A important question

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A important question
    main ne aik dost k thread parhi k verify insta forex account k liy do step lazmi hen.
    1) upload scanned copy of your identity card(front and back) or passport
    2)verification of your adress thorugh scanned copy of your bill(gas ,telephone or electricity).mera sawal ya hy k kia ye dono step zarori hen kia esa ho skta hy k ap aik step per pory utarty hon aur dosry per nhi to phir, kiu k id card to sab k pas hota hy lekan electricity bill to us k naam hota jis k naam pe ghar k regestration hoti hy yani k ap k father. esi soorat mai kia krna chahiey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Wo to theek hai lekin NIC ko bh translate hi karna ho ga to is tarah se hum apna account verify karwa sakte hian warna nahi ho ga. Address verification kay liye bill ki scanned copy send karni hoti hai aur ye easily approved ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Brother us me sub saaf saaf likha howa he pata nahi app logon ko samajh q nahi ati ,, bhai jan pehle step me passport ki scan copy aur dosre step me koi aisa evidence jis se apka address verify ho sake bs...
      • #4 Collapse

        Bhai ye to sb ko pata ha aur zrori bhi ha k jb tk insta ka account ki verification ni ho gi tb tk ap profit withdrow ni karwa skty mein ye kehna chawn ga k agr ap ka account kisi pakistani bank me ha jo ap k name ho ap us ki statmint ki copy lga dein is se bhi ho jay ga
        • #5 Collapse

          aap apna bank statement ya domicile bhi apload kar sakte hain jis main aap k ghar ka address mentioned ho aor wohi address aap k id card main hona chye
          • #6 Collapse

            aap nay tu acha question kiyah hay may yah samjta hoon kay agar aap apnay document upload kaian gay tu phr aap ko koie masla nahi hoga verification may.
            • #7 Collapse

              dear agar app k documents me alag alag address ya name hon gey to app ka account kabi b verify nahi ho ga address or name sab same hi hony chaye har documents me
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                yes dear yeh buht zarori hai jb ap account banatey ho to ap ko sahi information up load krni chahiye us k baad first level verification k liye ap just apna smart id card upload kr sakte or second k liye net billing ki copy, domicile, or electricity bill ki copy waghera up load kr sakte ho

                اب آن لائن

                Working...
                X