borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/
    kuch loog aisey bhi hoty hein jo apnuy frinds sey borrowed lety hein ya relatives takeh wo trading sey earn ker key ussko return ker sakin yeh bilkul ghlat hy chy ap expert trader bhi ho loss ki koi pta nhi keh yeh kab ho jaiy aarey trading mein always earninig mein possible hi nhi hy aager ap trading kerna bhi chahty hein to apkhd apnuy paisoo mein investmnt krein ap issko long term aour midterm mein trading krein aour uss mein bhi emotions ko greed ko 10 percent apnuy sey door rakhin ....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

    Apane theek kaha hamen utaar le kar paise forex trading nahin karni chahie agar Ham aise karenge to hamare liye bahut jyada kharab hogi kyunki maximum people forex trading mein fail ho jaate Hain agar Ham failure ki percentage dekhen to 90% se bhi upar hai to ja janeman mein rakhni hai aur use sabse trading kitni hai mere yaar mein agar aap forex trading karna chahte hain to Pakistan foreign join Karen aur monthly bonus ki madad se aapko kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

      investmnet kar k hi hum achi trade karni ho gi tab hi hum trrade karien gay aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora karny k kabil hon gay aur hamain market main bi information achi ho gi tab hi hum trade karny kkabil hon gay aur hamain is k bary main greed ko avoid karna ho ga tab hi hum trade karny main bi asani ho saky gi it i sbest job
      • #4 Collapse

        Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

        Dear friend forex trading men kisi se aur se loan ley kar investment nah karen kiun k forex trading men loss bhi ho jata hey iss liay loan lenay ki bajay pak forum pe posting pe mehnat karen tu acha bonus create kar saktay hen aur phir iss bonus pe trading kar k acha profit kama saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

          Bilkul hmain money barrowed ly Kar hmain trade Ni karni chahye yh hmary liay bht impotant h kh hmain kbi b aesa Ni karni chahye agar borrowed ho kar business karty Hein to hmary chances bht ziada hotty Hein Kam karny k to hmain chahye kh hm isko smjhein agar hmain nuksaan hotta h to Kia hoga
          • #6 Collapse

            Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

            dear friends ham borrowed money hasil krty hy tu hamye us sy phir trade nhe krni chahiye, ham money hasil krny ky bad is me invest nhe kr skty hy , jis sy ham85% fail hony ky ziyda chance hoty hy...
            • #7 Collapse

              Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

              Borrowed le ker invest kerny ki gakati to hargiz na ki jay k ye sochna kisi se udhar ke ker business start ker liya jay phir orofit hiny per return ker diya jay ye khud ko biht bary risk main dalny wali bat hai yahan profit hai to loss bhi hai r ye dono hi business k part hain to ap ye kesy soch sakty hain k apko just profit hoga jab k yahan loss bhi itna hi hai to dear lalucb na kiya jay balky khud mehnat se kam.ker k bonus accountrun karen ya khud se invest ker sakty hain r acha trading experience bhi ho to us soorat main ye risk len
              • #8 Collapse

                Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

                forex 1 acha business hain hum es main trading kar kay hum es main boht mahnat say humain es main boht mahnat say humain es main kam karna ho ga humain money barrowed ko lay kar humain es main trade lhane ho ge hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam karty hain forex main hum es main investment kar kay hum es main kam kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

                  Dear friend aapane bahut acchi baat kahi hai Hamen kabhi bhi money dusron se Udhar Lekar invest Nahin Karni chahie Jo log yah kam karte hain UN Logon Ko Na Kami Hoti Hai uski reason yah hai ki Jab Ham Kisi Se Udhar paise Lekar invest karte hain aur Hamen nuksan Ho Jata Hai To Ham mentally disturb Ho Jaate Hain aur Hamare bhi Apne kam per focus karna Mushkil ho jata hai isliye Hamen Hamesha koshish Karni chahie ki agar hamare pass investment maujud Nahin Hai To bonus per Achcha knowledge Raksha experience Hasil Karke trading karne ki koshish karen Kyunki bahut Sare members Yahan per bonus per trading karte hain aur acchi kamyabi Hasil Karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

                    hamy borrowrd mney sy pasia invest kar sakty han forex aik amm busenss ke nisbat acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty han hum is maa agarf bager learning ky kam kary gy ti hamy lossho jy ga forex aik wasee busness hain hum is mai agar bager leanring ky kam kar gy to hamy loss hi jyg hum gar ma bat kar is mai kam kar sakty hain asnae sy
                    • #11 Collapse

                      Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
                      kuch loog aisey bhi hoty hein jo apnuy frinds sey borrowed lety hein ya relatives takeh wo trading sey earn ker key ussko return ker sakin yeh bilkul ghlat hy chy ap expert trader bhi ho loss ki koi pta nhi keh yeh kab ho jaiy aarey trading mein always earninig mein possible hi nhi hy aager ap trading kerna bhi chahty hein to apkhd apnuy paisoo mein investmnt krein ap issko long term aour midterm mein trading krein aour uss mein bhi emotions ko greed ko 10 percent apnuy sey door rakhin ....
                      Forex trading mein kisi se Udhar Lekar Kam Nahin Karna chahie yah Ek bahut whisky aur difficult business hai isme loss ke chances profit Se Jyada hote hain aap apne pocket se invest Karen basic Thodi Si amount invest kar len lekin Kisi Se Udhar Lekar is business Mein investment karne ki Kabhi mistake Na Karna
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

                        kabhi bhi kisi se udhar na lan agar ap mehnat nahi kar sakte hain to is mein ap ka kasoor hai ap ko chahiye ke ap yahan pe mehnat se kaam karain learn karain aur phir posting karain jab ap achi posting karain gge to ap ko bonushi acha mile ga is liye bus mehnat se hi ham kameyab ho sakte hain tab hi ham kameayb ho sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: borrowed mony ley ker invest na krein ???????????????????/

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
                          kuch loog aisey bhi hoty hein jo apnuy frinds sey borrowed lety hein ya relatives takeh wo trading sey earn ker key ussko return ker sakin yeh bilkul ghlat hy chy ap expert trader bhi ho loss ki koi pta nhi keh yeh kab ho jaiy aarey trading mein always earninig mein possible hi nhi hy aager ap trading kerna bhi chahty hein to apkhd apnuy paisoo mein investmnt krein ap issko long term aour midterm mein trading krein aour uss mein bhi emotions ko greed ko 10 percent apnuy sey door rakhin ....
                          ap nay bohat achi bat btai hay, hamain udhaar lay kar business start nai karna chahiay, specially forex trading main to udhaar lay to bilkul bhi invest nai karna chahiay, ap k apnay paas thory pesy hon unko invest kar lain forex main ya agr nai hain to forex forum join karain idr mehnat karain work out karain es say 2 faiday hon gay, bonus bhi milay ga aur forex ka knowledge bhi milay ga, slowly slowly hi sahi but agar mehnat aur sabar qaim raha to us level pay trader pohanch hi jata hay jahan wo pohanchna chahta hay. es liay trading k liay udhaar na lain k es main failure percentage ziyaada hay, kisi say liya hoa pesa loss main doob gaya to udhaar kahan say lotaya jay ga...
                          If you work hard no body can stop you from success

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X