Barwakat faysla forex may.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Barwakat faysla forex may.
    Dear Friends Asslamu Alaykum

    Dear Friends Forex may treading kartay howay kabi bi jaldbaazi may faysla nahi karna chahiya quen kay ya sara sar loss ka sab bab ban jaata hay or jahan aap ko profit hona hota hay wahay par loss mil jaata hay waja tayzi hoti hay to tayzi say bacho ya business sabar say karna hota hay iss may emotional nahi hona hota hay jab jab aap emotional ho rahay hotay ho aap ko iss ka loss ho jaata hay.

    Thanks and bye,
    Your Friend Kamran Sarwar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Barwakat faysla forex may.

    Gu bahut hi important hai ki Ham apne faisla proper time bhi Karen magaram proper time per apne bhej diya Karen aur tumhara account hamen acchi earning de do aane wale waqt mein hain kaun se kahenge Jo log Pakistan form mein acchi chijen share karte hain aur logon ko acchi chij se batate Hain unhen bahut jyada monthly bonus milta bhi hai aur unki anek bhi acchi hoti hai kyunki karne se hota hai yah kabhi nahin hua k knowledge share Karne se Kam nahin hoti balki aap ki knowledge mein aisa hota hai to aapane acche acche faisla Karne hain aur khas karke vah kam jo aapko writing time lazmi hai.
    • #3 Collapse

      Re: Barwakat faysla forex may.

      jaldbaazi apko hmesha loss ka munh dikhye gi islye jldbazi se hmesha door rhen r apko chahye k mrkeet ko analysis kr k hi trade lgya kren r forex forum pe pist ki limit ko pooora kya kren.
      Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
      • #4 Collapse

        Re: Barwakat faysla forex may.

        yes aap ne bilkul sahi kaha hai forex tarding mein kabhi bhu jald baazi walay faislay nahi krnay chahye aur na he jazbaati ho keh faisla kiya jaye.trade mein decision hamesha fresh mind ho k aur tasalli se soch samjh k krna chahye to faida hasil hoga.jald bazi walay faislay aksar nuqsan he detay hain.is leye nuqsan se bacha jaye aur soch samjh k faisla kiya jaye
        • #5 Collapse

          Re: Barwakat faysla forex may.

          acha derision ache time pe lena buhat hi zarori hai kyon ke is tarah hi ham acha kaam kar sakte hain aur agar ham mehnat se kaam karain ge learn karain ge to hi ham yahan pe kaam kar sakte hain aur acha earn kar sakte hain aur is mein hmain mehant se kaam karna hai ta ke ham kameyab ho saken
          • #6 Collapse

            Re: Barwakat faysla forex may.

            G Haaan Aaaap ki Baaat Sahi hai FoRex Main KaaamYaaab Hoany k LiYe HumEn BaRwaqt Faislaaa KaRnaa Chaahiye or HumEn MaRket PaR NaZar Rakhni Chaahiye Or Jo Bhi Trade Lagaaani Ho Achi TaRhaaa SoCh Samajh KaR Or MeHnat Se Kaam kaRnaaa ChaahiYe or Jo Bhi Trade LaGaaani Ho Safe lott k Saath Apnay AccoUnt ko DeKhtay Huay Trade LaGaani Chaahiye Takaay Kaamyaabi K ChanCes Zyaada Hi HooN....
            • #7 Collapse

              Re: Barwakat faysla forex may.

              Ham sabko time per sahi decision Lena bahut jyada important hota hai aur iske liye hamare andar confidence hona bahut jyada important hota hai aur confidence kam hi paida Hota hai jab Ham acchi tarah se learning karte Hain
              • #8 Collapse

                Re: Barwakat faysla forex may.

                forex aik acha busnes hai8n hum is maai part tme be kam kar skty ain hum is mai fll time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao k account bana kar be kam kar skty hain hum is mi agar bager leearning ky kam kar gy to hamy loss hi jy ga hum is mi apne marze sy time tabale bna akr kam kar sakty hain foex aik amm busienss ke nisbat acha busenss hain
                • #9 Collapse

                  Re: Barwakat faysla forex may.

                  Dear friend market Ko Jitna ho sake time Dena chahie analyses Karte Rahe all the time market Mein acchi entry Nahin milati time Dena chahie Jab market Mein Koi Achcha trend mil raha ho tab trade Open kar dijiye aur yah market Mein exit best mil raha ho tab close kar deni chahie Soch samajhkar proper plan Banakar trading Karni chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Barwakat faysla forex may.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kamran1231 پيغام ديکھيے
                    Dear Friends Asslamu Alaykum

                    Dear Friends Forex may treading kartay howay kabi bi jaldbaazi may faysla nahi karna chahiya quen kay ya sara sar loss ka sab bab ban jaata hay or jahan aap ko profit hona hota hay wahay par loss mil jaata hay waja tayzi hoti hay to tayzi say bacho ya business sabar say karna hota hay iss may emotional nahi hona hota hay jab jab aap emotional ho rahay hotay ho aap ko iss ka loss ho jaata hay.

                    Thanks and bye,
                    Your Friend Kamran Sarwar.
                    Forex trading Mein Aksar Aisi situation bhi hoti hain ki Hamen Apne decisions bahut jaldi Lene Hote Hain aur Hamen Aise decision Lene Hote Hain Jo correct bhi ho aur Jis ko use Karke Hamen profit bhi Hasil Ho aur Aise decision Ham tabhi Le Sakenge Jab Ham market Mein inter ho aur Market ke situation ka Hamen Pata bhi ho
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X