Trading khatarnak karobaar hai aur ine dinon to bahut hi khatarnak ho chuka hai agar ine dinon mein aapko bahut hi kam munafa mil raha hai to tab bhi aapko Le Lena chahie aur aapko jyada lalach Karne ki koshish nahin karni chahie agar Ham thoda munafa nahin lete Hain aur jyada ki koshish karte Hain to Ham kamyab nahin hote Hain isliye hamen thoda munafa hamare liye Behtar hota hai agar jyada munafa nahin de mil raha to Ham use chhod Dena chahie jab ham thoda munafa ke sath kam karte hain to hamare liye yah kam bahut faydemand hota hai hi aur hamara kam bahut achcha ho jata hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим