mehnat k bad sakoon milta he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mehnat k bad sakoon milta he

    G han dear friend es forum mein mehnat k baad sakoon milta hai q k kuch loogu ko es forum mein kaam karna bahut mushkil lagta hai ya kuch loogu ko es forum mein zyada kaam karney ka dil nahi karta lakin ju mehnati loog hotey hain tu un ko es forum mein mehnat karney k baad hi sakoon milta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mehnat k bad sakoon milta he

      Jee bilkul theek baat hai jab ham Trading main mehnat karte hain tou hame mentally koi tension nahi hoti kyun ke hame pata hota hai ke ham ne mehnat ki hai or apni pury koshish ki hai tou hame result bhi acha hi mile ga kyun ke mehnat waste nahi hoti.
      • #18 Collapse

        Re: mehnat k bad sakoon milta he

        Forex trading mein agar Ham mehnat Karen To Ham Achcha profit hasil karte hain aur apne future ka bhi Behtar kar sakte hain Forex trading Mein demo account Hamare liye Achcha platform hai ki hum is per practice Karke Forex trading ke bare mein knowledge experience hasil kar sakte hain .forex trading Mein Hamen money management Ka Khyal Rakhna padta hai forex mein jo lalach Karte Hain vah Kabhi Kamyab nahin kar sakte. Forex trading mein agar Ham Thoda Thoda Karke earning karen to Hamara fayda hoga.
        • #19 Collapse

          Re: mehnat k bad sakoon milta he

          Bhot achi bat share ke hay hamsha mehnat kerne ke bad zror skon sa feel hota hy kuin ke jitna ham mehnat ker ke skon feel kerte han utna hamain mehnat ka phal bhe zror milta hy es liye knowledge ko increase kerna cheye tab ham achi performance dein ge to zror kamyab hon ge time to time zeyda wakat business ke sath lagna cheye ta ke achi kamyabi hasil ke ker saky
          • #20 Collapse

            Re: mehnat k bad sakoon milta he

            Forex trading ke start mein agar Ham Forex trading per acchi mehnat Karen practice Karen Forex trading ke bare mein achcha knowledge asal karen to fir Ham Forex trading mein achcha kam kar sakte hain aur accha profit asal kar sakte hain daily basis per Aur weekly withdraw bhi kar sakte hain to hamen chahie ki hamen last se gabrana nahin chahie mehnat Karen Apne emtion Ka control Karen Sabar se kam len jaldbaji na Karen to Ham Forex trading Se acha earn kar sakenge aur apne future ka be baytiar kar sakenge.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: mehnat k bad sakoon milta he

              G han yeh bat bilkul tekh hay keh hamen mahnat kay bad sakoon milta hay agar hum is men kamyab ho jatay hain tu kun kay mahnat ek asy chez hay jis men agar hum kamyab ho jatay hain tu hamen is men bahut sakon milta hay ur agar hum is men nakamyab ho jatay hain tu hamen bahut dukh hota hay

              اب آن لائن

              Working...
              X