Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy
    Koi bi Kam jab shuru kia jata Hy to us main insan ko kamyabi tab milti Hy jab wo fresh ho k aur dilchaspi k sath kry to aur forex ko Jo members bojh aur fatigue samj k karain gy to yad rakho unko forex trading main khatir kha kamyabian ni milti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

    Yes trading ma over cautious ni hona chahe, bus market py news k hisab sy or analysis or indicator ko judge kar k trade open karni chahe, forex ma zayada sochny sy achy points b hath sy nikal jaty hai, jo bad ma pachtaway ka bahes banty hai ,
    • #3 Collapse

      Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

      Ji han dear aapane bilkul sahi baat ki hai Hamen trading Ko Boss Samajh Kar Kam Nahin Karna chahie Hamen trading co enjoy karna chahie Agar Ham ismein kam karte hain aur Dil Se trading Karte Hain To Ham yahan se bahut profit Hasil kar sakte hain yah Ek bahut hi Shandar business hai Jisme Ham Kisi bhi waqt kam kar sakte hain Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur raat mein bhi kam kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

        hamain achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain uar har jeet otu sath sath hoti hai aur hamain cahhye is k bary main learning karni ho gi ta k earn karny main bia sani ho saky gi aur hamain market main part time main bi job kar k hi hum loss say bach saksty hain aur hamain market main bi anlayse karna ho ga ab hi hum trade karny main bi asani ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

          Forex trading zabardasti wala business nhi hey kiun k jo log forex trading men bojh samaj kar kam kartay hen woh kamyab traders nhi ban saktay iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir mehnat aur lagan se dil laga kar trading karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur acha profit kama saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

            Trading jab bhe kren dill laga kar kren.. Trading ko bojh na samjhen.. Agar ap trading ko bojh smajh kar kren gy to apko trading ka faida nhe ho ga bal k ye trade apko ulta loss dy gi.. Profit hasil krna hy to dill laga k pehly market ko analyse kren r bad m trade kren..
            • #7 Collapse

              Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

              agar aap trading mein tension lete hain to aapko bahut jyada loss hota rahata hai aur FIR aap kabhi bhi acchi trading nahin kar paate ho isliye acchi trading karne ke liye aapko tension free hokar aur stress free hokar trading karni hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

                aap agar thak gaye hain tanshion Mn Hein kam na karein to aap Pakistan Forex main bhi kam na Karen aap jab rest kar le uske bad Forex mein aap achcha sa kam karen to yah sansad se kamyabi aapke liye aasan Hogi Pakistan forex business mein bahut famous ho chuka hai jo bhi yahan per iji Hoga Kam karta hun Mil Hi jaati hai
                • #9 Collapse

                  Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

                  Ap ki bat bilkul darust ha aghar han boj samj kar trading karin gay to zahri c bat ha ka loss he karin gay hamin trading ka liye bilkul ak fresh mind sa trading karni chahiye ta ka ham profit kama sakin aur zindagi ma kamyab ho sakin. forex ka business pakistan ma bohat fomous ho cuka ha aur is sa asani sa faida uthya ja sakta ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

                    humain es main kam ko karny kay ley humain es main frish maind ho kar humain es main kam karna ho ga our hum es main live trading karty hain our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain agar hum es main trading ko boht soch smj kar karain gain to humain es main boht sa mnafa kma skty hain our apne zrurton ko pora kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

                      Humian humesha ba itmaad ho kar Trade karni chahye kyu jo banda forex trading main dar ki wajha se Trade karin ga woh us main humesha nakaam ho ga as human chahye k hum Pehley market ko analyses karna sekhy us ke bad hum trading karna shroo karin our humain forex ke relented jitna bhi ho saky Search karna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

                        Je bilkul forex trading aik bohat hi interesting business ha aur aik art ha jis ko agar ham dil se karain gay to ham is ko enjoy karain gay, bojh samjh kar karain gay to ham trading ma nuqsan uthayain gay, q k sust mind se trading se hamain loss hi ho ga, is lye forex trading ma dilchaspi se kaam karain, yeh aik profitable business ha agar ham is ma mehnat karain gay to ham is se boaht ashi earning kar saktay hain, is lye soch samjh kar k is ko proper business k tor pe is ko karain ta k ham is se ashi earning kar sakain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Bojh samj k trading krny main nuqsan hota Hy

                          Yeh Baat clear hai keh trading karne ke liye members ka mind relax Hona bahut hi zyada zaroori hai lekin relax hone ke sath sath members ka mind active Hona bhi chahie Kyun keh active mind Se Hi achi Tarah Se trading ki Ja sakti hai aur trading Mein risk Nahin Lena chahie aur us ke alava trading Mein Apne mind per zyada Bojh bhi nahin Lena chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X