Posts ya threads repeat na kren .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts ya threads repeat na kren .
    Dear members according to pak forex rules agr apki posts ya threads repeat hn gi ya meaning aik he da rahy hn ga to forum ne aik system organized kiya ha jis ka maqsad sirf yehi ha keh apki posts is trha observation main lana keh apki posts repeated to ni aisi posts ko phr delt kr diya jata ha ya delt na bhi kiya jaye to uska faida ni hota q ab maximum members ne yeh bat ki thi keh itni ziada posts ki mgr bonus km mila to iski main waja yehi ha keh ap note kiya ja raha hota ha. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posts ya threads repeat na kren .

    repeat krne se bht zyda time waist hota hai ik ka ni sb ka qk jb ap post ya thread epeat krte hain to. us k sth thread delte hoti h r us oe sb ki post r thabks b delte ho jatay haon aisay sb ki mehnat waist ho jati hain iska khyaaal rkha kren.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Posts ya threads repeat na kren .

      اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
      Dear members according to pak forex rules agr apki posts ya threads repeat hn gi ya meaning aik he da rahy hn ga to forum ne aik system organized kiya ha jis ka maqsad sirf yehi ha keh apki posts is trha observation main lana keh apki posts repeated to ni aisi posts ko phr delt kr diya jata ha ya delt na bhi kiya jaye to uska faida ni hota q ab maximum members ne yeh bat ki thi keh itni ziada posts ki mgr bonus km mila to iski main waja yehi ha keh ap note kiya ja raha hota ha. Thanks
      Post yad thread ko repeat karne ka koi fayda nahin hai aur jo log aisa karte Hain to unki post bahut jaldi delete Ho jaati hai hamen aisa bilkul bhi nahin karna chahie Jo Ham apni mehnat se kam karte hain aur Jo hamari apni mehnat ka natija milta hai vah kisi aur ki mehnat se mumkin nahin hota haiisliye hamen chahie ki Ham apni mehnat Karen aur apni mehnat se Hi apne kaam ko achcha banane ki koshish karen agar Ham apni taraf se mehnat nahin karte Hain to fir hamare kam karne ka koi fayda nahin hota hai hamen apni mehnat karni chahie aur apni mehnat se apni post aur thread ko achcha banane ki koshish karni chahie
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Posts ya threads repeat na kren .

        G hum sb ko chahiya k pak forex p kam krty waqt aik dosry k kam ko copy na kry ib hum copy krty ha to humarinposts aur humari threds same hoti ha as liya threds aur pists k same na hony kaliya humy chahiya k hum but hi zeada mehnut kr k posts aur threds cteate kry aur apna knowledge aur experience share kry taky huny achi earning hasil ho sky
        • #5 Collapse

          Re: Posts ya threads repeat na kren .

          G dear bar bar ye kehnay ka maqsad yehi hay keh new members ko ye bat specially batai jaye keh repeated thread ya repeated posts submit na karain, q keh is say na sirf posts delete ho jati hain balkeh time bhi waste hota hay.
          • #6 Collapse

            Re: Posts ya threads repeat na kren .

            forex mai hum aik din mai 50 posts kar sakt hain haamy maryre kam karna ho ga pher he hum agy bar ksay gy forex aik amm business ke isbat achabusiness hain hm is maai raat mami be kam ar sakty haain hum is mai din mai be kam karr sakty hain hum is ai agar bager learning ky kam kary gy t hamy lossh o jy ga hum is mai apy boss ap he hoty hai n
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              Re: Posts ya threads repeat na kren .

              ji gan bhai apki bat theek hai hamein koi bhi post ya thread repeat nahi krna chaheye q k jub hum repeat krengay to pehlay to chance ywhi hai k forum ki taraf se delete kr diya jaye ga.agr delete na bhi howa to hamein oska faida nahi milay ga aur na he qcha bonus milay ga.achay bonus ke leye hamein chaheye ke hum new posts aur thread likha krein
              • #8 Collapse

                Re: Posts ya threads repeat na kren .

                g han is say repeat karny say pahly is forum main loss ho skta hai acount bane ho skta hai so hamain is k bary main learn karna ho ga ta k market main kam karny main bi ko iprblm na ho saky gi aur hamain demo ka use karna ho ga tab hi hum trader banany say pahly is kr ules ko follow karna ho ga tab h hum markt main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Posts ya threads repeat na kren .

