Trader Kabhi Be Apni Sari Investment Forex pay Invest Na Karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    G han sari investment nahi krni chahye kyo k ye risky business hy is main loss ka fear hota hy agr ap ko loss ho jay to ap ki investment zaya ho jati hy forex ak risky business hy is main ap carefullly se kam kren,,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      g han ap ne bilkul thek kaha ha aur tamam traders ko chahiye k wo apni sari investment kabi b forex k buisness mein use na karen balkay wo kuch apne pas safe b rakhen kio k forex ek risky buisness ha jis mein loss b ho sakta ha aur loss se bachne k liye investment ko bacha kar rakhna behter hai
      • #1323 Collapse

        Yes hame kabhi apna pura money ko forex pe invest nehni karna chahie.Kiun ki ham sab jante he ki forex ek risky business he or isme jab trader distrubed ho to oh kabhi achha trade nehni karpata or jab ham hamara sara money invest karte he to ham distrubed rehete he to hame sara fund kabhi invest nehni karna chahie.
         
        • #1324 Collapse

          thanks brother apne achi post ki he ur boht achi baat btayi he mien apki baat se sehmat houn kyoun ke mene invest kiya tha ur mene aesa hi kiya tha lekin mien apni trading mien investment loss krwa betha.
          • #1325 Collapse

            asalam-o-alikum to all trader kbi b apni sari investment forex par nh lagta agr koi trader asa kre ga tu loss ka kafi chance ha always start the business with a small level. forex is a risky business we need a practice for this business. and not invest all money in the business all over the world
            • #1326 Collapse

              g han main apki baat say agree karta ho arg koi is forex forum main new treder kam karna chata hay to us ko chaiy k wo is forex forum main apni sari investment na kary ho sakta hay uska loss ho jay aur ap apni sari raqam ziya na kary is liay sabar say kam karna chaiy..
              • #1327 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn aik trader ko chahye k wo kabhi bhi is business me apni sari investment nah invest kareen kyun k ye aik asa business ha jis se hmen kafi loss ho sakta ha wo bhi kam waqt mee ...
                • #1328 Collapse

                  yes dear apki bat b theek hai or mai apsay agree b krta hoo.ye bat bilkul theek hai k apni saari investmetn ko trading k liye use nhi krna chahiye Q k esa krnay say trader ko anytime dar rhta hai loss honay ka or Allah na kray agr loss ho jata hai to us k pas again koi source nhi rhta again trading start krnay k liye.or agr peechay trading krnay k liye back up ho to wo easily blkay B confident ho kr trading krta hai.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #1329 Collapse

                    gee haan yee baat 100% sahee hay kay kabbi bhe apni saree investment trading per invest naa kerrain yeh aik bohat hee risky business hay or koi nahe janta aglay pal main kya hoo jaye..
                    • #1330 Collapse

                      Dear friend ji haan aap nay bilkul theek kay hai iss duniya mein kuch aisay bhi log hai jo apni saari investment forex mein laga detay hein aur dartey hein kay humein saara loss na hojaye.
                      • #1331 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                        Members jaisa k hum janty hain or Forex ka rule hai k jab Trader apni sari investment Forex pay invest karta hai tu achy se acha trader b apni skills and knowledge ko achi tarha use nahi kar sakta.Woh humesha es bat ka dar rahkta hai k us ki sari investment loss ho gai tu woh bhout financial issues ka shikar ho jaey ga or es dar ki waja se us ki learning,experience,skills and knowledge sub ko theek tarha use nahi kar pata.Trader k leye zarori hai k woh just woh amount invest kary k woh loss b ho jaey tu us ki daily life routine disturb na ho.
                        Happy &Safe trading Members :)
                        Main is baat se agree krta hu k forex main ap ko kbhi bhi apni saari investment forex main invest nae krni chahiye,,ku k forex main uncertainity rehti hai kisi bhi waqt ap ko faeda bhi ho skta hai o kisi bhi waqt ap ko loss bhi ho skta hai,,is lye forex main invest krte hue hamesha limited risk lena chahiye,,taa k ag loss bhi ho jae to ap ko ziada disoppintment na ho,,forex main uncertainity hai..
                         
                        • #1332 Collapse

                          yes ap ki bat sahi ha aisa hargiz nahi karna chahia kayun ka ye bat lalach ma bhi shumar hoti ha bas thori thori investment karan ka itni thori bhi na ho bas munasib ho aur thora earn karan lalach hargiz na karan aur apna jazbat ko control rakhan aur sabar sa trade close hona ka wait karan.
                          • #1333 Collapse

                            ji haan aap ne bil kul theek kaha k hamein trading k liye just limited amount of money invest kar na chahiye taa k agar hamein loss bhi hota hai to hum phir se invstment kar k us ko recover kar sakte hain.
                            • #1334 Collapse

                              jab ap tension mein trading krte hoto ap ko loss face krna parta hai kaun ke tension mien ap proper kam nahi kr sakte or ap apne account ko wash krwalete hai so tension free ho kr kam kare or apne experience skills se proper kam le or wahi amount invest krni chahiye je se ap ki routine ki life disturb na ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                Dear forex tarder ma nahi smjta k ap sahi keh ahy ho q k ek kamyab trader ko apni puri investment ko forex ma pay karny sy wo apny experienc ko use karty hovy us sy double earning kar skty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X