market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??
    G dear m apny senior r junior sy yh pochna chatha hn k market k trend ko kasy analysis kia jata hai?? Market Tricky way sy up and down hti hai isi liy m yhe pochna cha raha tha kh kasy analysis kia Jay market k trend ko??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

    forex mai trend hamara dost hain hamy learning gain kar ky trend ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum munfa kama skay gy forex aik best business hain hamy trend ko kabe be ignore nahi karna caey forex aik am buisness ke nsibat acha business hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar skaty hain forex aik internaitonal or legal business hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

      uski movemenmt ko dhek ker anylssis kiya jata hy jab hum market open kertty hein to dcANDLE SHOE HO RAHY HOITY HEIN UINSEY HUM EASILY PTA LAGA SAKTY HEIN KEH KON SAN CANDLE KAHN TAK MOVE KRY GAA USKI HIGHY OR LOW SDPEEDV SEY BHI KAAFI ANDZAA LAGA SAKTY HEIN OR TRND SIOGNAl.s SEY move kerty hein isk liuy signlas ka fst hona bhut zarrori jhy or hamin teacher sey bhi guideness leni chaiyy
      • #4 Collapse

        Re: market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

        Dear agar market aik side per zayada aur doosri side per kam move kerti hai tou iss ka matlab hai kay jis taraf market zayada move kerti hai market ka trend bhi ussi taraf hai tou humain apni trades bhi market kay trend mein open kerni chahyeain uss sae hi humain profit ho ga
        • #5 Collapse

          Re: market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

          Dear agr trend k mutabik trade open krni hai tu market ka technical analysis krna hoga jis mein 3 trends run krty hein up trend 2 down trend 3 side way jis mein trading nhi krni chahiye traders ko ye basic information honi chahiye kionkeh phr trend ko find krna easy ho jata hai aur trend k mutabik trading krny se profit milta hai.
          • #6 Collapse

            Re: market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

            dear member iss ko analyse key liy apko time frame sey help leni hogi aour sath mein apko cadlestick chart ko bhi use kerna chahiy jis meiin ap curency pair ki movemnts ko achy treeky sey analyse ker sakty hein aour ham achi trading achy annalyse ki madad sey ker sakty hein..iss liy hamin good analyse key bad hi koi bhi trade leni chahiy...
            • #7 Collapse

              Re: market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

              G dear market k yrend ko samjhny aur market ko daukhnynkaliya humy chahiya k hum pak forex p mukamul analysis krna seekhy aur as m technical analysis ha aur news analisis ha to sb analysis conolete kr k aur news ko kukamul study kr k hi hum market k yrend ko samjh sakty ha
              • #8 Collapse

                Re: market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

                Ge han dear hamain chahya kay hum foex forum par jitna ziada time dain gay hum utna jan sakin gay or rhe bat market trend ke to is main 3 trend hoty hain 1st up trend 2nd down trend or 3rd ha side way trend agar hum in trend main achay sa mahart hai to pher is man trading karian agar app kay pas market ka analysis nai ha to pher risk lainay sa pahla app ko is kay baray main information lanie chaya
                • #9 Collapse

                  Re: market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

                  Market Ko Jitna ho sake time Diya Jaaye dekhna chahie ki Jyot trend chal raha hai vah Kis Desh par Bana Hai Aur Kitna Jyada movement kar sakta hai FIR next your friend Bane fundamental Desh Dekhe Kitni moment Karega FIR usme trade open kijiye Jo candle banti hai ek se dusri Taraf dekhni chahie kitne Jyada movement ho sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

                    dear Forex friend market ke trend ka analysis karne ke liye hamare pass market ka experience knowledge Hona bahut lajmi Hai Jab tak hamare pass Achcha experience and knowledge Nahin hoga tab tak hamara cute ke train ko analyse nahin kar Sakenge aur na hi Uske according trade open karke cprofit Hasil karne Ke kabil Ho Sakenge Kisi Hamen chahie ke pahle Apna experience strong banaen Uske bad acchi kamyabi Hasil karne ke liye market ke train ka acchi Tarah analysis karne ki koshish karen
                    • #11 Collapse

                      Re: market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

                      MaRket trend Ko ChEck KaRnay k LiYe HumEn Mukhtalif Time FramEs Main MaRket ko Analise KaRnaaa ChaahiYe Or Us k Baaad Hi Koi Bhi Trade laGaani Chaahiye or HumEn Trade Lagaanay K LiYe MaRket Ko Technically Or Fundamentally Achi TaRhaaa MaRket ko analise KaRnaaa Chaahiye or us K Baaad Hi Koi Bhi Trade Lagaani Chaahiye Taakay Kaamyaabi HaasiL KaR sakEn...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: market ka trend ko kasy analysis kia jata hai??

                        Agar Hamen market ko analyse karna Nahin Aata Agar Hamen friend ko analyse karna Nahin Aata To Hamen koshish Karni chahie ki start Mein senior members ko follow Karen Kyunki senior members bhi acche teachers hote hain Agar Ham start main unhen follow karke Apna analysis Apna experience strong banaa lete hain to hamare liye Koshish Karna aur apne aap ko Kamyab banana bahut Aasaan ho jaega otherwise Hamare liye market ke train ko analyse karna usse follow karke experience Hasil karna possible Nahin hoga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X