Trader Kabhi Be Apni Sari Investment Forex pay Invest Na Karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes dear me apki bat se totaly agree karta ho or humee tb tk apni complete investment invest nhe karni chaye jb ke hum ache or successful trader nhe ban skte or forex em risk b nhe lena chaye q ek kbi b or kuch b ho skta he forex busness me
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      G dear forex may kbi bi apni sari invest nahi lgani chahiye kiyu kay forex aik risky business hy app kay pass forex may work karne kay liye knowledge and experience hona chahiye ta kay app ko trade may koi problem na ho and app achi trade kar sake gay and achi income hasil kar sake gay.
      • #78 Collapse

        forex aik risky business hay.es business may hamay kabi bi apni saray pasay invest nahe kerne chaheye kio k agar hamay loss hojata hay to hamay ghar ka chalana buhut mushkill hojaiga.hamay chaheye k ham kam risk layker kam profit par hi guzara kia kray.
        • #79 Collapse

          g bhai jan ap thek keh rahe hen trader ko apni sari investment forex me invest nahi krni chahye q k forex ak bohat hi risky businuss ha or is me loss k bohat se chances hen is loss ki waja se ak trader apni sari amount zaia kr skte hen g ......
          • #80 Collapse

            han bilkul ager hum es per puri raqam lagate heinto hamein loss k b khatra hota hai lehaza humein soch samj ker apni investment kerni chahiye
            • #81 Collapse

              ji dear aapne bohat achi baat ki kabhi bhi apni sari investment nahi use krni chaye kyun k agar loss ho jaye to phir kuch ni bachta..starting mein to khaas tor per na krein jab aap experienced ho jayen to phir aap krein but not in start.
               
              • #82 Collapse

                ji bahi app nay acha sawal kia ha ore mara khayal sa ager app apni insvement trading main laga date ho ore ager app ko ager nuksan ho jaya to app ki total amount doob jati ha to phir app kia kroo ga is lya kehte han ka itni investment karo jatni thum nuksan ki soorat main dil bardasht nahi ho ja na........................
                • #83 Collapse

                  skills and knowledge sub ko theek tarha use nahi kar pata.Trader k leye zarori hai k woh just woh amount invest kary k woh loss b ho jaey tu us ki daily life routine disturb na ho.Forex pay invest karta hai tu achy se acha trader b apni skills
                   
                  • #84 Collapse

                    yes it is the right that you should not put all the balls in the one baskit if you will do this then you may loss all the money and farther more the forex is the highest risky business that can give you the high loss and profit so you should avoid this
                     
                    • #85 Collapse

                      bilkul sahe kaha k kabhi bhi humay sara pesa nahi lagana chaiya trading main humay kuch pesa bacha k rakhna chaiya taqay agar loss ho to hum us ko us pesay say cover kar sakyn jo humnay bacha k rakha hua hay like app k pass jo b pesa hay us main say 30% humay trading main lagana chaiya
                      • #86 Collapse

                        nahi mere khayal se trade ko utni invest karni chaiye jitna woh afford kar saky kyun forex buhat risky business hai tou agar kal loss hojaye tou apko pashtanaa na parey.
                        • #87 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                          Members jaisa k hum janty hain or Forex ka rule hai k jab Trader apni sari investment Forex pay invest karta hai tu achy se acha trader b apni skills and knowledge ko achi tarha use nahi kar sakta.Woh humesha es bat ka dar rahkta hai k us ki sari investment loss ho gai tu woh bhout financial issues ka shikar ho jaey ga or es dar ki waja se us ki learning,experience,skills and knowledge sub ko theek tarha use nahi kar pata.Trader k leye zarori hai k woh just woh amount invest kary k woh loss b ho jaey tu us ki daily life routine disturb na ho.
                          Happy &Safe trading Members :)
                          Baat to bilkul sahi kahi hay ap nay, trader ko kabhi bhi aik hi account may sari investment nahi karni chahiyay aur na hi parallel trading karna chahiyay, yani agar do brokers k pass agar accounts hain to dono par aik hi time may aik hi tarha ki trade kholay, is tarha say bohat loss ho sakta hay.
                          • #88 Collapse

                            Yarr sub ke apni marxi hote hai boht se log jo trader hain jo kafi time se hain woi log jo apna kama he rae hain woh log tow poora poora invest kar chukay hain woh issekamab boht rae hain tow mere hisab seagar mein kafi professionalhojaun tow invest karnay mein koi problem He nae
                             
                            • #89 Collapse

                              Agar un ko lagta hai me apni investment invest kar deta hun aur mujhay itna hasel nahi ho sakta hai phr wo na kare is trahan se ye risky business hai is se aap ki investmet khatm bhi ho sakti hai aur nahi bhi aur aap ki investment aap ko bht kuch de bhi sakti hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                saari investment to nahi karni chaye ek amounnt hona chaye jisse ager loss b ho to app k pass kcuh save amount b hoo...... bilkul he sab kuch loss na ho jye iss kaam main mind use karna chaye ek acha trader bohat saber se kaam karta hay... zyada profit haasil karne k liye sab invest nahi kar deta...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X