patience and decipline part 8
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    patience and decipline part 8
    2.Agar hamari trade thory loss mai ha,humy malum b ho jata ha k market ny hamary opposite he chalna ha to hum us trade ko nuksan mai khatam nahe karty,hum usko lage rehny dyte hain,aisi trades hamara margen kam kar dyti hain,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Tareding main aghar apko loss ho raha hai iss main aap ko sabr se kam lena ho ga kun k aksar market ek dam nechay ja k upar atti hai jiss se nuksan pura na ho tu kam reh jata hai iss lia iss main jald bazi se kam nahi lena chahiay....
    • #3 Collapse

      ye to do main asool hain jin k oper amal ker k he forex main hum achy trader ban sagty hain aik to patients k sath trade karen second us main app discipline trader banaean gay to pher he app ko us mian success milay ge
      • #4 Collapse

        patience se kaam karna Zyada important hai Forex trading main Jab aap apna order open Karte Hain tab aapko patients se kaam karna bahut zaroori Zaroori Hota Hai aapne confuse ho ghar Apna order open nahi karna aur patients se kaam karna hai yeh aapke liye Zyada zaroori aur bahut zyada important hota hai aur accha kaam karne mein aapki help karta hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          ager hammey trade k against ho jaiye market tuo hammy edge ker laina chaiyie or hammy sia waqt ka intazer kerna chaiye apni trades ko cut kerna k liye or forex ma hammy learn kerty rhna chaiye..

          اب آن لائن

          Working...
          X