Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...
    Dear friends. Forex trading me kabhi loss aur kabhi profit saath saath chaltay hain. hamain chaheye k careful trading karain aur small lot size k sath trading karain. es se hamain profit to km millega lekin loss k chances bhi bahut kam hotay hain. lekin agar loss ho bhi jai to hamain mayoos nahi hona chaheye balkeh apni mehnat jari rakhni chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

    G Han dear is me mayoos hony Wala kabhi aagy nahi barh skta Hy kyun Kay ye Kam itna asan nahi Hy is me ap ko confident reh kr chlna hota Hy forex me kamayabi isi sorat me mumkin hay Kay jab is me Kam is trha kren Kay AP is me proepr mehant sy Kam kren lagn sy kren
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

      G ah daer ap nh thk kaha h hum pak forex main jab bi kam karty hy to hum ko chay jab bi forex main trading karty hy to hum ko chay kh mayos na ho koi bi kam hi log us main kam ko achi trha kary aur hum ko mahant krni chay jis sy hm ko mayos nai hona chay
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

        dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr apko forex trading mn loss ho jay to loss ki waja sa mayoos naen hona chayay balkay loss ki waja jo mistake ho usay door kr k pehlay sa ziada mehnat kr k kamyabi hasil krni chayay
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

          aadami nahin hai ki hamara dafa profit or loss bhi to ho sakta hai isliye agar loss Ho jaaye to hamen pareshan nahin hai iska mukabala karna chahie aur dobara use galti ko dohrane se bhag rahana chahie achcha trader hamesha vahi hota hai jo apni galtiyon se sabak sikha hai aur apne loss ko apni mehnat se problem mein tabdil Kar dete Hain aapko yah loss ko recover karna Koi mushkil kaam nahin hai kyunki hamesha nakami ke bad hi kamyab nahi hai tu Na kami se pareshan nahin bol ke sabak sikhana chahie forex samay agar loss Ho jaaye to hamen kabhi bhi upset nahin hona chahie balki usi loss ko dhadkan muqabla karke last time mein sabar kar gujara karna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

            trading karty how agr hamy loss ho jaye t to hamy mayaoose nahi hona chahey hamy is main apni galtio ko imprve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni amrzi sy bager paiso ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik aam job ki nsbat bahat h acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

              G bhai jan es forum mein hum sab ko chahaye k kaam karney k duraan kabhi bhi mayoos nahi hona chahaye warna es tarha hum es forum mein kabhi bhi kamiyaab nahi ho sakein gey aur na hi kabhi taraki kar sakein gey lehaza hum sab ko es baat ka khaas khiyal rakhna chahaye dostu.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

                mayus to insan ko bilkul jindagi Kisi shabd Mein Nahin honi chahie kitab namaz use hota hai to lappad naraj hota hai Kyunki Allah Pak Suman rakhni chahie aur ham lagatar mehnat Karni chahie Masih wala kam to karna hi nahin chahte Iske alava har aur nuksan Nahin Hota nuksan bahut kam dinon Mein Hota ek din Hota Hai Ki Bandhan par hi Le leta hai aur napasand karne ke liye aapko mat Karna padegi jitni aap Jyada mehnat karenge kam aaenge Raat ek kadam
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

                  Ji bilkul Hamen lalach Nahin Karni chahie Kyunki Insan lalach se bahut jyada nuksan uthata hai agar aapane a kam Waqt Mein Amir hone ka Soch Liya Hai Hai To iska matlab aap ko Jyada lalach Mein Pad Gaye Hain isliye sab se request hai lalach ke bagair kam Karen Taki aap vah Aane wali Jindagi Mein main bahut jyada fayda ho aur Forex lalach ke bagair karne wala business hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

                    Ji bilkul theek Kaha Hamen trade mein Main mayus Nahin Hona chahie Forex Kaisa business hai Jahan per agar koi lock ho jaaye a to vah ek time per aapko bahut jyada profit deta hai jisse aap ke sare log barabar Ho Jaate Hain aur aur Vahi Kam Banta Hai jismein aapko Pata Ho ki ismein loss bhi ho sakta hai aur profit bhi
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

                      Ji bilkul theek Kaha aapane Pade studying Mein Hamen mayus Nahin Hona chahie mayusi Guna Hoti Hai Parai trading Mein Hamen mehnat aur knowledge ke sath kam karna chahie aur acchi experience ke sath kam karna chahie jitne Jyada learning ke sath Forex trading Mein kam Karenge itni acchi acchi earning kar Sakenge Forex 1 online business hai Forex main Hamen Jyada Se Jyada mehnat aur knowledge ki jarurat hoti hai main aur apne emotion ko control Karke kam karna padta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

                        Forex trading mein hamen mayus nahin hona chahie balke saber se kam len nafa nuksan Aur karobaar Ka aisa Hi insaan loss se ghabrana nahin chahie balki Apne kam per focus Karen mehnat kar apni galti s e subah hasil karne ki koshish karen trading mein agar Ham money management Ka khyal rakhenge take profit Stop loss use karenge hamara acount save rahata Hai hamen jyada nuksan nahin hota agar Ham jaldbaji mein aakar trade karenge hamare liye bataya ki hum thoda thoda karke earning karen to Forex trading say achcha fayda hasil kar sakte hain Jada ke chakkar mein padenge to hamen lash hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

                          Mayushii Gunah hai Hamen chahie Agar Hamen load Ho jaaye To Ham Jyada ghabrae Nahin again to again Hamen rat Karte Rahe Jab again to again mehnat karte rahenge To Hamen fir se acchi kamyabi aasan se aasan ho jayegi aur main use Nahin Hona chahie Khoob Dil lagakar kam karna chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading me kabhi mayoos nahi hona...

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                            Dear friends. Forex trading me kabhi loss aur kabhi profit saath saath chaltay hain. hamain chaheye k careful trading karain aur small lot size k sath trading karain. es se hamain profit to km millega lekin loss k chances bhi bahut kam hotay hain. lekin agar loss ho bhi jai to hamain mayoos nahi hona chaheye balkeh apni mehnat jari rakhni chaheye.
                            Forex trading mein kabhi bhi mayus nahin Hona chahie Kyunki ismein Ham jitni Jyada mehnat Karenge Hamen apni hi jyada kamyabi Milegi isliye Agar Hamen ismein kamyabi Nahin milati Hai To Humne ismein Kabhi mayus Na Ho.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X