Small lot aur big lot
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small lot aur big lot
    Dear forum friends hum jaisy traders is liye ziada loss krty hein kionkeh jb hamary pas small capital hota hai tu hum small lot use krty hein jbkeh agr capital ziada ho jaye tu hum risk ly k big lot use kr k apna loss kr dety hein jis tarah small capital mein small lot use krty hein agr isi big capital mein bhi small lots use krein tu hum successful trader ban sakty hein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small lot aur big lot

    Yes dear you are right, forex trading main kisi bhi pair main order open karty waqat lot size ko select karna bahut necessary hay, mager lot size ki planning is say b ziada zaroori hay, dear friend minimum lot size hamain maximum time kay liye trade karnay kay qabil banati hay, or hum maximum profit earning ko ensure kar sakty hain.
    Last edited by ; 01-04-2020, 08:35 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Small lot aur big lot

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
      Dear forum friends hum jaisy traders is liye ziada loss krty hein kionkeh jb hamary pas small capital hota hai tu hum small lot use krty hein jbkeh agr capital ziada ho jaye tu hum risk ly k big lot use kr k apna loss kr dety hein jis tarah small capital mein small lot use krty hein agr isi big capital mein bhi small lots use krein tu hum successful trader ban sakty hein.
      small account per agar Ham small lot ko use karte hain to ham always hi successful hote hain aur hamen bahut kam loss hota hai aur agar Ham apne small account per big lot ko use karte hain to hamen big loss ho jata hai aur hamara account wash ho jata hai Ham trading mein main use time tak successful nahin ho sakte hain jab tak Ham money management nahin kar lete hain money management and risk to reward Se Hi Ham apni trades ko successful banaa sakte hain otherwise Ham kabhi successful nahin ho sakte is baat Ko hamen apne mind mein rakhna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Small lot aur big lot

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
        Dear forum friends hum jaisy traders is liye ziada loss krty hein kionkeh jb hamary pas small capital hota hai tu hum small lot use krty hein jbkeh agr capital ziada ho jaye tu hum risk ly k big lot use kr k apna loss kr dety hein jis tarah small capital mein small lot use krty hein agr isi big capital mein bhi small lots use krein tu hum successful trader ban sakty hein.
        Jab bhe ap trading karne ke kosish karen to ap ko kam lot size ke kam karna chaye take ap ko kamyabi mil sake
        • #5 Collapse

          Re: Small lot aur big lot

          hum lot laga kar acha munfa kama skty hain hamy learning gain kar ky froex maai kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain hm is mai apne marze sy time table bana kr kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kakm kar sakkty hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Small lot aur big lot

            hamain forex trading main hamesha km lot size lagana chahay hamain forex trading Mao lalach nahi krny chahay q k lalach krnY sy hamain loss hota hy hamain sabr sy kam Ken chahay q k San ka phal metha hota hy
            • #7 Collapse

              Re: Small lot aur big lot

              Dear forex member agar Ham big lot size use karenge to account was hone ka zyada khatra hai aur agar Ham small lot size use karenge to account safe rahega kyunki small lot size use karne se loss bahut kam hota hai jiski vajah se hamara account safe rahata hai aur agar Ham big lot size use karte hain to profit bhi zyada hota hai aur loss bhi zyada hota hai aur agar loss Ho jaaye to account was bhi ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Small lot aur big lot

                is forum mai lot of size ko km rakh k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum aur hamain market main lot of size ko km rakh k hi hum achi trade kar k hi hum trade karni ho gi ta k earn karien agy uar hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zrorat ko poar karny k k abil ho sakty hain aur hamain is forum main trend k ouse karna ho ga ta k earn karien gay
                • #9 Collapse

                  Re: Small lot aur big lot

                  Bahut ziyada fark hy small lot size use karny mn aur big lot size use karny mn ham aghar forex mn acha kam karty hn tou esky badly hamen acha profit milta hy aur aghar ham forex mn apna kam acha banaty hn tou essy hamen khoushi hoti hy hamara mind fresh rehta hy aur ham acha kam kar paty hn jb ham small lot size use karty hn tou phar hamen jo loss hota hy voh kam hota hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Small lot aur big lot

                    Forex mein logoun ki khawaish hoti hai kay woh forex sae aik sath hi zayada paisa hasil kerain aur apni khawaishaat poori kerain aur iss kay lye woh bari lot use kertay hain jis sae unn ko loss hota hai jub kay aisa nahin kerna chahyea mere khayal mein tou humain forex mein hamesha minimum lot kay sath trading kerni chahyea thora thora profit baray loss sae behtar hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Small lot aur big lot

                      Dear mery kheal m to lot size ka trading m bht hi zeada amal dakhal hy to humy chahiya k hum pak forex p trading krty waqt lot size ka bht hi zeada kheal rakhy aur humesha humy chahiya k hum smal lot size ko select kry aur smal lot size istemal kr k hum achi earning kr skty ha aur khud ka account bhi safe rakh skty ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Small lot aur big lot

                        assalam o alailum all dwas umeed hy ky khairiat say hungy
                        m bhi khairiat sy hin g haan jb loh small lot use krty jain to loss hain or jb big lot use krty hain profitein aa jatti hai is mein behter yh hy ky big lot use krni chahyaii taky ziada sy ziada profit hasil ho saky
                        • #13 Collapse

                          Re: Small lot aur big lot

                          Je dear always small lot, forex ma big lot ko select karna bewaqofi sy kam ni hai, big lot sy acct ma balance etna jaldi wash hota hai k pata b ni chalta, forex ma hamesa ye he kaha jata hai k small profit is always better thank big loss, small lot ay acct b safe rehta hai,
                          • #14 Collapse

                            Re: Small lot aur big lot

                            Ap ka balancde small hai tou ap ki lot size bhe small ho gy aur big tou lot size bhe es haab sey ho gy. Ap ney market mai best lot size ko select krna hai tou es key lye ap ko Money management key rules ko under stand krna hai. jis key bad ap apney balance key mutabique lot size seklect kr sakty ho. Aur market mai apney balance key mutabique lot size select kr sakty ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Small lot aur big lot

                              FoRex Main Aksar HumAaaRaa AccoUnt Wash Yaaa HumEn Big Loss Lalach Ki Wajaa se HoTaaa Hai To HumEn Chaahiye k Jo Bhi Trade LaGaaaEn MeHnat Se KaaamKaRtay Huay Lr SoCh Samjh KaR Lagaani Chaahiye Or Lott SiZe HumEshaaa SeCuRe Hi RaKhnaaa Chaahiye Taakay Aaasani Se Trade KaR k PRoFit Bhi Kamaaa SaKen Or Loss Se Bhi KhuD Ko BaChaaa SakEn...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X