kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?
    Dear friends main ye pochna chahta hon kay aksar members majooda sorat e hall main trade nai lga rhy to kya hmain post kay liy pehly say zyda mehnat ki zarurt hay ya nai? Kay ham pehly say zyda aur achi post kar kay acha bonuce hasil kr lain jo bad main kam a sky?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

    Je han, hamesa khud ko improve karny ki khosis ma lagy rehna chahe, pani b ik jaga rukh jae to ganda ho jata hai, hamary lae ye sochna he khatarnak hai k hamy ab mazeed knowledge ki zarurat ni hai or ham ab alim fazil ho chuky hai,
    • #3 Collapse

      Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Dawood4092 پيغام ديکھيے
      Dear friends main ye pochna chahta hon kay aksar members majooda sorat e hall main trade nai lga rhy to kya hmain post kay liy pehly say zyda mehnat ki zarurt hay ya nai? Kay ham pehly say zyda aur achi post kar kay acha bonuce hasil kr lain jo bad main kam a sky?
      ji han mehnat ki to hamesha pahle Se Jyada hi jarurat Hoti Hai Jab Ham pahle se hi jyada jarurat wali mehnat karenge to tabhi Hamen kamyabi hogi lihaja aap log mehnat Karte rahe aur uska fal park per chhod den Jab ek insaan mehnat karta Hai To usko uska jarur par milta Hai Jab Ke aapko chahie ki aap roj Jyada mehnat Karen pichhle din ki nesbitt agar Ham yahi silsila jari rakhenge to jarur ek na ek din Ham asma kam per pahunch jaenge ki Ham kam minut Se Bhi Jyada kamaliya karenge achcha kam aane ke liye jaruri hai kya acchi mehnat ki jaaye Apne kaam par tajuddin aur Jyada Se Jyada kam Karen
      • #4 Collapse

        Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

        bhai hamein apni mehnat kabhi bhi stop nahi krni chaheye.mehnat ki zarurat to har vaqt hai aur har guzertay vaqt k sath ham ko ziada mehnat krni chshye takeh hamein ziada faida ho.agar ziqda mehnat krengay to lazmi si baat hy bonus aur profit bhi ziada milqy ga.kamyabi k leye mehnat ka damann hath se nahi chorna chahye
        • #5 Collapse

          Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

          Jee han mehnaat ki zaroorat to har waqt rehti hai or ab kyo k fourm per compition barh gya hai log achi achi post share kar rahe hain es ly apko bhi mazeed achi post kr k khud ko un se agy ly kar janey ki kosish krni hogi or eske ly bohat ziada mehnaat krne ki zaroorat hai
          • #6 Collapse

            Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

            Mery khayal mein jis tarah corona ki waja se market ne movement ki hai tu aksar traders k accounts wash ho gaye hein jis k bad traders ko aur ziada mehnat krni hogi kionkeh bonus hasil krny k liye phr se posting start krni hogi tah k next month bonus hasil kr k trading continue ki ja sky.
            • #7 Collapse

              Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

              forex main humain es main kam ko karny kay ley es main boht mahnat karny ke zrurt hote hain our hum es main tb he kamjab hoty hain jb humain es main kam ko karny ka experience ho ga our knowledge ho ga to he hum es main kamjab ho kar hum es main boht sa pisa kma skty hain our hum apne zrurton ko pora kar skty hain forex 1 acha business hain ya 1 on line business hain
              • #8 Collapse

                Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

                Dosto umeed krta hn k ap sb khariet sy hn gy g bilkul guzarty days k sath insan ko mehnat ki zarort hai mehnat k baghir much mumkin nh hai members ko chachey kh wo phaly sy zayda mehnat key post py r post py apna target achieve kry phr ja k usy bonus acha mily ga
                • #9 Collapse

                  Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

                  G han dost es forum mein hum sab ko chahaye k hum ab zyada se zyada mehnat karein q k ab es forum mein members ki tadaad musalsal bhar rahi hai tu es leiye ab es forum mein bonus bhi kam milta hai es leiye bus jis ki mehnat yahan par bahut achi ho aur luck bhi acha ho tu phir usey bonus acha milta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

                    market main mhnt karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi part time main bi job kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum trader bannay say pahly is k bary main analyse karna ho ga tab hi hum sucess hon gay
                    • #11 Collapse

                      Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

                      Ham sab ko mehnat karte rahana hota hai tab hi Ham kamyabi hasil kar paate Hain agar mehnat nahin karenge to fir Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar payenge isliye daily basis per mehnat karte raho Taki aap jyada se jyada achcha result hasil kar Sako
                      • #12 Collapse

                        Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

                        respected member job for joining ki Jaati Hai To samajh hi Nahin Hoti bilkul knowledge Nahin Hota difficult lagta hai lekin Jab learning kasht Hain knowledge banta rahata hai aasani hoti rahti hai Forex trading bahut bada business hai ismein running Karke Jitna ho sake Apna knowledge improve Karte Rahana chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

                          Ham sabko apni hardworking bhi increase karte rahana Hota hai tabhi Ham ek acche aur kamyab trader Ban paate Hain hamen apni hard working per bhi acchi tarah se focus rakhna chahie aur hamen acchi tarah se learning bhi karte rahana chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

                            g han hamen mehnat ki zarora tu hr mor py parti hy q k esi sy hm mazed kamjbi ki tarf barta hy chahye hm kisi b stage par hon hamen us mn agy jany k liye or mehnat krmi parti hy hamen khas tor par es maheny mn tiu ziada mahnat karni ho e q crises chal rahy hn ho sakta hy es tarha hm kuch apni earning barha saken or hamari earning behtar ho saky ta hm kamjabi hasil kr saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kya pehly say zyda mehnat ki zarurt hay abi?

                              Ji bilkul aap Logon Ko Maine to ki jarurat aur time padati hai aap log Forex Mein Kamyab tabiyat sakte hain jab tak aap log apni mehnat ko continue rakhte hain aur acchi chijon ko learn karne ki koshish karte hain aur jab aap apni hard work ko stop kar dete Hain To aap Logon ke liye Forex trading business Mein Aage Badhana home Ke Nahin rahata isliye koshish Karenge apni learning ko stop na Karen aur apni mehnat ko increase Karen Taki aap log Ek acche trader Ban sake.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X