Hamen hamesha hi he apni taraf se mehnat karni chahie aur apni mehnat karte hue hamen market ke analysis karne chahie jab Ham apni mehnat nahin karenge to tab hamara kam bilkul bhi achcha nahin hoga kyunki jab Ham apni mehnat karte hain aur market ko analyse karte Hain to hamen Jo tajurba milta hai aur jo market ke analyses milte Hain vah hamen dusron ke signal se nahin Mil sakte hain isliye hamen apna Kam karna chahie aur dusre logon ke signal per Kam nahin karna chahie kyunki agar aap dusre logon ke signal per kam karte rahenge to aapka kam achcha nahin hoga aur aap fail ho jaenge kyunki aap kisi aur trader ka signal nahin samajh sakenge isliye hamesha apni mehnat per depend Karen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим