banaen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye sochna he khatarnak ha k ham ab alim fazil ho chuky ha or knowledge ki zarurat

                    hamen agar jyada se jyada knowledge or experience bhi hasil Ho jaaye tab bhi hamen jarur nahin karna chahie balke hamen Sabar ke sath kam karte rahana chahie aur acchi quality ka kam karke hi Ham kamyabi hasil kar sakte hain isliye hamen landing ko continue rakhna chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X