                  g han posts ya threads repeat na keren kyun ke repeated threads ka koi faida nahi hota ase threads delete ho jate hen is liye repated threads na keren humesha forex se related threads keren soch samej ker ache threads create keren jin ka ap ko bonus bi zyada milta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Posts ya threads repeat na kren .

                    hamy is main posts or threads ko repated nahi karna chahey hamy daily apny kam ko pora karna chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonu hasil kar sakty hain ham is main apni amrzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hai ham is main apni marzi sy time table bana kar is main 24 ganto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Posts ya threads repeat na kren .

                      g bilkul humay posts ko repeat nhi kurna chahiyay or kisi ki copy kur kay nhi likhna chahiyay humaray pas jitni bhi knowledge hai hum is ko pak forex may use kur suktay hain is lyay hum dosron ki copy kurnay ki bjay apni knowledge ko use kuray is lyay humay apni mehnut say kam kurna chahiyay or posts ya thread repeat nhi kurni chahiyay is say koi faida nhi milta hai or kuch dair bad un ki post khud ba khud delete kur di jat hai to post ya thread ko repeat nhi kurna chahiyay
                      • #12 Collapse

                        Re: Posts ya threads repeat na kren .

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
                        Dear members according to pak forex rules agr apki posts ya threads repeat hn gi ya meaning aik he da rahy hn ga to forum ne aik system organized kiya ha jis ka maqsad sirf yehi ha keh apki posts is trha observation main lana keh apki posts repeated to ni aisi posts ko phr delt kr diya jata ha ya delt na bhi kiya jaye to uska faida ni hota q ab maximum members ne yeh bat ki thi keh itni ziada posts ki mgr bonus km mila to iski main waja yehi ha keh ap note kiya ja raha hota ha. Thanks
                        Agar aap log Chahte Hain ki aap Logon Ko form per apni learning Mein izafa karne ke liye Achcha material Mile aur aap log form per maujud Rahte hue acchi Threads aur acche post kar sake to aap Logon ki koshish honi chahie ki kabhi bhi apni post ko repeat na Karen Taki aap log form ke standard ko Barkarar Rakh sake agar aap log Chahte Hain ki aap Logon ki post and Threads delete na to aap log in ko repeat na Karen aur same type ke thread aur post Kabhi Bhi Na Karen Ek to aap ki post delete Ho Jaati Hai Aur dusra form per maujud dusre Logon Ko aapki post ka koi fayda nahin Hota Jab aap log ek hi Tarah ka post repeat Karte rahte hain isliye koshish Karenge Har Bar koi nai chij ya koi acchi information Jo ke sirf Forex ke bare mein ho usko hi forum per Lekar Aaye bahut Shukriya.
                        • #13 Collapse

                          Re: Posts ya threads repeat na kren .

                          yes dear hm posting aur threads kartay waqt quality unki quality ka khas khyal rakhain, ghair mayari aur repeated threads na karain q k wo delete kar diay jatay hain jis sa hmain nuksan hota ha, lihaza apnay threads aur posts ma forex sa related information share karain, time table bna kar kam karain aur posting k liay proper time arrange karain ta k hm acha target maintain kar sakain
                          • #14 Collapse

                            Re: Posts ya threads repeat na kren .

                            Pak forum per Ham Jitna achar aur meyari Kam karenge a ha bonus milega koshish karen pakform per kam karne se pahle hamen Forex trading ke bare mein knowledgeHo tabhi Ham pak forum apna kaam easily mein maKamal kar sakte hain pakform per hamen apna knowledge share karna chahie jisse hamen faida ho raha ho new member Ko fayda Ho Aur koshish karen jo bhi post Karen repeated third Na Ho different mauzo per hun Forex trading ke hawale se.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Posts ya threads repeat na kren .

                              Acchi baat ki hai aapane Hamen koshish Karni chahie ki apni postings aur friends ko repeat nahin karna chahie Ek Dafa Jo cricket Ho Gaya Use Dobara na Karen aur koshish karne ka itna knowledge Patra Banakar acche knowledge or experience wale tried create karne ki koshish karen Taki Achcha bonus Hasil kiya jaaye aur accha knowledge dusron ke sath share karne ka mauka mil jaaye Agar Ham repeat Karenge to vah delete Hi Ho Jaenge Hamen Hasil bhi Kuchh Nahin hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X