Trading long term honi chaheye ya short term???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading long term honi chaheye ya short term???
    Mohtaram dosto, forex trading me ham 2 qisam ki investment kar saktay hain. 1st is long term and 2nd is short term. Mera sawal sab se ye ha k kaunsi trading best rehti ha? Long term ya short term. Tamam dost apni qeemti rai zarur dain. Mere khayal me short term trading sahee rehti ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

    g dear thk kaha h apme hmen chahye trading k lye hmen apne knowledge ko zyada kren ta k kmyabi bht jldi mil sakay.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

      dear friends g han ap ny thk kaha hy, forex me hamye long term trade nhe lagani chahiye, koi ky is sy hamye nuksan ho skta hy, long term sirf wahin log lga skty hy, jo 5 years sy kam kr rhy hn , hamye chahiye ham short term trade lagye , jis ka hamye fada ho , hamra short term sy experince bhe bhary ga...
      • #4 Collapse

        Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

        hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main short term main trading karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni mawrzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik international business hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

          dear g han ap naya cha swal kia hay meray khyal main yeah ham k account pr depend karta hay ham ko chye k ham is main ityat k sat kam ko kertay rahnay ki try karein is main ham ko kabhi bhi hemat nahi harna ho g aor sab say achi bat ham ko chye k ham is main kam say kam lot ko use ker k he trade ko karna chye is main he ham ki kamybbi ho sakti hay .
          • #6 Collapse

            Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

            Dear form mein agar aap Achcha kam Karenge aur ismein mehnat Karenge aapko Yahan Se Achcha bonus Milta Hai To aapko chai ke yahan per acche se Achcha kam Karen Paksh Mein Aakar aapko yahan se profit Ho agar aap Iske bare mein knowledge Hasil Karenge aur Achcha kam Karenge to aapko yahan se bahut hi profit ho sakta hai yah bahut hi Achcha business hai jismein Ham Kisi bhi waqt kam kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

              hum is main apni marzi say trade lga sakty hain so hamain is k bary main learning karni ho gi ta k earn karien gay uar hamain short term main bi trade karny k kabil ho skaty hain aur hamain is forum kam ka rk hi hum acha bonus hasil karny k kabil ho skaty hain aur hamain market main bi part time main bi job karny k kabil ho sakty hain aur hamain earn ho saky gi
              • #8 Collapse

                Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

                Desr forex member bilkul sahi kaha he ke treading me long treading nahi karna chaya aur is ke sat hum zayada experience aur market ka analysis karne ka sat treadi g karna chaya aur acha mehnet karna chaya
                • #9 Collapse

                  Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

                  forex 1 acha business hain hum es main live trading karty hain our hum es main mahnat kar kay hum es main boht sapisa kamty hain humain apny account main humain es main boht aihtyat say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab hos skty hain our hum es main lot ko use kar kay hum es main trading kar skty hain our bons hasl kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

                    mera khayal hai k ye hamary trading experience r hamary account balance per depend kerta hai k ham short term trade karen ya long term trade karen akser log short term trade kerty hain lakin expert traders aesa kerty hain jisy scalping bhi kehty hain r mostly log long term trade kerty hain is main bhi acha prifit gain kiya ja sakta hai r risk bhi kam hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

                      Agr ap k pas experience aur knowledge ha to koshish kren keh lonh term trading kren aur agr experience ni to trading short time k lia kren aur baqi ap k account pa bhi depend krta ha keh apka chota ha to bhi short time trading kren q k is main kafi situation change hoti rehti ha jis se km account ho to wash hony ka bhi khatra hota ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

                        Aapane poochha Hai trading long-term honi chahie ya Sath Kaun main Yahi kahunga ki experience Pradesh Karta Hai depend karta hai ki aap ka experience kitna hai agar aap bahut jyada Achcha experience rakhte Hain explore Biji aur degree experience hai aapke pass to definitely aapko large lot size choose karna chahie otherwise aapko minimum lot size per private open Karni chahie Shukriya
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading long term honi chaheye ya short term???

                          main to aapko long term trading he prefer karunga lekin agar aap short term trading karna chahte hain to vah bhi aap kar sakte hain lekin uske liye aapke pass Forex ka jyada se jyada knowledge aur experience ka hona bhi bahut jyada important Hota hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X