Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj
    Jab puri world main markets crash ker rehi hain tou forex market bhi continue one direction main hi movement ker rehi hai so hamain ab support aur resistance ko follow kerty huey trade open kerny sy koi faida nehi hony wala
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

    aj support and risistance ko follow krein ya phir na krein koi bhi fyda nahee hy qk market ki jo is wqat suatoin hy wo bhut hi defficult hy isaliuy hamin chaiy hum isko apny liuy anylsins krein or phir trading ki speed bhi slow rajhkin qk hamin kabhi bhi ksi bhi wqat account wash ho sakta hy isliuy hamin chaiy keh hum zeeda sey zeeda wqat forex or unbki market per khas tor per tawjo dein ...
    • #3 Collapse

      Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

      G han dear ager daikha jaye tu resisdent pay kam kar kay har koi kamyab ho jata tha per ab aisa nhi hai abhi market crash hai tu es waja say kafi masla bana howa hai tu ap ka kay ap es mai apna kam achye tareeqye say karain ta kay ap es mai kamyab ho jain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap kamyab ho jain
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

        G dear ap n thk kaha hy k as waqt for x market bhi pori duniya kibtrh musalsal disturbance ka shikar ha as liya humy chahiya k hum pak forex p zeada mehnut kr k khud ki earning ko strong bnaey aur soch samjh kr hi trade kry ku k forex market ki movement aik hi trf ha to aesa krny se humy loss ho sakta ha
        • #5 Collapse

          Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

          hum support or reisstance mai ahteyat sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai rat mai be kam ar sakty hain hmis mai din mai be kam kair sakty hain hum is maai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy t0 hamy los sho jy ga hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

            G han dear ap ny Sai kha hy is me bhi market crash hosakti hy or pori dunya me bhi San market crash hogai hy ham ko is me acha Kam karna chaiye or soch smih Kar Kam karma chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

              Support and Resistance levels

              MT 4 terminal me chart me ham bahot asani se support and resistance levels ko as a technical points key base par profitable trading kia karty hey es ka relation world ki weak ya per strong economy se hota hay magar ab jes tarha ki situation hay aur work ki economy ka jo haal hay ab ye technique be trading me fail ho chuki hay, agar market up jati be hay to koch time key bad corona virus ki waja se crash ho jati hay esy me ab support and resistance levels ko follow karny ki be koi ehmeyat nahi rahi hay.
              • #8 Collapse

                Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

                hamy support or resistance ko achy sy samaj kar is main kam karna chahey pher hi ham acha munfa kama sakty hain yai aik am job ki nisbat bohat hi acha busineqss hain ham isy apna life itme professional bana sakty hain uyai kabe be band na hony wala aik real business hai hamy is main achi learnging hasil kar ky kamkarna chahey pher hi ham kachi earning hasil kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

                  Baai jaan maray khyal may hamay support our resistence say he acha trqde laganay ke madadh mil sakthi hay kionka agar aap dhakay tho agar market kithna be ziada kharaab ho jaaye per be is may ye dhono cheezay aap ko faida our nuqsaan danay may aham roll adha kartha hay is liay hamay isay samajna chahiay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

                    G dear ap ny theek kaha hy ky ajkal market bhot ziada ups down ho rai hy aur supp and resis ko bhi tor rahe hy jab ek taraf chaly to phir kafi chalti rehti hy es lye suup and resis py depend kar kay trade ni karni chaye bas jo profit mil jaye wahen py trade cut kar leni chye kyn ky market ka koi pata ni kia kary next movement lehaza hamen safe trading karni chaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

                      Ji Haaan aaaap Ki Baaat BiLkul Sahi Hai maRket Ki movement Kaaafi unExpEcted Hai Jiski Wajaaa se HumEn ab Analise KaRnay kaaa Bhi Koi Faaidaa Nahi Hai Q k Kaaafi BaRay BaRay Experts k AccOunts Bhi Wash Ho Chukay Hain To HumEn Chaahiye k FoRex Main SoCh Samajh KaR Kaaam KaRen Or ZyaDa Se Zyaada MaRket ko TimE Den Taakay aaasani Se Kaam KaR K KaamYaabi Haasil KaR SakEn....
                      • #12 Collapse

                        Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

                        Bhot zeada faid ahy kbhhi bhi esa jaia ho agta hy k ham sport resistance k bina hama kam ry oyr hama is my agjaye agr ham sahi Sahi ham apani ham mhant kry gy to hama kamyab ho agty hy jb tak hamari mhanta sahi hogi ham is my agy bhi jaye gy kamyab bhi hongy is my
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ab support aur resistance ko follow kerny ka koi faida nehj

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
                          Jab puri world main markets crash ker rehi hain tou forex market bhi continue one direction main hi movement ker rehi hai so hamain ab support aur resistance ko follow kerty huey trade open kerny sy koi faida nehi hony wala
                          Market ki current situation ke hisab se support and resistance level ko follow karne ka koi fayda nahin Kyunki market aajkal apni moment ko clear nahin kar rahi aur kuchh pata nahin chal raha ki market next movement kis site per jaane wali hai isliye Agar aaj kal aap log trading na karen to Jyada behtar hai agar aap logon ko apni trading Mein acche result shasan karne Hetu Kuchh Dinon Tak bate kar le jab tak market stable Nahin Ho Jaati Jab market stable ho jayegi tab aap log market ko acche se analyse Kar Ke apni trading co correct direction Mein Lekar Ja sakte hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X