Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain

    Sab hi members ko yeh karna ho ga keh voh Apna Kaam Khud Se Karen aur Apna Kaam Kisi Aur Se Na karvayen Kyun keh Is Tarah Se un ko experience Nahin gain hota hai aur Yahan kaam karne ke liye experience must hota hai aur trading ke liye Khas Tor pay practice ki zyada zarurat hoti hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain

      G han dear ap ny achi bat ki hy har kam men hamen expert hona chaye kisi ka sahar lena achi bat hy magar bilkul hamesha kelye dosray aadmi kay sahary pay chalna acha ni hay hamen chaye ky market ko khud sy analyse karna sekhen ta ky jo raqam ham signals provide karnay walay ko aada karty hen wo he raqam ham save kar saken aur khud sy apny lye signals generate karen ta ky ham achi tara sy forex men kamyab ho saken.
      • #18 Collapse

        Re: Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain

        agr kisi pr depend kr k hi trading krni he to koi faida nhi he phr trading krne ka. agr humen acha trader bn'na he to humen khud analysis krna learn krna ho ga. agr hum learning kr k khud analysis kr k trading kren gy to humen is ka boht ziada benefit ho ga. agr kisi pr depend kr k hum trading kren gy to wo humesha humari help nhi kre ga. hum humesha us pr depend kren gy
        • #19 Collapse

          Re: Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain

          Is ke sath jyada se jyada profit hasil karne ki koshish karenge jiski vajah se aap apna mind kabhi bhi flash nahin rakh sakte forex trading mein skills aur experience bahut jyada jaruri hai forex main to ishwar Ham baat karenge ki farak chhota business nahi hai bahut bada business hai aur koi bhi business ho aap itne samajhdar to Ho ki kisi bhi business mein experience for skills ki jarurat jarurat hoti hai isliye forex ko easy mat lena aap log Jo nahin hai.
          • #20 Collapse

            Re: Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain

            Yeh tou apny achi baat ki hy qk ham jetna ziyada khud sy kam karna seakh jaen gy outna hamen kesi py depend nai hona pary ga aur phar ham achy sy apna kam kar paen gy hamen chiy k ham bahut ziyada kam karn jetna kamyab hoty jaen kabhi magrour na houn belky sadgi ky sath aur achi soch ky sath apna kam karty jaen.
            • #21 Collapse

              Re: Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain

              Bilkul Kabhi Kisi par depend na karain hamaisha apna analysis karain aur phir trade karain agr ap na ksi Ka analysis use bhi Karna ha Tu Kisi experience bnda Ka karain
              • #22 Collapse

                Re: Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain

                Jab tak ap khud say analysia s karna sekhyn gye nahi apko us waqt tak kaam main maza nahi aa sakta hai so friends apko chiye kay forex main ziyada say ziyada mehnat karyn or khud say ziyada experience hasil karyn jab tak ap kisi per depend karyn gue to apko faida hasil nahi ho sakta hai khid say trading karna sekhyn is main mza hai
                • #23 Collapse

                  Re: Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain

                  Forex trading mein Ham dusron ke signal ka vate karne se behtar hai KY hum khud say Analysis Karen market ki Moment ko check Karen suppot and resistance ke bare mein samjhaie trend ke bare mein samjhaie to Ham acchi trading kar sakte hain aur Forex trading se experience hasil kar sakte hain jitni mehnat karenge Jitna time spent karenge Forex trading nahin hamara knowledge experience patair hoga aur hamen acchi earning kar sakenge koshish karen Jitna hamare paas balance Apne balance ke Matatbik trade lot size rakhen jyada lalach na Karen
                  • #24 Collapse

                    Re: Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain

                    Forex trading maie hamen kuhd par depend karna chye aur khud say analy Karen .hum Forex trading mIe Jitna time spend Karen gy utny he hum achy Analysis Kar sKty Hain .aur market ke momemt my bary maie pata chal sakta hai.humen senior member say advice lay Jo hamare knowledge my liye baytiar hai hamen chye KY hum senior member ke guideline ku follow Karen aur demo account par practice .forex trading ky liye AK demo account AK acha pakform hai forex trading ky knowledge.ky liye .
                    • #25 Collapse

                      Re: Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain

                      Ji bilkul ap ki bat bilkul thk hy me is bat sy agree krta hun, k hamen hamesha khud seekhna chahye koi b kam kisi dusry py depend ho kr zyada dair tak to nai kya ja sakta jb tak ap khud nai seekhty analyze krna ap kbi b achy trader nai ban sakty,
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Market ko khud analyse karna sekhain, kisi pe depend na karain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ramzanali پيغام ديکھيے
                        Dosto jaisa k ap ko pata ha k aj kal social media pe bohat saray log signals provide kar rahay hain, to meray khayal se to hamain khud mehnat karni chaye, khud market ko analyse karna sekhna chaye, kisi aur pe depend ni karna chahye, agar ham khud forex trading ko ashi tarha se learn karain, market ko fundamentally aur technically analyse karna seekh jayain to hamain kisi aur ki koi zarurat nai ha, is lye khud mehnat karain kisi pe trust na karain
                        Agar Ham market ko Khud analyse Karke kam Karenge To Hamen ismein bahut jyada fayda hoga jisse Ham trading karke bahut Achcha prapt hassil kar Sakenge isliye Hamen chahie ki Ham market Mein entry Hasil karne ke liye pahle analyse kar len

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X